3 LOG ZINA KAR KAY BHI BAQASOOR HOTEY HAI

8 1 0
                                    

Ek din hazrat Ali s.a.w madine ke Gali se guzar rahe the. Aap yeh dekhte hai ek aurat ko Kuch afraat ghaseete hue le jaa rahe hai. Woh aurat khauf se kamp rahe the aur mard hazraat usse ghaseet ke le jaa rahe the.

Jab hazrat Ali be yeh majra dekha tab unhone in aadmiyo se pucha "kyu aap log yeh aurat ko ghaseete hue lee jaa rahe hoo. Tab unhone Kaha hai iss aurat be badkaari ki hai, ZINA Kiya hai Umar bin kharaab be hukum Diya hai aurat Ku sansaar Kar Diya Jaye.

Jab hazrat Ali be unlogo ki baath sune toh Aapne US's waqt aurat ko unlogo ke haath se chodaya aur phir Kaha "chale jao yahan se". Woh log wahan se chale Gaye aur phir hazrat umer ke pass Gaye Apne his aurat ko sansaar Karne ke liye bheja tha Woh hazrat Ali be Ruk Diya hai, aurat James choda Lee hai aur hame daanta bhi hai aur bhaag jaane ki Kaha hai.

Hazrat Umar bin khataab ne kaha hai "aye logo hazrat Ali ko Kisi baath ki qabar malum hogi isliye unhone yeh Jaan Kiya hai jisse hum log beqabar the. Woh jaante the hazrat Ali Ka maqam Kiya hai, Woh jante the hazrat Ali be yeh kaam kisi wagah se Kiya hai, uski koi toh wagah zaroor hogi. Toh unhone bhi logo Ku hukum Diya ki "jao jaakar hazrat Ali ko mere pass lee aao. Toh log jab hazrat ali ke pass gaye jaakar kaha ki hazrat umer bin khataab ne aapko apne pass bulaya hai. toh woh bhi wahan par pahunch gaye toh aapne farmaya ki " yaa ali kiya wagah hai ki tumne logo ko kyu ruka hai, iss badkaar aurat ko sansaar karne ke liye, iski kya wagah hai ?

hazrat ali ne farmaya ki aapne nahi suna hazrat muhummed s.a.w ne farmaya ki 3 logo ke upar se qalam utha liya jata hai yaani unke amaal nahi likhe jaate. woh beqasoor hote hai, unke gunah nahi likhe jaate.

1) Ek woh aadmi jo sooya raha --------- yaha tak ki woh bedaar ( awake /alert ) ho gaye

2) Dusra woh jo naa balaq hoo --------- yahan tak ki baliq ho jaye.

3) Tesra woh shaqs jo hosh mein naa hoo ------- deewaana hoo.

Umar bin khitaab ne jab yeh waqiyah suna kaha ki maine bhi huzoor paak ku yeh ashaad - e - mubarak sune hai jiss par hazrat ali s.a.w muskuraa kar farmaya " aye ummul momineen yeh aurat ko dewaane pan ke daure padten hai aur yeh aurat apne hosh kho bhaithi hai, ho sakta hai woh aadmi jisne iske saath zina kiya hai usne iske dewaane pan ka fayda uthaya hai toh phir jab hazrat umer s.a.w ne hazrat ali ke yeh baat sune toh aap ne uss aurat ko rehnaaa karne ka hukum dee diya.

Islami insaaf ki bahut badi misaal milti hai. Bahut se cheeze clear ho jate hai. Isse harzrat ali ke zahmene aur akhal mandi sabit ho jaate hai aur yeh bhi pata chalta hai hazrat ali ki greeft hadeeso par kitni the.

Finding FalicidadeWhere stories live. Discover now