CHAPTER-23

2.1K 190 7
                                    

Sana suddenly rush to washroom and try to handle her uneven breath she can listen her heartbeat.
She think what just happened.
She called Manu urgently.
Manu pick up the phone and said mein teri phone ka hi intezar kar rahi thi ki ab tak phone kyun nanhi aayi.
Sana- Manu Manu ( still panting)
Manu- bas bas maa saanti saanti
Pehle normal ho aur Bata kya hua ?
Sana- wo mein mein office aa rahi thi aur usne mujhe cabin mein bulaya to mein gayi phir unhone na mujhse puchhe ki mein kyun call nanhi receive nanhi ki unka.
Manu- to tu bata diya.
Sana- wo itne kareeb khade the mere samne ke mujhe kuchh samajh nanhi aaya ke mein kya kahun to mein mein bahar chali aayi.
Manu- oh chhod diya tujhe?
Sana- nanhi na maine unhe kaha hai ki 1 ghante mein bataungi unko .
Manu- haan to thik hai phir batadiyo.
Sana- kya bataun mujhe saram aa rahi hai .
Manu- saram kis cheez ke liye behen.
Sana- mein unhe kaise bataungi ke maine unse isliye gussa thi ki unhone mujhe call nanhi kiya tha ?
Manu- munh se!
Sana- manuuuuu yaar mein pagal ho jaungi.
Manu- meri baat sun tension mat le aur jake bol de jo hoga dekha jayega aur mujhe yahan kuchh kaam hai urgent mein call back karti hoon tujhe thik hai baby all the best.
Manu cut the call.
Sana straighten herself and goes outside and saw Naina and her two friends are talking something looking towards her phone .
She was about to go when she listen their talk.
Girl- ohh to isliye madam kal humare saath nanhi gaye the.
Naina- are nanhi mein to ready ho gayi thi phir mom ne kaha unke saath shopping chalne ko maine mana kiya par mom ne bahat insist kiya to maine chali gayi phir kya bataun bahat time ke liye shopping karne ke baad maine ek ladki se takra gayi aur usse maine thoda bahat suna bhi liya yaar aur wo sry kaha mujhe Tab mom aa gaye aur usse baat karne lag gaye aur tujhe pata hai wo kon thi haye tu believe nanhi karegi wo Sidharth sir ki behan thi yaar aur mom to usse dekh ke hi pehchaan gayi aur phir achanak kahan se Sidharth sir aake humare paas khade ho gaye aur mom to mano unko dekh ke hi fan ban gaye bahat sari baatein ki teeno ne mil ke mein to bas dekh rahi thi unko phir kuchh samay baad mom Ko to janti ho tum log mujhe bolne lage unka tasbeer khichne ke liye maine bhi khich liya aur mom Ko pata nanhi achanak kya ho gaya mujhe leke Sidharth sir ke paas khada kar diye aur humare photo khichne lagi bahat sare photos hai dekha ta tum logo ne .
Raat bahat ho gayi thi to un log chale gaye aur hum bhi nanhi to mom kabhi nanhi aati wahan se yaar.
Phir maine aake sab photos dekhi to mujhe ye tasveer achhi lagi to post kardi.
Aur aaj office aate wakt maine mom or dad ki baatein sun rahi thi mom ne dad ko sab pictures dikhayi aur keh rahi thi ki dono kitna achha lagte hein saath mein.
Sana listened everything and she can't listen more she just walk from there.
Sana thinking in her mind what she just listen.
So it's just a coincidence and what u think stupid Sana 🤦.
Maine bina wajah se gussa kiya na .
Yahi to problem hai teri her mind say to her.
Ab kya bataun unhe ki maine apne aap assume karke aapke call nanhi receive nanhi ki.
..
Here Manu called Sidharth
Sidharth pick her phone in 2nd ring only and said hello.
Manu- achha yaar office mein to film scene chal rahi hai hero heroine ek dusre ke samne ekdum kareeb haye ( dramatically)
Sid- kya?
Manu- oooo jyada bano mat sab pata hai mujhe yaar to answer mil gaya aapko boss?
Sid- nanhi abhi tak to nanhi.
Manu- milega bhi nanhi!
Sid- kyun ?
Manu- boss ji wo meri dost Shehnaaz hai jo aapko dekhte hi conscious ho jaati hai aur aap yeh sochte hein ki wo aapke samne itne kareeb ho ke aapko batayegi .
Sid- usne kuchh time mangi hai mujhse.
Manu- haan haan waise hi wait karke baitho aur haan tumko kya pata nanhi hai ki tumne kya kiya hai jo tum itna desperate ho rahe ho janne ke liye.
Sid- sachhi Manisha mujhe nanhi pata achha tum hi batao kya kiya hai maine.
Manu- waise to wo sana batana chahiye par wo dar rahi hai to chalo wo nanhi to mein hi sahi.
Sid- haan batao.
Manu- wo app use parso raat call nanhi kiya tha to usse laga aap aapke trainees ke saath ghumne chale gaye aur subah se aapko jo tasveer usko dekhke to mujhe bhi gussa aa rahi thi aur wo to phir uski socho.
Sid- what is liye yaar maine kisike saath ghumne nanhi gaya tha yaar mein to Anu ko shopping ke liye ke kar gayi  thi pata nanhi wahan naina kaise aa gayi aur uski mom ne jabardasti photo click karne lag gaye .
Aur hum dono dinner karke ghar pahunchne tak bahat late ho gaya tha to maine socha so gayi hogi isliye call nanhi kiya.
Manu- haayyeee sachhi aur isliye do din ho gaya meri baby tadap rahi hai.
Sid- achha aur mera kya jo mein kuchh na karke soch raha hoon ki maine aisa kya kardia.
Manu- haan wo bhi hai yaar mujhe to hasi aa rahi hai lekin boss ab yeh jaan lo ki mere dost kabhi bhi gussa ho sakti hai to jara sambhalke ok ab usse bhi sach bata dena warna wo pagal ho jayegi thik hai rakhti hoon mein.
Sid- ok bye.
Cut the call .
And smiled
Aadi- entered and give him a file to him .
Sid- aadi Shehnaaz ko bolna mein bula rahi hoon.
Aadi- ok .
..
Aadi- Shehnaaz Sidharth sir bula rahe hein tumko.
Sana- mujhe mujhe kyunnnn?
Aadi- kuchh kam hai sayad.
Sana- kuchh kam nanhi hai ( whisper)
Aadi- kuchh kaha?
Sana- nanhi kuchh nanhi tum apna kaam karo mein jaati hoon.
..
Sana- may I come in sir?
Sid- yes ( looking at his laptop)
Sana- aapne bulaya?
Sid- haan ab time kya hua hai Shehnaaz?
Sana kept quiet
Sid- 1 ghanta ho gaya hai na Shehnaaz?
Sana hummed
Sidharth get up from his seat and walked towards her and sana leaned to his table and Sidharth leaned to her.
Their face are so close to each other that they can feel each other's breath on their face.
Sid- to ab bol kyun gussa thi.
Sana- wooo meinnnn aapppp and pushed his arm a little but suddenly Sid caught her hand and her breath stuck .
Sid look into her eyes and said bolo kyun gussa thi.
Sana- meinnn wooo aap aappp jara hatiye mein bata rahi hoon.
Sid smiled and freed her they are now starting face each other.
Sid- bolo?
Sana- maine aapne man mein hin kuchh soch liya tha aur apne aap pe hi gussa kar liya tha aap se gussa nanhi thi maine aur na hi ab hoon sachi.( She said in her one breath)
Sid- kya bol rahi ho  aram se bolo .
Sana- nanhi maine ab aap se gussa nanhi hoon aur ab phone bhi utha lungi ab mein jaa rahi hoon.
Sid- ruko and leaned towards her and said mujhe pata hai tum kyun gussa thi.
Sana- kaise pata chala ( whisper)
Sid- mujhe sab pata hai tumhare bare mein.
Sana didn't say anything.
Sid- agar mere baare mein kuchh galat fehmi hai to mujhe bolna mein dur kar dungi thik hai.
Sana hummed.
Sid- aur aise apne man mein chhupa ke rakhogi to sirf takleef hogi tumhe bhi aur mujhe bhi samjhi?
Sana is lost lost in his voice,lost in their proximity.
Sid don't when his lips touched her upper cheek and her breath stuck and her hand made a grip around his bicep.
Time stopped for them.
Both parted away with the sound of door.
Aadi entered and said to sana
Aadi- sana Ashok sir bula rahe hein tumhe .
Sana- jaaa jaa rahi hooooonn.
She left the room without looking at Sid.
Aadi- sir aapne wo file dekh liye ho to mein le jaun .
Sid- haannn haaan le jayo maine dekh liya hai.
..
All the time sid thought about their moment.
It was so pure so nice full of innocence full of love.
Sana is also think about the same
Her mind- but it's wrong.
Her heart- no it's not wrong.
Her mind- yeh jo kareebi yeh kis rishte ko leke ?
Her heart- sare rishte ki naam nanhi hote.
Her mind- aise rishta ki koi wajud nanhi hoti.
Her heart- jab rishta dil se ho tab kisi wajud ki zarurat nanhi hoti.
Her mind- bina wajud ki rishta kab tak tikega .
Her heart- dil se jo rishta hota hai wo humesha ke liye .
Her mind- lekin kab tak ek bina wajud ke rishta nibha ja sakta hai.
Aur kitne log samjhenge iss dil ka rishta ko?
Is duniya mein wohi rishta nibhaya jata hai jis rishte ki koi naam ho koi wajud ho.
Sana- stop pls stop u both pls.
She think for sometime and realised that her mind was right kis haq se wo Sidharth ko apna kareeb aane diya kis rishte se wo yahan chup chap khadi rahi.
Sidharth uski jagah thik hai kyunki wo tujhe dil se apna man chuki hai lekin tera kya .
Her heart- to tu bhi apna le sana usse.
Her mind- apna legi aur agar phir se sab kuchh repeat hua to.
Her heart- itna mat soch aisa kuchh nanhi hoga sab ek jaise nanhi hote hein.
Her mind- aur agar wo aisa hua to ?
Her heart- sana pura zindagi akele nanhi rahegi na kabhi na kabhi yeh honewala hai to ab kyun nanhi.
Kya wo ek opportunity ke layak nanhi hai.
Sana's eyes got moist and she stop herself from thinking and focused on her work.
______________
❣️

DARMIYAN (COMPLETED)♥️Where stories live. Discover now