Part 13

252 18 40
                                    

Suman: Btao Shravan, tumhe pta tha na pehle se hi.

Shravan: Suman, m sach keh rha hu mujhe sb kuch nhi pta tha, aadha hi sach pta chla tha wo bhi jb...

Flashback..

Shravan gets a call.

Shravan: Yeah! I am coming.

Shravan reaches a restaurant and waves hi to the person sitting in a corner. The person waves back.

Shravan came forward and hugged her.

Anjali: How are you handsome?

Shravan: All good! Tum yaha pr itne short notice pr aayi uske liye thank you very much.

Anjali: Arre yaar tum thank you bolke na zyada badi badi bate mt karo. Tumne mujhe Sumo ke liye bulaya. Wo meri best friend h to uske liye to m kuch bhi kr skti hu. Acha chalo kaam ki baat me aate h.

Shravan: Hmm. Acha ye Sumo ke mumma-papa wale ghr ka kya scene h?

Anjali: Shravan jb uske mumma-papa ki death hui to uske nanu use ghr le gye the. Phir us ghr pr kisi ne dhyaan hi nhi diya. Usi waqt khosla naam ke ek aadmi ne use khareed lia. Pehle to kisi ko pta hi nhi chla. Usne chup chap legally sb krwa lia tha. Pr ye cheez hr kisi ko nhi pta ki Khosla ko Verma ne bheja tha.

Shravan: Verma? Wo hmare school wala?

Anjali: Ha wohi. Uska school time se Sumo pe crush tha pr wo kuch kehta nhi tha. Usne socha tha wo Sumo se uss ghr ki bheekh mangwa kr use haasil kr lega. Pr usne khud hi ek glti ki jiski saza bhugat rha h.

Shravan tightened his fists and clenched his jaw.

Shravan: Kya kia usne?

Anjali: Sorry Shravan. Ye m tumhe nhi bta skti. Kyunki ye cheez bhot km logo ko pta h. Aur wo log usne khud chune h bharose se. M uska bharosa nhi tod skti. Pr m jaanti hu, wo tumpe bharosa krti h aur tumhe zarur btaegi.

Shravan: Pr ye sb m usse kese bulwau?

Anjali: Mujhe Pushkar se pta chla tha ki Verma ko uske baad kuch time ki saza hui thi, pr ab shayad wo khtm ho chuki hogi. Aur Verma use dobara phn zarur krega. Tum bs uske saath rho taki tumhe kuch pta chl ske ya wo tumse share kre.

*******

Suman: Acha. Ab smjhi.

Shravan: Ji. Ab yahi rhengi aap ya ghr bhi chalna h?

Suman: Chalte h na. Pehle yaha thoda sa ghume phir.

She held his hand and got up. She didn't left his hand and moved forward along with him. Shravan was very happy seeing her happy. They kept on chattering about one thing or the other.

Shravan dropped Suman home and then went to Malhotra mansion. He changed his clothes and then looked towards the rain that had just started and went back to Anjali and his talk.

Shravan: Kya esa aur kuch h jo mujhe pta hona chaiye?

Anjali: Wese to wo baat insab se alag h aur ye sirf Pushkar aur mene hi note ki h. Wo ye h ki SUMO TUMSE PYAAR KARTI H SHRAVAN.

Shravan with wide eyes looked at her.

Anjali: Ha Shravan. Ye baat usne hme btai nhi h. Pr tum khud hi socho ki wo tomboy Sumo ko gharwalo ke pyaar ke siwa aur kisi pyaar ki samajh hi kaha thi. Tumhare jane ke baad tumhare khilaaf kisi ne kuch bola nhi ki uska koi na koi shareer ka hissa to tuta hi hota tha. Sumo use chhodti hi nhi thi, udaas bhi rehti thi aur kisi se bhi baat bhi nhi krti thi. Jab usse pucha to tumhari yaad aa rhi h yahi kehti thi. Aur jb Pushkar usse kehta ki kahi tumhe Bhaiya se pyaar to nhi ho gya to use hum dost h kehke taal deti thi. Shayad ab bhi na smjhi ho. Pr tum to use smjha skte ho na? Ya khud observe krne ki koshish kro. Shayad tum bhi ye baat smjh jao.

Shravan: Kya sach me Sumo mujhse pyaar krti h? Ye to m bhi jaanta hu ki m yaha se zarur chala gya pr Sumo mere dil se nhi nikli. M to usse pyaar krta hi hu. Ab kya wo bhi mujhse pyaar krti hogi?

Lalaji entered his home and called him.

Lalaji: Shravan puttar?

Shravan: Arre lalaji aap? Aaiye na.

Lalaji: Puttar ye hmare ghr ki ladies to varun ke saath apni party me gyi h aur bhaisaab aur pushkar bhi kisi meeting me gye h. To mene socha aake dekh lu agar tu wapis aa gya ho to aur hm thode gappe maare. Hain?

Shravan: Ye to aapne bilkul sahi socha lalaji. Aaiye bethiye.

Lalaji: Ye le. Ye pan tera favourite wala.

Shravan: Thank you lalaji.

Lalaji: Oye chal oye! Mujhe thank you. Aur bta? Kaam sahi chal rha h puttar?

Shravan: Ji lalaji.

Shravan (thinking): Lalaji kafi trustworthy h. M unse indirectly apni baat keh skta hu shayad.

Shravan: Umm, lalaji. M aapse ek baat puchu?

Lalaji: Ek kyu puttar? Do puch.

Shravan: Lalaji mera na ek dost h. Wo na apni ek bhot khaas frnd se dur rha pr ab doni phir se ache dost bann gye h. To ab use bhi ye sahi se clear nhi h ki kya wo usse pyaar krta h ya phir nhi aur use lgta h shayad uski dost bui usse pyaar krti h. To wo kese pta kre?

Lalaji: Hmm..jab hme kisi se pyaar hota h na to sb acha lgne lgta h. Mtlb ek bilkul khadoos insaan bhi hasne lgta h. Hme uska saath acha lgta h. Wo paas ho to dil ko chain aur na ho to dil bechain ho jata h. Nazre use dekhne ko taras jati h. Uthte bethte, sote jaagte uska khyaal man me rehta h. Jab raat ko aankhe band kre to uska chehra saamne dikhta h aur sukoon milta h.

Shravan: Pr lalaji, hme kese pta chlta h agar hme usse pyaar h to?

Lalaji: pyaar kabhi bhi kisise bhi ho skta h. Mtlb wo koi bhi ho skta h. Usse dil ki baat kehke aapko sukoon milta h, uske gale lgke sukoon milta h. Jb aap uske saath ho to aapko lge ki time kbhi khtm hi na ho. Wo tumpe bharosa kre, tumhara dhyaan rkhe, phir chahe kuch ho jae. Usko haste dekhke tumhare chehre pr apne aap muskurahat aa jae aur uski aankh me ek aansu dekhke lge jese kisi ne tumhari saanse chheen li ho. Itna hi kafi h ya puri kitab likhu pyaar pe? (Chuckling)

Shravan was listening every word Lalaji said and it seemed to him that Lalaji is talking about him to him. After all, he was also facing the same these days. He came out of trance when he heard lalaji chuckling.

Shravan hugged lalaji.

Shravan: Thank you so much lalaji. Aapne meri...mera mtlb mere dost ki itni help ki. M aapki kahi sari baate use bta dunga. Ekdum copy-paste.

Lalaji: Changa puttar. Chal ab tu aaram krle. Subah milte h. (Patting his back)

Shravan nodded and went till door with him.

Lalaji turned and said: Puttar. Aage se kisi dost ka naam lane ki zarurat nhi h. M teri baat apne tk hi rkhunga wese bhi.

Shravan looked at him astonished and then gave an embarrassing smile scratching his neck.

Lalaji: All the best puttar ji. Good night.

Shravan closed the door and said to himself.

Shravan: Hmm. Mtlb mujhe Ms. Suman Tiwari se pyaar ho gya h. Not bad. Meri choice kafi achi h. Sari family ko bhi pasand h to koi dikkat nhi hogi. Pr ab aapko bhi to ehsaas dilana hoga Suman ji. Ab to m tumse bulwa ke hi rhunga ki tum bhi mujhse pyaar krti ho. I just hope sb kuch theek se ho.


A/n: How was the update?

Shravan ko to realise ho gya but yaha mene Suman ka character thoda naive h. So, ab thoda sa realisation scenario aayega.

I hope you all enjoyed. Specially dedicated to AdhyaAzad who replied on the message board and said for update.

Maybe u won't get update for sometime. So sorry for that.

Don't forget to vote and comment.

Bye!

Still Holding On (EDKV 1) [Completed]Where stories live. Discover now