Ch 9

1.2K 96 2
                                    


Raghav ignored him and starts his breakfast... where Anirudh was stealing glances at her but she was not looking at him for once...

Anirudh : Bondita...ek baar kam se kam meri baat to sun lo...wada karta hu ki tumhari saari narazgi dur kar dunga Shottii...(in mind)

Radhika : Som ji...ek baat puchhni thi aapse...(whispered to Som)

Som : Puchho na...(whispered back)

Radhika : Aapne Anirudh dada ki jagah Raghav ji ko kyu kaha boudi ko lene jane ke liye...

Som : Wo main yaha nahi bata sakta  baad me bataunga (said smilingly)

While everyone was having breakfast, Bondita suddenly starts coughing due to spicy food... Anirudh and Raghav get panicked...

Anirudh walks towards Bondita and starts rubbing her back when Raghav gives her a glass of water, Anirudh takes the glass from his hand and gives water to Bondita with his hand...

Anirudh : Bondita...tum thik ho na..e..ek kaam karo thodi si chini kha lo...koyli.. Koyli...(shouts her name)

Koyli : J..ji...chhote malik...

Anirudh : Jaldi se thodi chini ya kuch mitha le kar aao...

Koyli : J.ji...abhi layi...

Bondita : M..ma..in...t..thik hu(coughing)

Raghav : Kya thik hai Bondita...apni aankhe dekh laal ho gayi hai

Anirudh : Ye Koyli ko itni der kyu lag rahi hai...main hi lekar aata hu...

Anirudh runs to the kitchen and all the family members who are sitting there was watching him silently...Anirudh comes with Roshogolla's handi in his hands...

Bondita : Main ye nahi kha

She was about to say that she doesn't eat Roshogullas now, but Anirudh without hearing anything puts a Roshogulla in her mouth...she felt better after eating some sweet...

Anirudh : Ab kaisa lag raha hai Bondita

Bondita : Hmm...

Raghav : Bondita tu pakka thik hai na

Bondita : Main thik hu Raghav tum chinta mat karo...

Anirudh stands there until Bondita's cough stops...

Bondita : Aap baith jaiye main thik hu ab...

Anirudh : N...(He don't want to go away from her and Batuk understands this)

Batuk : Dada...aap yaha baith jaiye mera naashta ho gaya hai...

Anirudh smiles at Batuk and sits next to Bondita

Radhika : Dada...ye lijiye aapke naashte ki thali...

Anirudh : Shukriya Radhika...

Everyone finishes their breakfast and goes to work...

Anirudh : Bondita...

Bondita : Ji...

Anirudh : Mujhe tumse baat karni hai please bas thodi der zyada samay nahi lunga tumhara

Raghav speaks before Bondita says anything...

Raghav : Bondita...tune mujhe apna Tulsipur to ghumaya hi nahi...tune wada kiya tha yaad hai na

Bondita : Ha yaad hai aur main zarur ghumaungi tujhse...main abhi aayi tu thodi der raah dekhna thik hai...

Raghav : Thik hai...

Bondita walks towards her room without saying anything to Anirudh.This act of her makes him very hurt.Anirudh Raghav ki taraf dekhta hai...

Anirudh : Ab to tum khush ho na...

Raghav : Kya matlab...

Anirudh : Tum Bondita ko mujse dur hi karna chahte the na...dekho tumne kar diya use mujse dur...itna dur ki wo meri ek baat tak sunne ko taiyar nahi hai...

Raghav : Bondita ko maine nahi aapne khud se dur kiya tha dusri shaadi kar ke ye sab aapki wajah se hai...

Anirudh : Dusri shaadi... dusri shaadi... dusri shaadi...NAHI KI THI MAINE KOI BHI DUSRI SHAADI...SAMJHE TUM NAHI KI THI MAINE KOI BHI DUSRI SHAADI
(He yelled at him)

Raghav : Aur kitna jhuth bolenge aap apne aap ko sahi sabit karne ke liye ha..

Anirudh : jhuth nahi bol raha hu main na hi tab koi meri baat sunne ko taiyar tha aur nahi ab koi meri baat sunne ko taiyar hai...(he breaks down in tears and fell on his knees)

Raghav feels bad seeing Anirudh's condition.He holds Anirudh's shoulder and makes him stand on his feet...

Raghav : Anirudh please apne aap ko sambhalo

Anirudh : kise sambhalu main Raghav use jo na jane kitne saalo pehle hi Tut ke bikhar Gaya hai...

Raghav : Anirudh tumne kaha na abhi ki kisi ne tumhari baat nahi suni thi

He nodded while crying

Raghav : Chalo mere saath...

Anirudh : Kaha...

Raghav : Chalo to sahi...

Raghav takes him to the study and closes the door behind him...

Raghav : Ab mujhe batao ki aisi konsi baat thi jiski wajah se tumhe dusri shaadi...But he cuts off by Anirudh...

Anirudh : Kitni baar kahu ki shaadi nahi ki thi maine

Raghav : Shaadi nahi thi to kya tha wo..

Anirudh : Wo sab ek natak tha Bondita ko sahi raste pe lane ke liye...

Raghav : Natak...Sahi rasta..kya bol rahe ho tum Anirudh zara saaf saaf bataoge

Anirudh : Batata hu...

Raghav : Hmm...

Anirudh : Raghav 12 saal ki chhoti si Bondita mujhse Pati patni ka rishta chahti thi... Pati ka pyaar chahti thi mujse wo...jab ki main use uski aazadi ke pankh dena chahta tha use barrister babu banana chahta tha...

Raghav : Kyaa...

Anirudh : Haa...lekin usme Bondita ki bhi koi galti nahi thi...hamare samaj ki chhoti soch ne use aisa bana diya tha... tumhe pata hai usne hamare pati patni ke rishte ko bachane ke liye apni jaan tak khatre me daal di thi ek baar...

Raghav : Aur isiliye tumne...

Anirudh : Nahi...maine bohot koshish ki thi Bondita ko har tarike se samjhne ki lekin wo bhi kya karti...jab ek bacchi ko sab log taane dete hai uska dil dukhate hai tab uspe kya biti hogi wo to wahi janti hogi...aur shayad maine bhi yahi galti kar di...use sahi raste pe lane ki koshish me uska masum dil tod diya maine...

Raghav : Tumhe usse baat karni chahiye Anirudh ab wo samajh

Thanks for reading ,Sorry for late update my institute is reopened and is offline ofco so don't get much time only 1 ch left I hope I update it soon
I hope u all understand
Thanks
Your writer
thescribbledhead

His responsibility Her love ❤︎( Completed ✔)Where stories live. Discover now