Shakhi_TS (ik vaari haan kehde)💔😘 Part 4

797 78 10
                                    

AAANNNOOKKHHII

shaurya cheekhta hai....

Shaurya anokhi k pass bhgta hai aur uska sar apni goud mai rkhta hai, usko yun khoon mai dooba dekh kr woh knap uthta hai

Shaurya: (rone lagta hai)....AnAn... Anokhi...ankhen kholo apni... Anokhi...ye kia kiya tumne... Anokhi

Shaurya ki nazar anokhi ki kalhae pe jati hai... Jisse se khoon tezi se bez rha hota hai...shaurya ko smjh nhi ata k woh kia kary....

Woh apna rumaal nikal kr anokhi ki kalhae pe bandh deta hai...

Aur usko utha kr bed pe laita deta hai...

Shaurya hotel management ko call karta

Shaurya: hello... Hello Please app kisi doctor ko bulaen jaldi se... Mm... Meri wife ko chot lagi hai woh behosh hogae h....

Shaurya call rkhta hai aur anokhi k pass jata hai..

Anokhi ki kalhae pe bandha rumaal bi safaid se laal hojata usse khoon behne lagta hai.. Shaurya ghabra jata hai aur rone lagta hai...

Shaurya: kia karon kese iska khoon rokon ....anokhi please.... Mere sath raho... Please doctor atty hi hongen

Itne mai manager room mai aata hai...

Manager: Sir maine doctor ko call kardia hai... Woh bus arhy hain.... Sir inka khoon rokiye..

Shaurya: kese rokon..

Manager bahar jata hai aur ik bowl mai pani aur dher sari baraf lekr ata hai...

Manager: sir inka hath isme daal den... Clott ban jaega..

Shaurya anokhi ka hath pani mai data hai..

Manager: sir apki wife ne kahi suicide to attempt nhi ki na??

Shaurya: just shut up...please jakr dekho doctor ko...

Manager sorry karke bahar chala jata hai..

Bowl ka pani bhi pura laal hochuka hota hai or cut pe clott nhi ata

Shaurya: Oh God.... Ye to ruk hi nhi rha... God please anokhi ko kuch mat hone dena...anokhi mera sb kuch hai god please...

Itne mai doctor nurse k sath room mai aaty hain

Aur shaurya ko bahar rukne ka kehte hain...

Shaurya bohut dara hua hota hai... Uski ankhon k samne anokhi ka chehra bar bar arha hota hai...

Shaurya totne lagta hai.... Woh rote rote zameen pe beth jata hai...

Aur shaan ko msg karta hai.

Dad,

App kisi ko bina btae astha ma'am aur kanchan ko lekr hotel ajaen... Mujhe
Bohut dar lag rha hai... Woh anokhi... App log jaldi se ajaeye...

Shaurya msg karke, apna sar apne hathon mai lekr... Khub rota h..

Shaurya : ye kia kardia maine....itni bari ghlti kese kardi...Meri zid mai main itna andha kese hogaya...k anokhi ne suicide... Nhi... Nhi nhi nhi... Anokhi ko kuch nhi hoga...

Shaurya anokhi ka nam lekr bus rota jarha hota h...

Itne mai shaan, astha aur kanchan shaurya k pass aaty hain... Teeno shaurya ki ko haal mai dekhkr ghabra jaty hain

Shaan: shaurya.... Kia hua hai...sb thk to hai na... Itna roh kiun rhy ho...

Shaurya shaan ko gaaly laga kr rone😭 lagta hai..

Shaurya: Daddd.... Kuch thk nhi hai... Anokhi... Usne...

Astha shaurya k hathon mai khoon dekhti hai..

Astha: yeh khoon kesa hai shaurya... Kia hua hai anokhi ko

Shaan: kia hua hai... Shaurya btao

Shaurya btane lagta hai k room se nurse bahar jane lagti hai...shaurya bhg k nurse k rokta hai...

Shaurya: Nurse...andr woh anokhi... Meri wife andr hai... Kesi hai woh...

Nurse : Mr. Is waqt hum kuch nhi keh skte... Cutt bohut deep hai... Unki condition critical hai ...... Bohut ziada blood loss hua hai unka.... Hospital se blood mangwaya hai wahi lene jarhi ho... App dua Karen bus....

Yeh sunkr sbko shock lagta hai... Shaurya nurse ki baat sunkr larkhara jata hai...

Shaan shaurya ko sambhalta hai

Shaan: sambhalo shaurya...

Astha: shaurya kia hua hai anokhi k sath... Mujhe btao...

Shaurya astha, shaan aur kanchan ko sb bta deta hai

Teeno shocked rhy jaty hain

Shaan: ye kia kardia tum ne shaurya... Anokhi se zbrdasti shaadi karli tumne..

Kanchan: shaurya bhaiyaa... Anokhi aur ahir k bech asa kuch nhi hua hai, kisi ne apko misguide kia hai... Us din mai bhi anokhi k sath thi... Anokhi ne lassi shots Pete hue kuch asli shots pee lie thy shyd... Isilie woh behosh hogae thi... Ahir srif anokhi ko room mai lekr gya tha... Bus...baki anokhi k sath to usdin mai aur babli thy....

Astha: ye kia kardia tumne shaurya...

Shaurya : mujhe maaf kardijie, maine ghusse aur zid mai akr bohut bari ghlti kardi hai janta hon...maine anokhi pe trust nhi...mai itna bewakoof kese hogaya...oh god...yeh sb Kia kardia maine...anokhi.....Please app sb god se dua Karen k woh Meri anokhi ko bachlen... Please

Teeno Shaurya ko anokhi k lie tadapta  dekh kr rodete hain....

Shaurya : Dad anokhi.... Meri anokhi thk to hojaegi na... Mujhe bohut dar lag rha h.... Usse kuch hogya to mai bhi maar Jaonga..

Shawn: please shaurya... Asi batein mat bolo... Anokhi tumhara pyaar hai na... Dekhna woh zaror thk hojaegi..

After 1 hour

doctor bahar aaty hain... Shaurya bechain aur tadapta hua, doctor k pass bhgta hai

Shaurya: doctor anokhi... Kesi h...anokhi

Doctor: she's safe now... Unka cutt bohut deep tha... Stitches aae hain unko wrist pe...aur unke pairon mai kanch lag gae thy...jiski wajah se pairon mai gehri chooten aaen hain.. Hum ne kanch nikl kr dressing kardi hai unko.... But She's so weak... Unko bed rest ki bohut zarort hai....woh abhi bhi behosh hain...unko shyd kl tk hosh aae....Abhi app mil skty hain unse...unko khoon charha dia hai humne....mai abb chalta hon... Inka khayal rkhiye. ...

End part 4 🤧

To be continued....

Comment karke feedback zaror dena, tabhi new chapter milega❤

And guys do watch shauryaauranokhikikahani Monday to Saturday @ 7:00 pm onwards only on star plus...

And also watch previous episodes on Disney+hotstar

shakhi_Os & Ts  जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें