Manaofying

1.2K 176 209
                                    

After what all happened in party still haunting Sameer from inside, "yaar Naina ab tak naraaz hai... usane khaana bhi nahin khaaya, ek baar meri baat tak nahin suni... hamesha toh kitna bhi gussa karun mein us par aise react nahin karti thi, mujhe maaf bhi kar deti hai, par aaj toh aisa lagta hai jaise jwalamukhi phat gaya ho..."

He keep marching from here and there in his room, "vaise theek bhi hai na, maine galti bhi toh aisi ki hai... aaj toh Sunaina ki jagah mujhe thappad padna chahiye tha... matlab kya soch kar poori party mein uss Sunaina ke saath haath mein haath daal kar ghoom raha tha... aur phir kiss bhi karne diya... ab naraaz toh hogi hi na... harkaten hi aisi hai meri... par meri bhi kya galti hai... unhone achanak se baahar aakar kyun bola ki Sunaina meri girlfriend thi pehle... kuchh sochta samajhta usse pehle hi sab gadbad ho gayi.... mujhe kal ke kal hi unse sab clear karna hoga... mujhe kuchh yaad nahin iska matlab voh kuchh bhi kahenge aur mein maan lunga... nahin ab aisa bilkul nahin hoga... ab saara sach mein apne tarike se khud hi pata karunga... nahin banana mujhe unke haath ki kathputli... aaj se unka kissa khatam... jo Sunaina jaisi ladki ko meri girlfriend bole matlab usne aaj tak mujhse sab jhooth hi bola hai..." he determine to know the truth of his past by himself without anyone's help, especially not from the person who always instigate against Naina and misguide him... and ensure will not take and follow any advice from that person....

Suddenly something strikes in his mind, "par us se pehle toh Naina ko manana hai... shaam se kitni khush thi, kitni sundar lag rahi thi... meri nazar toh ek minute bhi us par se hat hi nahin rahi thi... aur phir uss chudail ne aakar sab gadbad kar di... aur meri cute si Naina ko naraaz kar diya...."

He lost in dreaming about her, "aur uska voh gaana.. laga jaise pehle bhi hum ne kabhi aise ek saath gaana gaya hai... jitni pyaari voh khud hai utani hi pyaari usaki awaaj hai ... mein toh hosh hi kho baitha tha... agar party nahin hoti toh shayad aaj pakka gale hi laga leta... jitna uske kareeb jaata hun uski khubiyon se aur pyaar ho jata hai... kya kamaal ki ladki hai.... Nanu sahi kehte hai poori topper hai, har baat mein... aur mein toh aaj theek se uski taarif bhi nahin kar paaya aur sab satyanash ho gaya... par nahin ab aur nahin... mujhe usey abhi isi waqt manana hai... mein subah tak ka intzaar nahin kar sakta..."

He left to see her in room when saw the door was open.. he peeked inside but room was empty... he looked around for her everywhere but she was nowhere seen, making him worried, "kahin ghar chhod kar toh nahin chali gayi... ab itni bhi badi kya galti ho gayi ki aise saza degi mujhe... isase achchha toh thappad maar deti, chaar baatein suna deti na... ab kahaan dhundhu usako...." he gets worried when saw the door towards terrace was open...

He went upstairs and relieved to see her in terrace... he stood at the entrance in terrace when feeling his presence she turned and came towards him... he stops at door itself, smiled to see her standing there, relieved that she has not left the house... she came to him and close the door on his face angrily without saying anything....

He stood there only totally confused, "yaar aise baar baar munh par darwaja kyun bandh kar deti hai... ab kaise manaau isse... sab mujhe kehte hai par gussa isey bhi kam nahin aata... mein kam se kam bol kar bata toh deta hun, par isne toh maun vrat hi rakh liya hai... ab kya karun mein... bhagwan ji kuchh toh madad karo apne bachche ki... aisa lag raha hai jaise pehli baar kisiko mana raha hun... koi idea bhi nahin aa raha" he knock twice but she didn't open the door... he came down and roaming around thinking to get some idea... soon something strike in his mind and he rush towards the Munna Pandit's room...

He knocked repeatedly on both the doors, when Munna Pandit came out rubbing their eyes, irritatingly... they find him standing there smilingly... Munna asked, "kya hua bhai... ab kya naya kaanda kar diya tu ne jo aise aadhi raat ko darwaja baja raha hai... aur ab yahaan khada muskura kyun raha hai... kuchh bol toh.."

Kuchh Ankahi Baatein - Part 2 (Completed)जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें