Abeer waha se chala jaata hai
Yuvraj in room
Y : yeh ho kya raha hai mere saath
Woh Insaan mere dad kaise ho sakte hai
Kyu unhone hume akela chod diya tha kyu
Kyu mamma ne bhi mujhse itni badi baat chaupai kyu
Yuvraj ko call aata hai
Yuvraj : haa bolo
P : hume sultan ke baare main kuch pata chala hai
Y : ky.. kya pata chala hai
P : woh uski ek factory hai jaha par sultan ke saare kaale kar name hote hai. Murder se lekar drug supply yaa phir child trafficking bhi wahi hoti hai
Y : kaha par hai woh
P : ji rajkot main chalta hai agar usko barbaad kar diya jaaye naa toh 100% sir sultan India aa jaaega
Y : great job.
Yuvraj cut the call
Y : ab tera khel khatam sultan ab tujhe India aana hi hoga
In twinkle's room
T : kuch pata chala
P : ji madam aapko rajkot jaana hoga
Twinkle : thank you so much
Ahana : kaha jaana hai di
T : rajkot
A : par kyu
T : tu iska jawab jaanti hai
(I hope thoda thoda aapko bhi pata chal gaya hoga)A : okk di lekin gharwalo ko kya bologe
T : yahi ki mujhe engagement yaha nahi rajkot main karni hai
After some time
L : tu kya kah rahi hai beta tujhe engagement rajkot karni hai
T : haa maa
L : okk main tere sasural walo se baat kar leti hu
Leela baat kar leti hai and they agree
In mishti room
Yuvraj waha aata hai
Mishti : dek beta tu sach nahi jaanta hai
Y : maa mujhe kuch nahi jaana hai aur main unko accept karne ke liye ready hu
Mishti get happy
And they huge each other
M : thank you beta tune mere dil se bhoj halka kar diya pata nahi main kya soch rahi thi ki tu unko accept karka yaa nahi
Y : ek aur baat karni thi
M : bol
Yuvraj tell her everything
M : woh toh bahut dangoures hai beta
Y : jaanta hu dangerous hai lekin yeh karna hoga mamma aapne aaj tak is main mera saath diya hai naa aage bhi dena hoga
M : main tujhe kho nahi sakti hu
Y : kuch nahi hoga mujhe aur ho bhi gaya naa toh main ab aaram se mar sakta hu iss baat se ki mere marne ke baad aapki family hogi aapke pass aapko sambalne ke liye
M : bas kar aur aage se marne ki baat bhi mat karna okk
Y : okk aap toh bahut jaldi senti ho gaye
M : be. Beta lekin
Y : main aapki chinta samajh sakta hu mamma par yakeen rakho uss sultan ko pakadna bahut zaroori hai warna pata kitne masoom logo ka khoon Karega kitne drugs supply karega aur toh aur kitne masoom bachcho ke future ko barbad karega unke maa baap se alag karega
Kam se kam mere baare main toh nahi un bachcho ke baare main socho aap mere bina ek minute bhi nahi rah sakti unke bachche kaise rahte honge unke maa baap kaise rahte honge unke bina please mamma try to understand
M : thik hai beta tu jaa kaha jaana hai
Y : rajkot
Mishti get showked
M : what ? Rajkot
Y : haa mamma kya hua
M : meri means hamari family wahi rahti hai
Y :what?
Nahi. Nahi maa aise nahi ho sakta agar sultan ko sab pata chal gaya naa woh pure parivaar ko khatam kar dega
Aisa nahi hona chahiye
M : kuch nahi hoga tune abhi mujhe kya samjhya tu khud hi bhool gaya
Bas kar ab
Ab bas apna pura focus apne mission par laga de
Y : par mamma kisi ko bhi ghar main mere under cover cop hone ka sach pata nahi chalna chahiye
M : nahi chelga okk
Y : thanks maa ...
Next chapter : kunj and twinkle engagement
But accidentally yuvi twinkle ko ring 💍 phena deta hai
Ahana : yeh toh yuvinkle ki engagement ho gayi
Kunj : yuvinkle kaun
A : sorry maine naam mix kar diya means yuvi and twinkle
I hope you enjoy it.
❤️
YOU ARE READING
mukammal ishq
Romancethe story about two couples abeer and mishti jo separate ho jaate hai lekin woh abhi bhi ek dusre se bahut pyar karte hai kya woh dono mil paaenge lekin iss beach ek aur love story start hoti hai Yuvraj and twinkle ki love story kya mishbir ek ho...