6. Limitless pain

3.2K 172 20
                                    

Ragini is standing.....and looking at that Dadi with hope for a job

Dadi- beta.....maaf karna par aise koi job nhi hai mere pass....jo main tujhe de saku...

Ragini felts little disappointed.....

R- koi baat nhi dadi ji....main kanhi or dekh lungi

Saying so she moves to leave.....Dadi looks on....she feels bad for Ragini.... after thinking for sometime she stops her

Dadi- Ragini beta sunn

Ragini turns

R- ji dadi

Dadi- ek job hai.....par bhut tough hogi

Ragini looks at her happily

R- mujhe manjoor hai.....

D- pahle sunn toh le kaam kya hai??

Ragini looks at her

R- kya kaam hai Dadi???

D- caretaker ka job hai......tujhe mere potey ka care taker banna hoga

Ragini looks at her

R- ji Dadi....isme tough kya hai? Yeh toh main aasani se kar lungi

D- baat wahi hai Ragini ki usko sambhalna aasan nhi hai.....woh humare jaisa normal nhi hai....

R- matlab??

D- woh ek sadme ki wajah se.......(tears forms in her eyes)...woh khud ke liye kuch nhi kar sakta.....

Ragini looks on

D- Ragini.....humne uske liye bhut se log rakh rakhe hain.....but kuch time baad hi woh log naukari chod kar chale jaate hain.....yaa firr sirf humare saamne to accha bartab karte hain.....par humare peeche.....

Ragini looking at Dadi

D- isliye mujhe laga ki tu jab kisi anjaan ke liye itna kar sakti hai.....toh mere potey ka bhi acche se khayal rakh legi

R- par Dadi....unko toh acche se acche helper or nurses mil jaayengi....meri kya zaroorat

D- haa mil jaayengi....but usse koi aisa chahiye jo uska as a family khayal rakh sake....or mujhe lagta hai.....ki yeh tujhse accha koi nhi kar sakta.....

Ragini looks on

D- beta.....manaa mat karna..... hum tujhe acchi sallery denge.....rahne ki jagah sab kuch

R- par Dadi.......

D- tune hi toh kaha tha ki tujhe kaam ki zaroorat hai

R- haa dadi zaroorat hai par.....yeh kaam....sayad mere bass ka nhi hai... mujhe khud par bharosa nhi hai ki main kar bhi paaungi ki nhi....

D- please beta.....ek baar soch le.... tera bhut ehsaan hoga mujhpar

R- dadi aap aisa mat boliye....

D- toh tu karegi kaam

Ragini nodes hesittatingly......

D- bhut bhut dhanyawad beta.....bhut bhut dhanyawad

Ragini is just looking on......

D- theek hai....to kya tu aaj se hi kaam par aa sakti hai kya??

R- hmmm

D- chal....firr mere saath main tujhe usse milbaa deti hu

Ragini nodes hesitatingly......but gets seated with dadi in car......

Car starts Ragini is feeling little uneasy but she remains silent.......

As the car moves.......Ragini gets shocked it's moving towards the same locality as M.M....

Ragini- a broken soul (Complete)Where stories live. Discover now