Babydoll ❤️

803 76 16
                                    

Was just free so thought to write.
___________________________________________
In hospital.

Preeta: 9:15 ho rahe ab thodi der mei Karan aata hoga mei bhi sab samaan pack kar leti hu.

Nurse knocks and comes inside.

Nurse: Wo doctor ek chota bacha aaya hai apni mummy ke saath uske haath pe chot lag gayi hai.

Preeta: Andar bhej do.

A boy of about 5 years with his mother. He was crying.

Preeta: Arre aap ro kyu rahe ho aapko kya hua?

Boy's mother: Vo ye niche khel raha tha to ise lag gya.

Preeta: Oh.. Acha aap yaha baith jaao mei check kar deti hu.

She was checking the boy's hand when the door of her cabin suddenly opened.

She looked at it. And out TKL was standing there.

Karan: Tum patient ko treat kar rahi ho......... sorry sorry mei baad mein aata hu.

He was about to go when the boy(let his name be Rudra) spoke.

Rudra: Ek minute aap to The Karan Luthra ho na mei aapka bohot bada fan hu mujhe bhi bada hoke aapki tarah hi cricketer banna hai.

Karan: Hey champ. Aap dekhna aap mujhse bhi bade cricketer banoge. Abhi aap check up karwa rahe ho na wo karwao.

Rudra: Aap yahi ruko na warna mei checkup nahi karwaunga.

Preeta: Ab yeh itna bol raha hai to baith jaao na.

Karan: Ok.

Preeta checks his hand and says.

Preeta(to Rudra's mother): Dekhiye ise abhi to jyada kuch nahi hua hai but please take care Varna ise problem aa sakti hai.

Rudra's mother: Thank you ab hum chalte hai.

Rudra: Ek minute mom (to Karan) Sir aap mujhe apna autograph do na mei apne friends ko dikhaunga.

After Rudra takes autograph and photograph he goes with his mother.

Preeta: Ye tum kaise andar ghuse manners nahi hai ki knock karke aana hai.

Karan: Arre to mujhe kaha pata tha ki tum usse check kar rahi ho.

Preeta: Matlab agar mein usse check nahi kar rahi hoti aur akeli hoti to tum aise knock kiye bina aa jate.

Karan (shrugging his shoulder): Haa.

Preeta: Mannerless Luthra.

Karan: Ae mujhme na bohot manners hai vo to tum meri dost ho na to dosto mein kaisi formality isiliye mei aise hi aa gaya.

Preeta: You know what mujhme tumse behas karne ke liye bilkul bhi taakat nahi hai to please chale hum.

Karan: Sure.

They both move out towards Karan's car.

Karan opens the door for her. She raises her eyebrow.

Karan: What?!! Manners Preeta Arora manners isse manners kehte hai.

Preeta: Huhhh.

She sits inside the car. And closes the door.

He sits on the driving seat and says.

Karan: Huhhh ........ tumne mujhe The Karan Luthra ko Huhhh bola. The Karan Luthra ko koi attitude nahi dikha sakta samjhi.

Preeta: Mein dikha sakti hu aur dikhaungi. Huhhhh(She turns her face towards the window).

Pyaar Ho JaayegaWhere stories live. Discover now