Everyone's Reaction

1.2K 75 6
                                    

Anubhav- Maa vo hua yu ki... (told whole flashback)

Maa goes and was about to slap him but haseena came in between

Haseena- Maa please.. please nhii (pleading)

Maa- Haseena to samne se hat ja (angrily)

Haseena- Maa ple..(interrupted by maa)

Maa- Haseena 2 minute side hat ja kuch nhi kar rhi hu mai(calmly yet sternly)

Haseena got side.

Maa- Tune kyu kiya esa meri bachhi ke saath!? (shouting)

Anubhav- Maa hume maaf.. (interrupted by maa)

Maa- Maa mat bol mujhe.. maa mat bol.. (angrily)

Anubhav sees towards maa with pleading eyes.

Ammi- Anubhav ek baar meri hassena ki baat to sun leta. Tum dono ka rishta to itna mazboot hai fir esi baat se kese toot sakta hai. (with teary eyes)

Anubhav- Ammi hum bohot zyada sharminda hai. (with teary eyes)

Karishma- Sharminda to hum hai bhaiya.. hume laga ki maddam sir ne aap ke saath galat kiya par bhaiya hum galat the aapne unn ke saath itna galat kiya vo bhi tab jab unhe aapki sabse zyada zarurat thi. 

Haseena- Aap sab log please chod dijiye na please.. (pleadingly)

Maa- Seekh kuch abhi bhi usko teri fikar hai aur tuu..

Koi iss se phele kuch kehta Dhwani neeche aati hai.

Dhwani- Mumma mai fresh ho gyi ab batao na. (impatiently)

Haseena sees towards Anubhav who was smiling with teary eyes by seeing Dhwani.

Haseena- Aa.. vo.. dhwani.. (confused what to tell her)

Something strike in her mind then she says.

Haseena- Dhwani inn se milo yeh hai tumhari dadi (took her towards maa). 

Maa sees towards Haseena and then Dhwani and tightly hugged her with tears of happiness in her eyes. 

And one by one she met with everyone and at last she came towards Anubhav. 

Dhwani- Mumma aur yeh kon hai!?

Anuseena sees towards each other.

Haseena- Aa.. Dhwani yeh humare colleague hai yeh huamre saath kaam karte hai.

Dhwani- Oh hello uncle! (took her tiny hands towards him for the handshake)

He chuckled a little bit and do the handshake with her.

Santosh- (to cheetah in his ears) Cheeteh yeh Dhwani to bilkul Anubhav sir ki look a like lag rhi hai na!?

Cheetah- (to her) Ha santuji bilkul Anubhav sir p gyi hai Dhwani.

Dhwani- Mumma aapne Bua, dadi, Nani, mama sab se milvaya par papa se nhi milaya vo nhi aaye kya??

Haseena- Nhi Dhwani vo na abhi busy hai.... aap chalo abhi lunch kar lo.. jaldi chalo( try to divert her)

Dhwani- OK! (Sadly)

Haseena- Umm.. aap sab bhi Chaliye na khana kha lijiye phele.

Everyone goes towards the dining table except kareena.

Karishma- Umm.. vo.. Maddam sir...

Haseena- Ji boliye.

Karishma- Aa.. vo... vo...

Haseena- Karishma kya hua? khulke boliye humse.. (keeping her hands on hers and with a caring attitude)

Karishma- Hume maaf kar dijiye maddam sir please.. hume nhi pata tha aap kyon hum sab ko chodkar gyi.. hum.. hum.. bohot zyada pareshan ho gye the jab aap chali gyi thi aapko pata hai aapko kitna yaad karte the hum.. hum aapse bohot pyaar karte hai.. aap huamri mentor, teacher, dost, behen sab kuch hai..

Both were having teary eyes.

Haseena- Hum jaante hai aap humse bohot pyaar karti hai aur hum bhi aapse bohot pyaar karte hai Karishma Singh!!

{To my lovely readers, love is pure and we can show it towards anyone aap yeh line zaruri nhi ki life partner se hi kahe you can say this to anyone to your friend, sister, brother, parents anybody😌}

Karishma- Maddam Sir aap yeh baat humse bhi share kar sakti hai. Hum kya aapke kuch nhi lagte!?? (Emotionally)

Haseena- Sorry Karishma singh hume maaf kar dijiye (holding her ears)

Karishma removed her hands from her ears.

Karishma- Yeh chodiye.. yeh bataiye aapne kese manage kara apni pregnancy ko aapko bohot problem hui hogi na!? (Concerned)

Haseena- Ha thodi bohot hui to par humari bachhi aage kuch nhi... humne sab kuch bohot aaram se manage kar liya.(Smilingly)

Haseena- Acha humara chodiye apna bataiye.

Karishma- Hum kaa bataye?

Haseena- Aree matlab aap apna pregnancy ke baare mein bataiye.

Karishma- Oh acha! Hum na aapke jaane ke 1 hafta baad pregnant huye the.

Haseena- Aree waah!! Hum log almost ek saath pregnant hue na..

Karishma- Haa aur kitna acha hota na agar aap bhi vaha hoti to.

Haseena- Hmm..

Pushpaji comes towards them.

Pushpaji- Aree aap dono yaha kya kar rhi hai aayi na khana khane.

Haseena- Ha pushpaji vo bas aa hi rhe the. Vo to bass.. (interrupted by pushpaji)

Pushpaji- Aur fir inhone rok liya hoga aapko. (Pointing towards Karishma)

Haseena- Umm. Haa.. vo..  (interrupted by pushpaji)

Pushpaji- Pata tha.. pata tha.. hume inhe na chain hi nhi hai.

Karishma- ka matlab hai aapka!?

Puushpaji- Ka.. ka.. ka matlab hoga? Ab kya bataye maddam sir hum aapko humare lalla ke to bhaag phele se hi Foote huye the aur ab.. ab to huamre chote lalla ke bhi bhaag foot gye. (Dramatically)

And as always this saas- bahu duo started fighting.

Haseena- Baaaassssss.... baasss.. kariye aap log...

They both stop fighting.

Haseena- Ab aap mein se koi kuch nhi bolega aur khana khane chalenge vo bhi chupchap🤫

They goes towards dinning table.

Continue in next part....

From Misunderstandings to Love💫❤Where stories live. Discover now