Shakhi_OS ( O khuda)🥺💞part 2

1.5K 81 4
                                    

Part 2

hello guys... please guys btana kesa laga... kiuky mai isko likhty hue... khudi bhi rodi

shaurya rote hue car drive karta hua, apne Dad k flat mai pohonchta hai jahan astha aur shaan shadi k bad reh rhy hoty hain

shaurya bell bajane k lie hath baharta hai k uski nazar gate pe lagi decoration pe jati hai
jo shaurya aur anokhi ne ki hoti hai shadi k lie
shaurya uspe hath pherta hai aur rota jarha hota hai
kitna asan hai na tumhare lie yeh sb anokhi, humara sath, humara pyar sb kitna anokha tha, tumne ik jhatky mai sb khatam karida
ahhhhh
woh zor se gate pe hath marta hai aur rone lagta hai
usi waqt gate khulta hai aur astha aur shan shaurya ki yeh halat dekh k shocked hojate hain
astha: shaurya😲 beta Kia hua... yeh Kia hal banaya hua hai tumne... itna roh kiun rahy ho yeh chot... ajj to convocation thi na... anokhi 😦woh kahn hai... kahi anokhi k sath... shaurya jawab do

shaurya dewar se lagta hua sar pakrty hue beth jata hai aur musalsal roe jarha hota

shan aur astha iski yeh halat dekh k ghabra jaty hain

shan: shaurya beta kuch btao k bhi.. asa Kia hua hai jo tum is tarhan ro rhy ho beta sb thk hai na... anokhi kahan hai

shaurya : (ghusse mai rote hue kehta hai) Mujhe khatam karke... gae hogi apne mangetar k sath... (shaurya ko anokhi ki woh baat yad ajati hai)... mai ahir se shadi karhi hon

shaurya astha ko galy laga kr aur zor se rone lagta hai

astha aur shan shaurya k is reaction pe heran hojaty hain

astha: (uske baal sehlati hai) shaurya beta... yeh sb Kia bol rhy ho anokhi ne tumhe khatam kardia... uska mangetar

shaan: (shaurya ko pani pilata hai aur usko room mai lekr jaty hain )... shant
hojao shaurya.. aur Puri baat btao

shan aur astha us waqt professor shaurya ko nhi balke apne bete ko shaurya ko sambhal rhy hoty

shaurya: (rote hue astha ko sab batata hai) Maa🥺ano... anokhi ne mujhe khatam kardia, Mera wajood mita dia, mai kese rahonga uske bina,woh janti hai k mujhe uski kitni zarorat hai phr bhi woh us ahir se shadi karne k lie tyar hai

shaan aur astha ko shock lagta hai
WHAT!

shaurya: han maa😢 meri duniya aj khatam hogae , sb khatam hogaya (shaurya sara flashback back btatata hai jisko sunkr shan aur astha dono anokhi k decision pe heran hojaty hain)

shaurya: ( rota hua shan ko galy laga leta).. dad, I can't breathe, Mera dil, bohut dukh rha hai, uski bohut yaad arhi hai

background music play😢
Soniye hiriye,
Teri yaad aandi ae,
Seene vich tadapta hai dil,
Jaan jaandi yeh...!
Soniye hiriye,
Teri yaad aandi ae,
Seene vich tadapta hai dil,
Jaan jaandi yeh...!
Tuhi jind meri ae,
Dil da karaar nee,
Tuhi jind meri ae,
Dil da karaar nee,
Tu aaja tainu rabb da vasta,
Tu aaja tainu rabb da vasta,
Udekta main tera rasta...!
Soniye hiriye,
Teri yaad aandi ae,
Seene vich tadapta hai dil,
Jaan jaandi yeh...!

astha apne bete k yeh halat dekh k rote hue uthti hai aur shaurya ko neend ki goli dedeti hai... shaurya rota hua, astha ki goud mai sojata hai
shaan aur astha uski halat dekh k bohut dar jaty hain

shan: astha mujhse iski yeh halat nhi dekhi jarhi... maine isko ajj tk ase phot phot k rote hue nhi dekha... kitna toot gya hai yeh mai jarha hon anokhi se bat karne

astha: nhi shaan, ruk jao yeh sb is waqt thk nhi hoga, bohut raat hogae hai, mai janti hon anokhi ko woh bhi shaurya se pyar karti hai, aur iske is decision se mai bhi heran hon.. pr zaror iske pechy koi wajah hai.... mai subha jakr bat karongi usse

shakhi_Os & Ts  जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें