finely nadani ayush come in office .

2.6K 204 30
                                    


Malhotra menstion.

Pari,_ chachu chachu .

Manik _ han chachu ki jaan bolo kya baat hai couch par betha fiel dekh raha hota hai jab pari aati hai oske pass .

Pari_ chachu .

Manik _ han beta bolo kya baat hai .

Pari_ pehle fiel close kare aap .

Manik _ lo kar di ab batao kya bat hai ose apni lap par betha leta hai aur.

Pari_ mughe chachi chshiye chachu sab  friends ki hai mairi nahi hai kyu .

aur manik suddenly ye sunkar chup sa reh jata hai aur kitchen main khadi nyu navya aur dadi khadi manik ke jawab ke liye khadi hoti hai. .

Pari_ chachu answer me na.
Manik _ pari kya bekar ki bato main dimag laga rahi ho  beta study main dhayan lagao apna.chachu hai na bas chachu se kaam chalao agar chachi aagayi aapki to phir chachu aapse kam aur chachi se jyada pyar karne lagenge .

Pari_ sachchi phir mugh se pyar nahi karoge aap .

Manik _ may be pocibal beta .

Navya_ lo kar diya mairi beti ka brain wash manik ne aagayi mairi bholi beti oski bato main soucha tha pari zidd karegi to manik ready ho jayega shadi ke liye osne to ek pal main ose apni tarf kar liya dadi.

Dadi_ han sahi kaha tumne ye shadi nahi karega aur main iss duniya se iske bachche dekhe bina hi chali jaongi aankho main aanso liye bolti hai aur kitchen se nikal jati hai.

Navya_ kya maa kyu manik shadi ke liye ready nahi hota hai dadi ki har wish pori karta hai ye bhi kar de to kya ho jaye .

Nyu_ ab yahan main kya kaho bahu apne man ka hai jo dil main aata hai wahi karta hai sath rehne laga hai hamare yahi bahut hai maire liye to kismat main hogi to shadi bhi ho jayegi iski koi to hogi jo bhgvan ne  sirf iske liye banayi hogi..
Navya _ kab aayegi woh samne maa koun se 7 pardo main chhupi hui hai woh ladki jo manik ki wife banegi.

Nyu_ ye to god hi jane bahu hume kya pata oske bare main .

Scene change .

Nadani _ aayush .

Aayush_ mamma I can't live without you aur ose hug kar ke rona lagta hai aur nani nanu ki aankho main bhi aanso aajate hai ose rote dekh kar.

Nadani _ aayush beta rona hai aapko .

Aayush_ han mamma thoda sa .

Nadani _ ok jitna dil kare otna rolena mamma nahi rokegi aapko .

Ram_ nadani bachcha hai abhi ye kyu ose itna bada bana rahi ho .

Nadani _ maira beta hai ye papa wat ne mughe bhi bahut bada kar diya to maira beta bhi waqt se pehle bada hoga apni maa ke liye oski self respect ke liye jisko oske father ne do kodi ka kar diya tha .

Sudha_ but nadani beta .

Nadani _,bas mom kuchh nahi hoga apne dad ke pass hi jaa raha hai ye pori family hai iski waha par bahut jald adjust ho jayega aur aap log hai na osse milkar aaya karna koun rokega aapko.

Aur iska mamu hai na waha par iski take care karne ke liye .

Aayush_ sachchi aap waha honge.

Piter_ yes beta ji main wahi rahonga but aap ko aise pretend karna hoga jaise aap mughe jante nahi ho ok .

Aayish_ ok .

Nadani _ aur rona hai aapko .

Aayush_ no mom ab thik hai.

Nadani _ maira beta oske kiss karti hsi aur.
Piter_ bhabhi abhi boss office main hai abhi koi kaam nahi hai onke pass aap abhi jaye .

,nadani _ hymn thik hai aayush paking kar li na aapne achhe se .

Aayush_ yes mom .

Nadani _ ok main bag lekar aati hon aapka dekho kuchh reh to nahi gaya na .

Aatush_,ok mom .

Sudha_,piter isko waha koi pareshani na ho beta .

Piter_ maa koi pareshani nahi hogi ek bar ye manik sir ki identity ke sath waha enter kar jaye phir ye waha rajkumar ki tarha rahega .

Ram_ maa ko to bap ne noukarni banane ke qabil nahi samgha .

Piter_ kyunki bhabhi rani banne ke liye paida hui hai noukrani banne ke liye nahi aur iss bar boss ki life main woh just like queen enter karegi normal lady ki tarha nahi.

Sudha_ bas aisa hi ho mairi beti ka ghar bas jaye jaldi se ab to sab pochhne bhi lage hai tumhara damad aata kyu nahi hai .

Ram_ tum bekar ki bate mat kiya karo sudha logon ka kya hai kehte rehte hai apne aap chup ho jayenge ye nadani aayi kyu nahi .

Sudha_ akele main ro rahi hogi kab rahi hai woh aayush se itne din dor sabke samne aisecpretend jar rahi hai jaise bahut majbor hai woh par maa ander se bahut kamjor hoti hai aayush main jaan hai oski bhej to rahi hai woh oske papa ke pass par dar rahi hai ki woh ose except karega ya nahi .

Ram_ DNA test ki report sath lekar jaa rahi hai kaise except nahi karega woh main bhi dekhta ho ab ose .

Sudha_ woh aarahi hai chup ho jao ab .

Nadani dhere dhere chalti hui aati hai bag liye aankhe pink ho rahi thi oski matlab ro kar aayi thi woh .

Nadani _ kaha hai aayush_

Sudha_ nahar hi hoga tum chalo ab der mat karo .

Nadani _ ji.

Phjr ram sudha num aankho se aayush ko vida karte hai aur nadani ose lekar malhotra industry ki building main enter karti hai  .

Nadani POV so finely aaj barso ke baad tumhe face to face dekhongi main mr malhotra bahut aaram se life spend kar rahe ho ab jara bete ke sath life spend karo maja aayega tumhe pov and.
Aayush_,mom dad kaha hai .

Nadani _ second floor par hai onka cabin piter mamu ne batya tha na hume .

Aatush_ oh .

Nadani _ norvouse to nahi hai na maira beta.

Aayush_ little bit mamma but it's ok main manage kar longa afteral msire dad hai woh right mamma .

Nadani _ right beta ji lo aagaye hum second floor par .

Woh raha aapke papa ka cabin .

Aayish_ yes papa ka name likha hai waha par .

Nadani ^ hmm chalo aayush ka hand titly hold karke receptionist ke pass jati hsi .

you are a Devil 😈जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें