Samar love dakshita

72 12 1
                                    

Ab samar waha se chala jaata hai

Aarav dakshita ke pass aata hai aur usko hosh aa jaata hai

Aarav : kaisi hai tu

Dak. : Thik hu main mujhe kya hoga

Waise woh bagad Billa kaha hai dik nahi raha hai

Aarav : maine unko ghar bej diya hai

Dak. : Acha

Ab main thik hu tu bhi chala jaa

Waha par siya aa jaati hai aur dakshita ko discharge mil jaata hai after some test

Aarav house

Avni : ab kaisi hai dakshita

Aarav tell them everything's

Avni : I just hope ko jaayda badi bimari naa ho

Aarav : aisa hi hoga maa

Aarav apne room main chala jaata hai aur so jaata hai


.










Khurrana house

Samar : kyu main uske baare main soch raha hu kyu baar baar main mere dimaag main yeh hi khayal aa raha hai kyu

Samar : kahi mujhe usse pyar toh nahi ho gaya hai haa I am in love dakshita

I love you dakshita I love you .. 💕💕💕

Dakshita : mujhe aisa kyu laga ki kisi ne mujhe pukara ho

Siya : aise hi laga hoga tujhe tu aaram kar ab

Dakshita : haa tu sahi kah rahi hai
 

In mid night

Samar in Dakshita house

Samar : kitni sundar laga rahi hai sote hue bilkul pari ke jaise

Samar dakshita ko dekhta hi rahta hai

Tabhi koi room main aa jaata hai jise samar panic ho jaata hai

tera mera saath (season 2) Where stories live. Discover now