prerna comes to know about prem's death-2

230 6 7
                                    

prerna comes to know about Prem's death-2
...
Flash.
Loving son of Anurag Basu and Prerna Sharma.
Flash.
Anurag, Prena and Prem on beach drinking green coconut together.
Flash.
I love you mamma. I love you papa.
Flash.
Prem hugging his parents.
Flash.
Flash.
Flash.
Flashes after flashes came in front of her. She started to sweat. An intense pain was running through her body. She felt suffocated.
"Prem.. Prem. Prem." she kept calling her son's name in her unconsciousness. Her eyes were closed but she was restless. Doctors were finding it difficult to calm her.
"Prem.. " she called again, trying to get rid off the grips on her either wrists. Doctor ordered the nurse to increase the dose of her medicine. The nurse gave Prerna one more shot and she calm down. Later she drifted into sleep calling out her son's name.
Outside, Anurag looked away from Prerna not being able to bear her condition.
The Basu family joined him outside the cabin and Mohini grabbed his son
"Anu.. Kya hua Prerna ko? Haan? Bataon.."
Anurag cried and hugged his mother.
"Main Prerna ka khayal nahi rakh paya maa. I am failed maa. Prerna.. Prerna."
"Kya hua Prerna ko?" Mohini asked, separating him.
"Kya hua bhabi ko?" Mahesh asked, angrily who had joined them with Sneha.
"Prerna ko pata chal gaya." Anurag cried.
"Kya pata chal gaya Anu?" Asked Mohini, scared.
"Prerna ko pata chal gaya ki Prem.. Prem.."
"Prem kya Anu?"
"Ki Prema ab hamarein bich nahi raha."
Everyone was shocked.
Mohini separated her son and gave him an angry look.
"Kya kaha tuney?"
Anurag cried harder.
"How could you do that uncle?" Sneha was enragged, "wada toh bohot bara bara kia tha apne ki.. agar mere maa ko kuch bhi hua toh main apko kabhi bhi maaf nahi karungi. Samjhe aap."
Kasak consoled Sneha. Meantime the doctor came out of Prerna's cabin.
"Doctor, how's Prerna?" Anurag asked.
"Dekhiye, aplogo ko inka halat patahi tha. Kaha gaya tha aplogo se ki inki dimag kisi bhi tarah ki stress lene ki condition mei nahi hain. Phir bhi aplogo se etni bari galti ho keisey gain? Unhe bohot gehra sadma laga hain. Abhi maine unhe shant karne ke liye behoshi ki injection di hain. Baki unhe ab hosh ane pe hi pata chalega. Agar aplogone unhe manage nahi kia toh I am sorry to say hamse koi umeed mat rakhiyega." the doctor left.
Anurag sat on bench with a thud. Mohini sat beside him.
"Tuhi aisey tut jaiga toh usey kon samalega?"
"Mere waja se uski ye halat hu hain ma. Pehle wo accident or ab ye.."
"Par Prerna waha pohochi keisey? Komolika ne toh kahi."
"Nahi maa.. Infact komolika ne hi mujhe kaha ki Prerna ko main waha dhunu. Kuki wo aksar komolikase prem ki nam ka ashram ki baat karti thi.. Jab Prerna kahi nahi mili toh main waha gaya. Or.."
"Ashram ke barein mei toh Prerna ko Komolika ne hi bataya tha na."
Anurag left the place in agony. After sometimes he sent everyone home. Sneha decided to stay back with Anurag. Anurag didnt deny.
"Main papa ke pass beithti hu..  Agar koi baat ho toh mujhe phonr kariyega."
"Sneha.. Believe me, main aisa kabhi nahi chahta tha.. Main. "
"Kuch maat kahiye aap. Papa ko toh apne pehle hi dur kar diya hamse.. Or ab mamma.." she wipped Away her tears and left.
Anurag sat beside Prerna on a stool. The whole night prerna murmured in sleep. Her BP was low and pulses were high. Anurag took her one hand in betwen his palms and sat there.
"Prerna.."
"Anurag.. Anurag Prem.. Hamara Prem." Prerna mumbled in sleep. A lone tear slipped down Anurag's cheek. It was killing him, seeing her like that, mumbling there son's name again and again who's not among them anymore.
"Hamara Prerm yahi hain Prerna..  Kahi nahi gaya wo.."
"Nahi wo.."
"Yaih hain wo..  Main milwaunga tuhe usse.."
"Sach?"
"HmmHmm...I promise "
Listening him Prerna became stable and slept peacefully. Anurag sighed and left her hand. He stood up and turned to discover Sneha on Threshold.
"Tum Prerna ke pass beitho thore der, main ata hu.." Anurag walked away.
"Keisey lainge aap Prem ko?" Sneha taunted him as he was about to pass her.
Anurag stopped listening her but didn't turn.
"Wo mujhpar chod do tum.."
"keisey chod du appar huh?" Sneha walked and stood in front of him. "Kis Prerm ko lainge ap? Wo Prem jo ab hamare nahi raha? Ya phir wo Prem jo hamare boch rehkar bhi nahi hain? jisey apne hamsab se etna sal dur rakha?"
"Maine Prem ko tum sab se dur nahi rakha.. Ye meri kismat thi ki.. "
"Mr Anurag Basu jhut bolna toh apki fitrat mei hi hain.."
"Sneha!"
"Chillaiye maat. Aj mamma ki jo halat hain bas apke waja se hain.. Etna sa bhi khayal nahi rakha gaya apko unka! Mujhe toh ye soch ke hairani hoti hain ki jab mama apke sath thi toh pata nahi ketna taqlif uthani pari hogi unhe!"
For a moment Anurag went back to flashback of her and Prerna. He smiled ruefully.
"Prerna or mera rishta keisa tha wo bas ham dono ko hi pata hain Sneha. Khair choro.. Main Prerna ko samal lunga I promise "
"Dekha maine.... Keisey, apke kehne pehi wo shant ho gain."
"Aisahi rishta tha hamara," Anurag commented, "jaha dusra chahe jetna bhi pareshan ho hamesha ek ke kehne pe shant ho jatey the.. Or rahi baat Prem ki na Sneha toh maine usey churaya nahi tha tum sab se.. Halat hi kuch aisey the.. Or phir wo mera beta hain.. Ye toh pehle se hi tei tha ki Prerm ki parvarish main karunga.. Mujhe galat theirane ka sochna bhi maat is bat pe. Prem ko jab komolika lekar chali gain thi tab hamne bohot dhuna par wo mila nahi.. Phir main London chala gaya, tumse dur, mere parivar se dur.. Sirf Prernake kehne pe.. Sirf isliye taki uski or Mr babaj ki rishtey mei mere waja  se koi kalishk paida na ho.. 4 saal bad Prerm mila tha mujhe...  Komolika khud ai thi mujhe Prem ko loutane.. Komolika ka pla toh kuch or tha par usey paisey ki bohot jarurat thi.. Or absey bair baat Prerm pe khatra tha. Kisine bohot bar Prem ko kidnap karne ki koshish ki thi.. India mei rehna uske liye safe nahi tha.. Maine Prerna se ye baat chupai nahi thi.. Turant usey batane ke liye phone kia tha par usne meri baat nahi suni.. Maine Mr bazaz ko bataya.. Insab nei bohot din guzar gaya or main Prerm se jur gaya..  "
"Or jab mom dad Prem ko lene London gain toh apne unhe Prem ko dene se inkar kar diya.."
"Aisa naih tha Sneha...  Prem mujhe chorkar nahi ana chahta tha.. Isliey mujhe Prem ke cusody ke liye case karna pada tha.. Komolika ne mujhse barbar kaha tha ki Prem ki jaan khatrei mei hain India nei. par Prerna ko laga maine komolika ke sath milke usey dhoka diya hain.."
"Mom ko aaj bhi aisahi lagta hain.. Jab ap or Shravan wapas ain India Toh Prem ko lekar ku nahi ain? in fact ajtaq Prem nahi aya.. Kasak or Shravan ke shadi mei ane wala tha par waha bhi nahi aya."
"Prem India nahi ana chata kabhi bhi.. Or shadi mei isliye nahi aya kuki shravan ne usse keh diya tha ki wo shadi nahi karega kasak ke sath."
"Ab wo aiga? Apke kehne pe?"
"Usey ana parega."
Anurag left from there.

A Family We Could HaveWhere stories live. Discover now