Ab Arjun waha aa jaata hai aur samar ko.lekar chala jaata hai
Dakshita sit on the chair
Dakshita : samjhta kya hai.apne aapko rockstar hai toh kya hai insaan hi toh hai pagal kahi ka
Arjun kya ho gaya tujhe
Samar : mujhe usko bol mujhe kuch nahi hua hai kuch bhi nahi mujhe panga the samar Khurrana se panga
(In mind) : pheli aisi ladki hai jise ne mujhe tashan diya intersting very intersting samar kya ho gaya tujhe kya bol raha hai
Dakshita : pata nahi kaun hogi woh ladki unlucky jo iske saath shaadi karegi (author : pagali tu hi toh woh unlucky 😂😂)
Kabhi bhi mere saamne naa aaye
Ab Arjun waha se chala jaata hai
In khanna house
Avni and neil dono temple ke.liye ready ho jaate hai
Avika : bhai ek baat bata mamma papa hamesha aaj ke din hi kyu mandhir jaate hai
Aarav : pata nahi kyu
Avneil dono mandhir aa jaate hai
Avni : mujhe bata mera beta neav zinda hai pata nahi kaha hai par jaha bhi hai woh hamesha usko happy rakhna
Neil : please mere neav ko happy rakhna saari khushiyon usko de dena
Avni : jaanti hu main please mujhe mere bachche se milato bhagwan ji please
Samar car se neeche aata hai aur usko pandit ji milte
Pandit ji : aaj teri mulaqat kisi aise inshaan se hogi jo tera kab se intazaar kar raha hai
Samar kuch samajh nahi paata hai lekin he taking blessings from pandit ji and entry temple
Samar wahi par aa jaata hai jaha par neil and Avni khade hote hai actually woh roop badla kar aata hai jise usko koi pachan na sake
Avni ka duptta samar ke muh par aa jaata hai
Samar : yeh anchal kis ka hai kyu mujhe apna sa laga raha hai
Kyu aakhir kya iska bhi connection uss dream se hai kya
Samar : please main nahi jaanta ki mere saath kya ho raha hai please jo bhi mujhe unse milwa dijiya
Avniel and samar stand like hai family
Kya samar avniel se mil paaega
Iss samar neav or not
Kya connection hai samar and avniel ka ....
YOU ARE READING
tera mera saath (season 2)
Romanceyeh Kahaani wahi se start hoti hai jaha se phele rah gayi thi lekin is main avniel par jaayda focus nahi kiya jaaega balki do naye character se pe kiya jaaega jinka naam hai samar Khurrana (sharad malhotra) and dakshita sharma (surbhi Chandna) yeh d...