cute nandini loving manik

1.5K 132 20
                                    


Paper off hone ke baad nadani gate se bahar aati hai aur manik gadi se take lagaye khada hota hai ose aata dekh sidha oske pas jata hai aur.

Nadani _ manik aap yahin par hai tab se gaye nahi .

Manik/ nahi bas dil kiya yahin rah tumhara wait karo to yahin raha aur bhi to husbad the yahan jo apni wife ka happy happy wait kar rahe the to main kyu nahi karta to bas tumhara wait kar raha tha aur proud fill kar raha tha ki mairi wife bahut jald ias ban jayegi ose side hug main lekar gadi main beth jata hai aur nandini aage badh kar oske shoulder ko hug karke apna head down karti hai aur

Manik _ ab batao paper kaisa hua aapka.

Nadani _ bahut bahut achha jo soucha tha osse bhi achha hua hai maira paper manik .

Manik _ that's good yar matlab pakka select ho jaogi na .

Nadani _ yes of course my dear husbad .

Manik _ chalo iAS wife ke husbad kehlaonga main bhi .

Nadani _ hope so second paper achha ho jaye to baat bane .

Manik _ woh bhi achha hi hoga my dear wife ab ghar chale ya market se kuchh le .

Nadani _ nahi kuchh lena hai market se abhi mom dad aayush se baat karni hai pehle.

Manik _ thik hai karo .

Phir nadani baat karti hai sab khush hote hai aunkar ke paper achha hua phir nadani dadi nyu navya se bhi baat karti hai aur woh bhi khush hoti hai aur.

Manik _ aagaye market lo kya lena hai abhi .

Nadani _ hmm chaliye .

Phir just like a ideal husbad wife ki tarha dono market se saman kharidne lagte hai aur manik ko first time aise nadani ke sath market se ghar ja saman lena bahut achha lagta hai aur.

Manik _ hum future main bhi aise hi sath market aaya karenge saman lene ke liye ye quit intresting thing hai yar .

Nadani _ as you wish mughe khushi hogi agar aisa hota hai to ye le hold kare bag ko wife nahi husbad hold karte hue chalte hai bag ko .

Manik _ what main ...n
Nadani _ yes mr malhotra aap kya Hua shy fill ho raha hai aapko bag othane main.

Manik _ no not at all ye koi sharm ki baat thode hi hai thoda norvouse sa bag hold karta hai aur.

Manik pov oh God koi jaane wala nahi mil jaye kya souchenge inke ghar main sarvent nahi hai kya jo main bag lekar jaa raha ho pov and.

Dono gadi ki tarf jaa rahe hote hai aur.

Are mr malhotra aap yahan aur ye kya aap bhabhi ji ke sath saman lene aaye the that's good bahut achhi baat hai apna kaam apne aap karna achhi baat hai main bhi karta ho dekho wife ke sath main bhi aaya tha saman lene ke liye .

Manik _ mr gupta bahut dino ke baad dikhai diye aap to lo nadani bah ander rakho bina ambress hue bag gadi main rakhta hai aur.

Mr gupta _ han bas kuchh problem thi aur aap ki wife ko tv par dekha tha badi daring women hai bhai just like you achha hua aap bhi setal ho gaye wife ke bina life suni ai hoti hai .

Manik _ ji sahi kaha aapne sach main mairi life ma suna pan nadani ke aur aayush ke aane ke baad khatam ho gaya hai mughe ab apni zindagi pori lagne lagi hai nadani ka sath pakar ke ab main chalo mairi wife bahut thali hui hai .

Mr gupta _ kyu bhai kya kiya tha jo thak gayi han .

Manik _ IAS ka paper tha oska aaj to bas osi ki wajha se thak gayi ab ghar jakar aaram jayegi phir Sunday ko oska dosra paper hai .

Mr gupta _ wow IAS ka exam de rahi hai bhabhi ji bahut himmat wali hai phir to chalo agar kuchh bani to hamare bhi kaam aayegi .

Manik _ yes of course woh to hai mairi wife sCh main himmat wali hai so much of love ke sath aankhe band kiye bethi nadani ko dekhta hai aur gadi main Beth kar gupta ko bay karke gadi nikal le jata hai aur.

Nadani _ aapke dost hai ye .

Manik _ han college time ka fill sleepy jaan .

Nadani _ hmm .

Manik _ lap par headown karke so jaao aaram se ghar aane main time hai abhi khane ka saman leliya hai lunch karke sojana ok .

Nadani _ hmm thik hai aur oski lap par headown karke so jati hai aur manik aaram se gadi chalta hua ghar aata hai aur.

Manik _ nadani nandini.

Nadani _hmm

Manik _ hum ghar aagaye otho ander chale .

Nadani _ hmm oth rahi ho nind bhari aankho se manik ko dekhti hai aur seat se take laga kar eyesclose jar leti hai aur.

Manik gadi se bahar aata hai nadani ki tarf se gate open karta hai ose apne aarms main lekar ghar ke ander jata hai ose couch par laydown karke sara saman lekar kitchen main jata hai aur.

Manik _ nadani otho lunch karo pehle phir sona yar .

Nadani _ nahi karna sona hai just like akid bol kar phjr do jati hai aur.

Manik _ yar subha bhi kuchh nahi khaya tha tumne otho pehle .

Nadani _ manik sone do na plese .

Manik _ pehle lunch karo phir sona .

Nadani _ aap karwao mughe nahi khana apne aap .

Manik _ ok karwata hon oth kar betho pehle aaram se .

Nadani _ hmm kehti oth kar Beth jati hai aur manik oske pass beth kar just like a kid ose lunch apne hatho se karwata hai aur.

Manik _ lo go gaya lunch .

Nadani _ room main sona hai lekar  chalo .

Manik _ ok baba chalo ose aarm main lekar room main laydown karta hai aur nandini deep sleep main so jati hai aur.

Manik _ bilkul bachchi bani hui hai abhi to paper dene ke baad to but I loved it iske forhead par kiss karta hai aur bahar aakar kitchen ko set karke apna kaam karne lagta hai .

At night 9 pm .

Nadani ki aankh kholti hai aur.

Nadani pov oh god rat ho gayi window se bahar dekhti hai.oth kar beth jati hai aur.

Nadani _ manik kaa gaye room main kyu nahi hai ab tak oth kar bahar aati hai aur samne ka scene dekh kar shoked hoti hai aur.

Nadani _ manik kehkar shout karti hai aur bhag kar jati hai oske pass .

you are a Devil 😈जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें