Shakhi_OS ( Jug Jug Jeeve)🤲🏻❤ Part 3

542 81 21
                                    

Yeh sb kuch jo horha hota hai shaurya ko darane lagta hai...

Shaurya : relax shaurya....asa kuch nhi hota... Sb myths hain.... Mai bhi manav ki baaton Mai akr pata nhi Kia kia soch rha tha hon....anokhi busy hogi Monday ko uske lectures zaida hoty hain... Free hoty hi call krly gi...

Shaurya apne finger pe band aid lagty hue khud se baat kr rha hota hai....

After some time:

Gate knock hota hai...

Shaurya's Assistant : Sir Investors agae hain kia mai bhj Don...

Shaurya : hn manav bhjo....

Sb meeting room mai aaty hain.. Aur kuch dair bd meeting start hoti hai...

Shaurya ka deyhaan meeting mai bhi anokhi ki taraf hi hota hai...

Shaurya : ( in mind) bohut bechaini horhi hai.... Ase jese koi sans kehnch rha ho... Dil doob rha hai....ajeeb sa dar lag rha h....God sb thk ho bus...

Mr. Raj : Shaurya Sir..

Shaurya : (apne khayal se bahar ata hai) yes mr. Raj

Mr. Raj: sir it's your turn... SIAC project ko explain krna hai na app ne...

Shaurya : Oh han...

shaurya apni chair se uth kr projector k pass jata hai k tabhi ik dum se shaurya ka phone bjne lagta hai... Shaurya bhgta hua phone check krta hai...

Shaurya : (in mind) Yash kiun call kr rha hai... Chlo bd mai answer krlonga...

Shaurya wapis phone rkh kr projector k pass jata hai aur apni presentation start krta hai pr thori dair bad wpas shaurya ka phone bjne lagta hai...

Shaurya : Sorry gentlemans...i have to attend to this call..

Shaurya meeting room k ik corner pe jakr call answer krta hai...

Shaurya : hello Yash...

dusri taraf se koi jawab nhi ata hai...

Shaurya : Yash.... Acha sun kuch urgent nhi hai to mai bad call krta hon... Abhi meeting mai hon...

Shaurya call rkhne hi lagta hai k dusri taraf se jawab ata h

Yash : (Roty hue bolta)Sss... Sh..shaurya bhaiya...

Yash ki asi awaz sunkr shaurya ka dil beth jata hai...

Shaurya : (pareshan hokr) Ya..yash..kk Kia hhhua.... Sb thk to haina... Tum ase ro kiun rhy ho

Yash : (roty hue) woh... Woh..

Shaurya : woh Kia... Kia hua hai yash... Sb thk haina..

Yash : Shaurya bhaiya...aaann.. Ano anokhi....

Anokhi ka nam sunty hi shaurya k pairon se jaan nikal jati hai aur woh larkhara jata hai...

Shaurya ka dil tezi se dharakne lagta hai.... Jiski awaz usko saaf sunae derhi hoti hai...

Shaurya : (with teary eyes) Ann.. Anokhi... Yaash Kia hua hai anokhi ko...

Yash: anokhi ka accident hogya hai shaurya bhaiya....bohut bura accident hua hai....

Yeh keh kr yash rona shuru krdeta hai

Ik zor dar bilji ki awaz ......aur shaurya k pairon se zameen nikal jati hai aur woh bejaan hokr zameen pe larkhara kr gir jata hai...

Mr. Raj : Shaurya Sir....

Raj bhagty hue shaurya k pass jata hai aur use sambhalta hai...

Mr. Raj : Is Everything alright sir...

shakhi_Os & Ts  Nơi câu chuyện tồn tại. Hãy khám phá bây giờ