Last💙

2.5K 275 17
                                    

Happy reading ❤️❤️

...................

Sid cupped her face and said..

Sid:

Why are you crying?  It's okay agar tum mere feelings reciprocate na bhi karo toh!

Maine tumse pyaar kiya hai, ye soch k nahi ki tumhara jawaab kya hoga!

Or agar tumhara jawaab na bhi hua, fir bhi mera pyaar kabhi kaam nahi hoga shehnaaz!!

.
.

Sana looked at him with her teary eyes and said...

Sana:

Tumhare aane k pehle pyaar pe yakeen nahi karti thi.

Jaab se mumma chali gyi hai, mai khud k dil ko sab se chupa k rakha hua tha!

Mujhe Lagta tha ki bas mumma hi mujhe pyaar karte the. Unke ilawa haar kisi ka pyaar dikawa hai yaha!

Jaab ki mujhe paata hai ki anu mujse kitna pyaar karti hai, fir bhi mai pyaar pe yakeen nahi kar paati thi.

Par tumne or rita maa ne wo galatfehmi  dur kar di hai.

Mai jaab se tum dono se mili hu, na chahte hue bhi mai apni dil ki feelings jada express karne lagi hu.

Tumne mujhe samjha hai, mere dil ko samjha hai.

Nahi jaanti hu ki pyaar kya hota hai  par haan, mai apne dil ko jinda rakhna chahti hu or mera dil taab hi jinda rahega jaab tum mere saath rahoge!

Mai taab hi khush rahungi jaab tum mere pas rahoge!

Tumhara ehsaas mujhe sukoon deta hai. Tumhara hona mere jindegi ko behtaar baanata hai.

Agar ye pyaar hai toh haan mujhe hai tumse pyaar sidharth!

Bas hamesha mere pas rehna, rahoge na?

.
.

Sid smiled and hugged her tightly!

Sid: hamesha hu tumhare saath shehnaaz, hamesha!

Sana also smiled and felt peace in her heart.

His presence really make her the happiest!!

.
.

After that day, sana became more expressive towards everyone!

She loves to smile now!

All thanks to sidharth!

Sana has bonded well with Rita ji who has given her mother's love!

She started behaving well with her father too!.

She understood that her dad was not wrong, she misjudged him!

And sid has made her understand that!

Flashback :

After sidnaaz  confessed their feelings to each other, sid asked...

Sid: tum apni dad se itni naaraj kyun ho shehnaaz? 

Sana: kyun ki unhone mere mom ko Dhoka dene ka socha! Toh mai unse pyaar kaise kar saakti hu bolo.

Sid: kya dhoka diya hai unhone tumhari mom ko?

Sana: mom k chale jaane k baad wo dusri shaadi karne k liye ready thi. Toh tum hi baatao mere mom k liye unka pyaar saccha tha?

Sid:

Shehnaaz tum unki haalat nahi samaj saakti ho.

Jitna maine uncle ko samjha hai wo utne bure nahi hai jitna tum samajti ho!

Attachment✩✅Where stories live. Discover now