Chapter 8

140 13 19
                                    

Mishti : lekin Abir main rajkot waapas nahi  aa sakti tumhare saath

Abeer : lekin kyu mishti

M : Yuvraj ke liye usko maine kabhi tumhare baare main batya nahi woh toh jaanta bhi nahi hai ki uske dad kaun hai aur jab usko pata chalega ki uske dad yaha par hai toh woh kaise react kareka pata nahi aur filhaal toh iss condition main bilkul nahi bat sakte

A : lekin mishti usko kabhi toh sach bata na hoga naa

M : haa lekin

A : main yeh nahi kah raha hai ki abhi jaau Mike lekar aur uske kaano main bolto

Mishti smile

Abeer also

A : it's okk mishti hum dheere dheere bata denge

Mishti : okk

Tabhi twinkle ka call aa jaata hai Yuvraj ke phone par

Mishti receive
Kar leti hai

Misti jise phele kuch bol paati

T : kaha hai tu yuvi kab se phone kar rahi hu utha kya nahi raha tha mujhe kitni tension ho rahi thi teri mujhe laga ki tere saath kuch bura hau hai kaha hai tu bol kyu nahi raha hai kuch

M : tu kuch bolne degi tab bolu naa

T : au.. au.. aunty ji aap

M : haa main

Mishti tell her evey

Twinkle get showked

T : kaise hua uska accident main aati hu abhi

Mishti : tumhe yaha se jaana hoga Abeer

A : lekin kyu mishti

M : kyuki twinkle aa rahi hai woh and Yuvraj childhood friend hai agar usko yeh baat laga gayi naa toh Yuvraj ko pata lagne main dheer nahi lagegi

A : okk haa mujhe Yuvraj ke baare bata de rahna mishti

Mishti smile

M : okk

Abir waha se chala jaata hai

Twinkle reach their

T : aunty kaha hai woh thik hai naa

M : haa beta thik hai woh abhi usko room main shift kiya hai
Nurse bahar aati hai

N : unko hosh aa gaya hai

Both are happy

Mishti : ek kaam kar tu jaa main aati hu

T : thik hai

Twinkle andher jaati hai

T : kaisa hai kalle bille

Y : yaar main yaha hospital bed par pada hu aur tu hai ki

T : toh maine kaha tha khuda ka accident karwane ke liye

Y : toh mujhe bhi koi shauk nahi accident karwane ka bas I meet an accident by chance

T : by chance hi hota hai jaan pujkar koi nahi karta

Twinkle ko call aata hai

Twinkle gabra jaati hai

T (in mind) : tu kaun sa phone le aayi twinkle

Y : kya hua tu darri hui kyu hai aur yeh phone toh tera nahi hai

T : wo.. woh main jaldi jaldi main mamma ka phone le aayi

Y :ohh..

Twinkle bahar jaati hai

Y : mere andher ka officer kehta hai ki twinkle zaroor mujhse kuch chupa rahi hai kuch aisa ki shayad mujhe bhi nahi pata

He remember ladki ko goli lagna and

Then he remember twinkle haath ki chod same jagah par kaise

Yuvraj : lagta hai tu pagal ho gaya hai kya soch raha hai twinkle woh ladki.... No no aisa nahi ho sakta samjha tu
Aur waise bhi jab tu waha tha twinkle apne ghar par thi maine Ahana se call karke pucha tha

Yuvraj ignore this

Abeer reach hotel

Abeer apni family ko sab kuch bata deta hai and they happy

After 2 days Yuvraj thik ho gar ghar aa jaata hau

Twinkle pipe se chad kar Yuvraj se milne aati hai

Y : tu yaha

T : haa main

Mujhe tujhe kuch bata na tha

Y : haa bol

T : actually mamma ne mere liye ek rishta lekar aayi hai

Y : haa toh yeh toh hamesha kaa

And congratulations teri half century puri hone wali hai

T : nahi aisa nahi hoga maine sab kuch uske saath try kiya lekin kuch kaam nahi kiya

Y :What?

Y : naam kya hai uska

T : Kunj sarna

Y : main dekhta hu

Oups ! Cette image n'est pas conforme à nos directives de contenu. Afin de continuer la publication, veuillez la retirer ou télécharger une autre image.

Y : main dekhta hu

T : kuch nahi hoga ab

Maa me hamari shaadi pakki kar di hai

Y : what?

T : haa ab hum kya karenge

Y : ek kaam kar tu

T : kya

Y : tu shaadi kar le uske saath and mera peecha chod miss chappal chor ab jaage apne husband ke saath hi mandir se chappal churana okk

T : what ? Chillate hue

T : okk main bhi tujhse kabhi baat nahi karungi aur main naa iss shaadi ke liye haa bolne jaa rahi hu samjha tu

Y : jaa jaldi jaa

Twinkle gusse main jaati hai aur apne maa ko shaadi ke liye haa bol deti hai


T : ab dekhna mr Yuvraj tumhari koi zaroort nahi hai

Next chapter : twinkle realise her love .....



mukammal ishq Où les histoires vivent. Découvrez maintenant