Chapter 24

87 14 8
                                    

Yuvraj receive call

Y : hello kaun bol raha hai

P : sultaan

Yuvraj get showked

Y : sultan

S : haa sultan jaise tu dhoond raha hai ab woh India aa chuka hai tu yahi soch raha hai na ki mujhe tere baare main kaise pata chala woh chod tu apni pyari twinkle ke baare main soch

Yuvraj get panic

Y : twi .... Twinkle tere pass hai

S : haa mere pass hai

Y : sultan...... Agar twinkle ko kuch bhi hua naa toh aaj tera akhiri din hoga


S : I love thi attitude ACP shahab ab chup chap wahi kar jo main kah raha hu maine tumhare phone par message choda hai wahi aa jaana hai aur haa ek sabse important baat khabar daar agar tune apni police force sath lane ki koshish bhi ki naa toh twinkle ke saath kya hua tujhe kabhi pata bhi nahi chalega

Yuvraj chillate hue : sultaan ...

He cut the call

Yuvraj see message

Yuvraj neeche jaata hai

Mishti : kya hua yuvi tu pareshan kyu hai

Y : maa sultan India aa gaya hai he kidnap twinkle

M : what? Twinkle kidnap ho gayi par kaise ... Aur sultan India kab aaya

Y : mujhe yeh sab nahi pata par main jaa raha hu

M : apna dhayan rakhna ok

Y : taking blessings her and leave their




Abeer and family waha aa jaati hai

Mishti tell them about Yuvraj mission and his under cover cop

All are showked

A : what ? He is under cover cop

M : haa

A : woh sultan underworld don kitna dangerous hai pata hai na mishti phir kyu karne diya usko

M : agar hum aise dar jaaenge Abeer toh kaise chalega bolo kisi naa kisi ko toh uss sultan ka samna karna tha naa

A : par hamra hi beta kyu mujhe abhi toh mila hai aur abhi hi...

M : nahi Abeer please aisa mat bolo kuch nahi hoga usko hume yaha baith kar prey karna chahiye uske ke liye

All are agree




Yuvraj reach sultaan address

Y : sultan kaha hai tu dek main aa gaya aur kaha hai twinkle

Tabhi aawaz aati hai

S : relax acp relax itni jaldi kya hai sulta do aadmi bejta hai aur Yuvraj ko blind kar dete hai padi se

Y : yeh kya hai kya kar rahe ho tum log please leave me

Woh Yuvraj ko ek bade se ghar main le jaate hai

And Yuvraj ki padi khol dete hai


Yuvraj : kaha hai sultan

S : itni jaldi kya hai

Y : tu nahi jaanta ki tune kise kidnap kiya hai

S : she is also under cover cop na

Yuvraj again get showked

S : main jaanta hu tere dimaag main bahut saare sawal ghum rahe hai don't warry main sab sawalo ka jawab de dunga

Y : ek baat yaad rakhna sultan agar twinkle ko kuch bhi hua naa toh tu aaj zinda nahi bachega samjha

S : arre acp mere sirf kidnap karne se tu itna darr gaya socho agar main usko kuch...

Y : sultaan ...... (Chillate hue)

Agar itni himmat hai naa toh saamne aage baat kar samjha

S : relax acp aa raha hu main


Bas aaj itna hi


I hope you enjoy it















Next chapter : sultan shoot twinkle


mukammal ishq Where stories live. Discover now