Neil apologies to samar

67 10 0
                                    

Ab samar dakshita ko room main lekar chala jaata hai aur aaram karne ke liye kehta hai

Siya bhi aa jaati hai

Samar : please dakshita ka dhayan rakhna

Siya : ji sir

Samar : please sir nahi samar only

Siya : ji sir means samar

Samar : that good sound

Siya dakshita ke pass aati hai

Dak. : Pata hai siya samar ek superstar hai lekin us main koi attitude nahi hai simple hai naa

Siya : haa woh toh hai

Dakshita usko sab kuch bata deti hai

Siya (in mind) : kahi samar dakshita se pyar toh nahi karte hai aisa hai toh main bahut khush hu apni dakshu ke liye khass in dono ki jodi ban jaaye

Neil and samar phir se takkra jaate hai

Samar : I am sorry sir

Samar see Neil showked and Neil also

Neil : nahi tum sorry mat bolo

Galti.meri hai aur uss din ke liye I am sorry

S : it's okk sir

N : woh uss din thode gusse main tha toh tum par Uttar gaya

S : I understand that....

tera mera saath (season 2) Where stories live. Discover now