promo .

1.4K 104 13
                                    


Soha_ mughe bhok lagi hai maire liye kuchh banao jaldi se soha kitchen main aakar nyu ko dekh kar bolti hai aur.

Nyu_ tumhari ya tumhare so cold husbad ki noukar nahi ho main samghi na jo order pass kar rahi ho hath pair hai na sahi salamat bana lo aur kha lo sab saman rakha hai yahan par kehkar nikal jati hai kitchen se aur soha mon khole dekhti rehti hai nyu ko jata hua .

Tab hi .

Raj_ yahan roki ho ye hi bahut hai tumhare liye jyada order pass mat karo samghi na .

Soha_ are old men jyada idhar odhar kyu ghum rahe ho aaram karo jakar ke tabiyat jo kharab hai tumhari wese kitne din ke mehlman ho duniya main b aage bol nahi paati hai aur ek slap padta hai oske face par .

you are a Devil 😈जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें