Part 2

436 55 14
                                    

                             Part 2

Naina was standing near the window wearing a beautiful red wedding attire and was looking out side. Her hands were full of red bangles. She wore a heavy gold necklace along with matching gold earrings in both her ears. A beautiful mangal sutra made of black beads was hanging around her neck which had a beautiful diamond pendant and her hairline filled of red vermilion and she looked a stunning bride like a beautiful doll. And most amazing fact that Now she was the wife of Sameer Maheshwari.

The marriage proposal that her father's friend had brought for her was from Sameer Maheshwari. He had liked Naina in their first meeting. After their one more meeting their family had fixed their wedding.

As she had not ready for wedding when knew her father unwilling to her marriage. but her mother had threatened her that she will give up food and commit suicide if she refused. She was ready only sake of her mother wish and she had no interest to the boy who coming to see her. But she was fascinated to him when he had come to her home to see her and impressed to know his thought about a relationship, when they both spent some time alone in the first meeting. His gentleness evoked her buried dreams. But that evening her dream had shattered again, seeing her father's reluctance to spend much money for her wedding and his displeasure face.

And that night she had made up her mind she will only marry for her mother's happiness and then she had buried her every feeling and dreams in her heart. She had kept no expectation from this wedding but somewhere there was a hope hidden that everything would be well and despite her father's displeasure, she had a different pleasure that there will be someone with whom maybe she can share her sorrow.

Naina POV.

Main yeh shaadi nahi karna chahati thi, lekin mummy ki jid ke aage mazboor hokar, main Sameer se milne ke liye razi ho gai. Aur us din Sameer ko dekhkar mere mann me phir se shaadi ko lekar aur apne hone wale husband ke liye jo bhi sapne aur ichchhayen thi phir se jagne lagi thi jise maine do saal pahle dil ke kisi kone me dafan kar diya tha....Sameer ka shant nature aur understanding behaviour dekh kar laga ki yeh bilkul mere papa ki tarah hai aur mujhe samajhenge aur jinke saath main apni har wish aur dream share kar sakti hun... kyunki main apne life partner me yahi quality dekhana chahati thi kyunki tab mai papa's girls thi...aur ek pal le liye mai to Sameer ke saath ek happy married life ke sapne dekhne lagi thi... unke samne hi... mujhe laga tha shayad bhagwan ji ko mujh par taras aa gaya aur Sameer ko mere life partner ke rup me bhej diya hai... aur ummeedein phir se apni jagah banane lagi thi.

Lekin wo kahte hai na...sapne kabhi sach nahi hote aur jyada ummeedein hame dard deti... to phir main kaise bhool gayi ki yeh sab mujhe kabhi Kanha ji itni aasani se de sakte hai aur wahi hua jisse main hamesh darti thi...

Aur jald hi yeh sapne aur ummeedein bhi tut gaye jab Sameer ne bataya ki wo kisi aur se pyar karte hai but kisi reason se unka breakup ho gaya, tab mujhe laga ki main unki first choice nahi hun... aur phir hum dono chup ho gaye...Bhale hi main chup thi par mera dil to cheekh cheekh kar kah raha tha ki Naina tere zindagi me khushiyan likhi hi nahi hai, phir tu kyo sapne dekhati hai....tu kisi ka pahla pyar ho hi nahi sakti, tu Sameer ki dusri choice hai....ya phir tu unki koi choice hai hi nahi, shayad puri zindagi tujhe unka pyar hi na mile.... to kya tu aise rishtey me puri zindagi guzar degi... lekin agle hi pal Sameer ne jo kaha uss se laga shayad mujhe unhe ek mauka dena chahiye.

"Dekho Naina main janta hun ki tum yeh jaan kar bahut hurt hui hogi ki jo ladka tumhe dekhane aaya hai woh kisi aur se pyar karta hai... par mera ab meri ex girlfriend se koi rishta nahi hai, aur main iss rishtey ke liye pure dil se taiyaar hun aur hamesha meri yahi koshish rahegi ki tumhe woh haq de saku jo ek wife ka hota hai par kitna time lagega mujhe bhi nahi pata but I will try my best...

You're My AngelWhere stories live. Discover now