The Rain

1.6K 126 11
                                    

The weather was very good so after duty Haseena Karishma went to dinner with Anubhav and Karishma's husband.Dinner went very well they enjoy a lot.It was also raining lightly so after dinner, Karishma and her husband left for their home Anubhav also took Haseena to her house to drop her off.

Haseena had opened the car window and taken out her hand a little she feels the raindrops and enjoying it.Her hair was blowing in the wind and a few drops of rain were falling on her face.Anubhav is watching her while driving haseena looking so beautiful and innocent.Anubhav's eyes would not have been taken away from her, but he had to pay attention on the road.He was just wishing that he could see Haseena just like that without any disturbance.

Anubhav turned on car's FM Haseena look at him and smile

CHEHRE MAIN TERE
KHUD KO MAIN DHOONDU

AANKHON KE DARMIYAA TU AB HAI IS TARHAN
KHAABON KO BHI JAGAH NA MILEY

YEH MAUSAM KI BAARISH
YEH BAARISH KA PAANI

YEH PAANI KI BOONDEIN
TUJHE HI TU DHOONDEIN

YEH MILNE KI KHWAAHISH
YEH KHWAAHISH PURAANI

HO POORI TUJHI SE
MERI YEH KAHAANI

This song is playing on FM and it fits perfectly on this situation.When the rain suddenly becomes very heavy, Haseena closes the window of the car anubhav look at her and says

AS.Apko baarish buhut pasand hai

HM.Jee buhut bachpan main jab bhi baarish hoti thi hum sab kuch chohd kar baarish main bheegne bhaag jaatay thay or jab tak baarish nhi rukti thi hum wapis nhi atay thay phir baad main Ammi se buhut daant bhi padti thi ke bemaar ho jaogi or hum aksar hotay bhi thai laikin doston ke sath mil kar kagaz ki kashti banakar uski race lagwana or sath main baarish main jhoomna nachna uske agay humein kuch nazar nhi ata tha

Haseena is smiling while saying all this and gets lost in her childhood memories.After hearing all this, Anubhav is also smiling and then speak

AS.Jee Haseena ji hum or behna bhi aisay hi enjoy karte thay or jab hum baarish main bheeg kar atay thay tu behna aisay hi puray ghar main bhaagti thi or ghar ganda karti thi phir tayi ji se unko buhut daant bhi parti thi laikin hum unhein bacha laite thay phir amma sab ke liye pakoray bhi banati thi or pura parivar sath main anand laita tha

HM.Is baat per ek shayri arz hai

AS.Irshaad

HM.Woh khoob qehqay(laugh) bachpan ki baarishon ke Yaar
Aur ab tu ayi ke barsaat guzar jaati hai

AS.Wah Haseena ji kya baat hai sahi kaha apne ab tu sab kaam main hi itne viyast rehtay hain ke baarish kab ayi kab gayi pata hi nhi chalta jab tak woh humare kaam ke beech main rukawat na bane bachpan main jis baarish main hum zindagi ki khubsurat yaadein banate hai ab uski ko kostay hain ke baarish ki wajah se yeh hogaya woh gaya

HM.Insaan ki zindagi ka sab se haseen dour uska bachpan hota hai woh befikri woh sukoon woh khushi jo humein bachpan main milti hai woh kahin aur nhi milti hum log zindagi ki amdoraft main itne masroof ho gaye hain ke in chote chote palon ko jeena hi bhool jaate hain inhi chote chote palon se tu zindagi khubsurat banti hai or phir hum yeh chahte hain ke kash humara bachpan wapis a jaye jo impossible hai

AS.Haseena ji ap keh tu bilkul theek rahi hain laikin hum apna bachpan dubara zaror jee sakte hain

HM.Aur woh kaisay

AS.Hum humara bachpan Angel ke sath dobara jee sakte hain uske ke sath hum apne bachpan ki buhut si yaadein taza karenge or buhut si nayi yaadein banyenge bhi

Our Angel Where stories live. Discover now