Ab samar dakshita ke room main aa jaata hai jise Dakshita showked ho jaati hai
Daks. : Tum
Samar : haa main
Daks : tum yaha kyu kar rahe ho
Samar : tumse milne aaya hu
Daks : what ?
Samar : haa woh hospital main puch nahi paaya tha yaha chala aaya ab thik ho naa
Dak. (In mind) : itni fikar toh kabhi mere mom dad nahi ki aur yeh kar raha hai samar the rockstar kya karu main mujhe kuch samajh nahi aa raha hai
Dak. : Dekho main ab thik.hu
Tum jaau yaha se
Samar : kyu jaau
Dak. : Kyuki yeh mera room main mera ghar hai
Samar : main toh nahi jaaunga yaha se jo karna hai woh karlo
Dakshita uth jaati hai
Dak. : Dekho main akhiri baar kah rahi hi jaau yaha se warna
Samar : warna kya
Dakshita pillow uthati hai aur usko maarna start kar deti hai aur phir samar bhi and dono main cute pillow fight ho jaati hai
Aur ab pillow fad jaata hai aur saara cottan nikal jaata hai aur dono main cute moment ho jaata hai
Just like...
Ab waha par siya aa jaati hai jise sakshita ka moment distrbe ho jaata hai
Siya : samar the rockstar ...
Hey I am siya verma
Samar : hey cute
Siya : aap yaha par
Samar : haa main iss brain dead se milne aaya tha ki yeh thik hai ki nahi
Siya showked
Siya huge samar and samar huge also like a fan
Dakshita get jealous (bechari ko samajh nahi aa raha tubelight kahi ki)
Dakshita ho gaya tum dono ka Bharat milap ab tum jaau
Siya samar ko dakshita ki report ke baare main.bata ne wali hoti hai ki dakshita usko rok deti hai
Samar chala jaata hai
Next morning,
Samar krithika ko lekar shopping mall gaya hota hai aur wahi par Avika and Avni bhi aaye hote hai
Samar see Avni aur Avni ke pass jaata hai
Taking blessings
Avni showked and usko blessings de deti hai
Avni : tum toh rockstar ho naa
Samar : haa aunty hai aur woh ho jo mandhir main aap se mila tha aur sab kuch explain kar deta hai
Avni get happy
Samar : aap yaha par shopping karne aaye ho
Avni : haa beta main apni beti ke saath aayi hu
Samar : ohh aur
Avni : aur tum
Samar : main yaha par apni bahan krithika ke saath aaya ho...
Avni (in mind) : pata nahi kyu mujhe iss bachche ke saath itna lagav ho raha hai
Samar (in mind) : pata nahi kyu mujhe in aunty ke saath itna lagav ho raha hai..
आप पढ़ रहे हैं
tera mera saath (season 2)
Romanceyeh Kahaani wahi se start hoti hai jaha se phele rah gayi thi lekin is main avniel par jaayda focus nahi kiya jaaega balki do naye character se pe kiya jaaega jinka naam hai samar Khurrana (sharad malhotra) and dakshita sharma (surbhi Chandna) yeh d...