missing manik

1.1K 126 21
                                    

Nadani bed par bethi hoti hai lamba sa ghunghat liye jab manik gate khol kar enter karta hai aur loack karke bed par bethi nadani ko dekhta hai jo oske aane se alert hokar beth gayi thi bed par aur move karne se oski bangels aur oski payal sweet sa music play kar rahi thi .tab hi
Manik _ tumne mugh se shadi karne ke liye mana kar diya tha phir ye shadi kyu ki tumne nadani.

Aur nadani jo sweet se coment sunne ke liye ghunghat liye bethi thi manik kibaat sunkar shoked si ghunghat otha kar manik ko dekhti hai jo ose nahi bed par spred rose patel ko dekh raha tha.

Nadani _ manik plese forgive me oss din jo kah oske liye .

Manik _ kitna aasan hai na tumhare liye ye bolna forgive me manik galti ho gayi aur bas sab thik ho gaya tum hari life main par maira kya mairi life ka kya han sab kuchh tum decide karogi
Kya sahi hai kya galt main to kuchh bhi nahi ho tumhari life Main ek ehsan karke tum mairi life main aayi ho bechara manik kitna hurt his hai past main apne dad aur so cold girlfriend ki wajha se oss par ehsan kar deti ho aur aaj  aagayi maire pass mugh se shadi karke aur sab kuchh bhol gayi jo oss din tumne jo bola tha but main nahi bhola hon nandani aur na bholne wala ho jo oss din tumne kHa tha mugh se ose na tumhe bholne donga tumhe pehle apne pyar main apni wife bana kar Las raha tha main but ab sirf apne bete ke pyar main oski maa ko shadi karke laaya ho osse jyada
Kuchh aur mat samghna ok isliye aise bethna hai betho change karna hai karo I don't care  main yahan tumhare pass sone ke liye ready nahi ho isliye pass ke atached room main sone jaa raha ho aaram se so jaao good night aur sidha gate khol kar pass ke room main jakar gate band karta hai aur bed par sar pakd kar beth jata hai aur dosri tarf nadani ab bhi shoked si bed parbethi hoti hai .

Nadani  nadani mom mom otho na .

Aur nadani jark karke oth jati hai aur charo tarf dekhti hai aur.

Nadani _ manik kaha hai .

Navya_ nadani manik rat se ghar waps nahi aaya hai .

Nadani _ what ghar waps nahi aaye aap ne dekha onki gadi ko.

Navya_ nahi hai gadi oski pata nahi kaha gaya hai cabir alg ose sarch karne gaye hai subha se .

Nadani _ woh main onka wait karte karte so gayi thi to aankh hi nahi kholi .

Navya_ tum sote maini tni restless
Kyu ho rahi thi kya koi sapna dekha tha tumne .

Nadani _ sapna han sapna hi tha bhabhi par chhodo woh sab manik kaha hai pata hai mughe .

Navya_ tumhe pata hai kaise kya batya tha tumhe osne kaha jaa raha hai.

Nadani _ nahi bas ek bar batya tha mughe ki woh jab had se jyada pareshan hote hai to goa jate hai apne farm house par .

Navya_ goa farm house par are you sure nadani.

Nadani _- yes bhabhi 100 % sour .

Navya_ main cabir local karke dadi maa ko batati ho tum ready hokar niche aajao ok .

Nadani _ ji bhabhi thik hai.

Aayush_ mom dad aapse gussa hai na .

Nadani _: hmm kuchh jyada hi gussa hai tere dad mom se .

Aayush _ woh ab ghar nahi aayenge kabhi bhi .

Nadani _ aayush kya bol rahe ho bhgvan na kare aisa ho kuchhbhi bol dete ho beta kyu nahi aayenge main lekar aaongi onhe ghar don't take any stress in your tiny mind ok jaao khelo main aati ho abhi .

Aayush_ ok mom aap jaldi papa ko lekar aana mughe dad ki bahut yad aarahi hai .

Nadani pov mughe bhi yad to aarahi hai par kya karo galti hi itni badi kar di hai ki ose thik kaise karo samgh nahi aaraha hai mughe. Par karna to padega thik nahi maira beta pareshan hoga jo main hone nahi dongi kabhi bhi .

Manik kaha gaya

Kya wahi jahan nadani souch rahi hai ya kahi aur .

Ab nadani kaise manage manik ko jara idea do mughe .

you are a Devil 😈जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें