chapter 10

126 15 4
                                    

Kartik : matlab ?
Sara : mera matlab hai agar vo tumse pyar karti hogi toh
Kartik : tum yeh kya keh rhi ho sara , ananya mujhe sirf ek acha dost manti hai
Sara : arey main mazak kar rhi thi , chalo chodo koi aur baat karte hain
Kartik : Haan ,mujhe tumhe ek bahut zaruri baat batani hai
Sara : Haan bolo
Kartik :  I love you sara . Main tumse bahut pyar karta hu mere dil mein kisi aur ke liye kuch bhi nhi hai
Sara : main janti hu kartik . I love you too
(Then they just lost into each others eyes )
In hostel
(Ananya can't control her thoughts then she went to washroom  and stand under the shower and took the shower while crying )
Ananya : mere sath hi kyun hota hai aise! kyun ? (She started crying loudly ) yeh sab meri galti hai maine kyun socha ki pyar naam ki cheez meri zindagi mein ho sakti hai . koi mujhse pyar nhi karta koi bhi nhi na papa na bhai behen toh maine kaise soch liya ki kartik mujhse pyar karta hai kaise......(she started screaming loudly )
( After college shraddha and Alia come to
hostel and they see ananya is sleeping then shraddha goes near to her and pat on her head)
Shraddha : annie(in lower voice )
Alia : shraddha sone de isse raat bhar roti rhi hai
Shraddha : hmm .
(Simultaneously , ananya got up)
Ananya : aa gyi tum dono
Alia : arey so Ja
Ananya : nhi bas main theek hun . Kaisa gya tum logon ka din
Shraddha : acha tha. Tujhe pata hai jab humne Varun aur sid ko bola ki teri tabiyat kharab hai toh vo log chinta kar rhe the
Ananya : aur kartik?
(Shraddha and Alia looked at each other )
Shraddha : vo kartik ...
Alia : kartik date par gya tha sara ke sath so humse aaj Mila nahi
(Ananya felt hurt and shraddha makes face why she told this to her )
Shraddha : ananya , are you ok ?
Ananya : hmm
(Just like that, three days passed and Ananya did not go to college after that party , sid and Varun talks to her on phone every day meanwhile kartik and sara spend lot of time together , they have fun , romance , and enjoy every single moment of their life whereas alia and shraddha help ananya to move on in her life )
Ananya's pov : new morning , new day . Aaj main bahut dino baad college Jaa rhi hu pata nhi kya hoga nhi nhi ab mujhe weak nhi padna hai . Main jyada se jyada koshish karungi ki kartik aur sara se dur rahu ,Haan.... Ye sahi rahega
(Alia puts her on her shoulder )
Alia : jyada soch mat hum hai na tere sath .
Shraddha : aur nhi toh kya ? Ab aaj sara din tere face se smile Jani nhi chahiye .hmm
Ananya : hmm .
Alia : chalein
(Ananya looked at alia . She took a deep breath and holds her hand  . They went to college )
In college
(Everyone is talking about that the principle asked all the students to gather in the assembly )
Alia : ye college mein aaj itni bheed kyun hain
Shraddha : arey pata nhi
Ananya : kuch toh hua hai , chal pata karte hain
Alia to random girl : hey Natasha , kya hua hai ? Itni hulchul kyun hai aaj college mein
Natasha : yaar ! Mujhe toh khud nhi pata main bhi kabse puch rhi hu koi bata hi nhi Raha .
Alia : ok thank you
Shraddha : kisse puch rahi hai tu bhi
Alia : sorry
(Then Varun and sid comes there )
Varun and sid : hey girls
Girls : hi
Varun : ananya, kaisi ho ab tum , theek ho na after kartik's birthday ab dekh raha hu main tumhe (while hugging her )
Sid : aur nhi toh kya bhai manti ho na humein toh uss din jab tabiyat kharab huyi thi toh sabse pehle humein batana chahiye tha na lekin nhi tum humein apna Bhai kahan manti ho
Ananya : arey nhi main  aap dono ko stress nhi dena chahti thi isliye nhi bataya I am sorry (while holding her ears )
Sid : chal ab nakhre mat kar maaf Kiya
Ananya smiles
(Then they three hug each other)
Alia : vaise guys aaj college mein kya chal raha hai
Sid : haan vo , baton baton mein hum batana bhul gye ki principal sir ne students ko assembly mein bulaya hai 
Shraddha : par kyun ? Humare toh koi assembly hoti hi nhi hai
Sid : pata nhi shayad kuch announce karna hai
Varun : arey Jaa kar dekhte hai na pata chal jayega
Ananya's pov : kartik nhi dikhayi de rha ? Pehle toh Varun aur sid ke sath hota tha
Alia : Annie chalein (while putting her hand on ananya 's shoulder. )
Ananya : hmm..., kya ?
Alia : matlab hum log jo bol rhe the tu nhi sun rhi thi na
Ananya : main vo.....
Alia : jhuth mat bolna , tu uske baare mein soch rhi thi na
Ananya : nhi vo...main
Alia : chal chod principal ne hum sab ko bulaya hai kuch announce karna hai
Ananya : nhi yaar tu ja main washroom ho kar aati hu
Alia : pakka
Ananya : hmm
(Ananya goes to Washroom and suddenly she hears some noise from classroom , she sees Sara and kartik talking )
Sara : chodo kartik
Kartik : arey yaar tum aise kyun behave kar rhi ho mujhse koi galti huyi hai
Sara : arey Nhi ....
Kartik : I am sorry meri jaan agar mujhse koi galti huyi hai
Sara : arey baba tumse koi galti nhi huyi hai main bas ye keh rhi thi ki principal sir
students ko ikathe hone ke liye kaha hai to hum chalein
Kartik : ooohhh , mujhe laga ki tum naraz ho issliye meri baat nhi sun rhi
Sara : aisa ho sakta hai ki main tumse naraz ho jaun (while holding his hand ) ab chalein
Kartik : nhi
Sara : par kyun
Kartik : pehle ek kiss
Sara : kartik tum bhi na
(She kisses him on the cheeks)
Kartik : aise nhi lips par
Sara : nhi kartik koi aa jayega
Kartik : arey koi nhi aayega , please please please...
Sara : ok (they both kiss each other)
(Ananya feels hurt by watching all this , she runs away from there and goes to the Washroom and starts crying  )
Ananya's pov : yeh sab mujhse nhi hoga . It is too difficult for me to handle . Main move on kaise karungi . Kartik aur Sara ko dekhkar mujhe bahut hurt feel hota hai .  (While crying )
In assembly
Samir (principal ): so guys , You all may also be wondering why I have invited you here. As you guys know that our college is the no1 college of this city and many children want to study in this college but due to high fees they can't fulfill their dreams.This time the college decided to give college scholarships to those who have scored 95plus marks in their previous studies , Due to which their half year fee will be waived and the remaining fee will be discounted . So three students got the scholarship
Everyone : 😯

(I hope you guys will love it 🤞)

soty 2Where stories live. Discover now