Chapter 23

87 14 15
                                    

Yuvraj waha se chala jaata hai

Twinkle get broke down

And neeche baith jaati hai

And start crying

T : why? God why? Kyu kiya aisa hamare saath kyu....

In Rajvansh house

Abeer neeche aa jaata hai

Kuhu : bro kya hua #mishti ne aisa kyu kiya

Abeer tell them everything

K : what? Mishti aise kaise kar sakti hai usko Yuvraj ki khushi dikhayi nahi de rahi hai kya

A : nahi bas usse sirf apni badi hai mujhe nahi pata tha ki itne saalo main meri mishti itni badal jaaegi nahi woh mishti nahi hai nahi hai woh meri mishti

In dubay

In a house

In dark room

P : sir ji ek bahut buri khabar hai

Boss : bolo jaldi

P : jo hamari factory thi rajkot main jaha se hamara saara kaam chalta tha woh factory...

Boss : jaldi bolo woh factory kya

P : kisi me bomb se utha di

Boss : kya

And he shot person

B : aise kisi ki himmat hui jis ne sultaan se panga liya ho

S : ab mujhe hi India jaana hoga jis ne bhi yeh kiya usko ab pata chalega sultaan se panga lene ka anjaam

Sultaan ca the person

S : maine tumhe message par kuch send kiya hai woh dekho and pata lagayu ki kis ne kiya hai

P : okk sir ji

S : main aa raha hu jis ne bhi yeh kiya hai woh tayaar rahe apni maut ke liye

Yuvraj return Rajvansh house

A : kaha gaya tha tu

Y : woh papa main kahi bahar gaya tha kuch kaam tha

A : nazar kyu nahi mila raha hai mujhse twinkle se milne gaya tha

Y : haa

A : kya kaha tune usse

Y : wahi jo maa chahti hai

A : What? Tu pagal ho gaya hai kya tu apna pyar sacrifice karne chala hai

Y : main maa ke liye kuch bhi kar sakta hu

A : main tujhe iss dard main nahi dek sakta tujhe aur twinkle ko ek karke rahunga aur rahi mishti ke baat usko main samjha dunga

Y : nahi samjhengi woh

A : aise kaise nahi samjhengi woh samjhna hoga usse

Yuvraj apne room main chala jaata hai

Next morning

Yuvraj ko call aata hai

Y : haa Ahana bol

A : yuvi woh di.. (rote hue)

Y : kya hua twinkle ko thik hai naa woh kuch hua toh nahi

A : woh di mil nahi rahi hai pata nahi kaha hai woh

Y : mil nahi rahi hai kya matlab yahi kahi hogi naa dhayan se dekho

A : nahi hai woh maine dekha hai unko

Y : tu chinta mat kar main dekhta hu

He cut the call

Y : kaha chali gayi twinkle mujhe jaana hoga

Tabhi usko unknown private number se call aata hai

Y : private number  yeh kaun ho sakta hai
























Next chapter : Y : sultaan chod de twinkle

Abeer : tumne mujhe Yuvraj ke baare main batya kyu nahi mishti...

Sultan try to shot Yuvraj but twinkle get shot


mukammal ishq जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें