Kareena🥰

842 61 18
                                    

Continue from previous part...

Everyone came put of the room..

Veyom- Ek kaam karte haii Mai rukta hu aap sab log ghar jaiye aur rest kijiye..

Ammi- Haa aur mai bhi rukti hu tumhare saath..

Maa- Aree nhi nhi samdhanji aap nhi Mai ruk jati hu..

Karishma- Ama hum rukte hai na..

Maa- Jab Mai yha hu to tu kyu rukegi..

Krish- Aree Nani, mumma Mai ruk jata hu papa ke saath aap log jao..

Maa and Karishma- 🤨🤨

Krish- 🤐🤐

Pushpaji- Ofhoo!! Humesha mere bacche ko daattii rheti haii..(to krish) beta tum chote ho na tum rhene de hum ruk jayenge..

Karishma- Aap rukengi..??

Pushpaji- Ha aur nhi to kya... hum nhi ruk sakte kya..??

Karishma- Nhi nhi.. kyu nhi.. rukeya na.. lekin aap nhi hum ruk rhe hai...

Santosh- Aree aap log ladna band kijiye.. ladhiye mat.. ek kaam karte hai.. Mai aur cheetah ruk jate haii aap log jaiye.. kyu cheeteh rukega na..??

Cheetah- Santujii... santujii... aap kitni.. Matlab kitni zyada samjhdar haii.. hum hum haa hum rukenge na aapke saath.. haii hum aapke saath hamesha.. (blushing)

And the cute banter of this family is not stopping..!!

Dhwani- Aree basssshhhh (loudly)

Everyone became quiet🤫

Dhwani- Aap log kitna zyada bolte hoo.. itni chotu si baat p itna bolte hai.. Ab aap sab log bilkul shant ho jaiye.. Mai aur mumma ruk jate haii..Ok??

Everyone looks dhwani with suprise..

Karishma- Ok! (Everyone sees karishma shockingly) Par aap ki jagah hum rukenge..

Dhwani- Par Mai kyu nhi..?? (innocently)

Karishma- Kyuki raat ko choti bacche hospital mein nhi rukte na..

Dhwani- OK to aap aur mumma ruk ja na..

Haseena- Par Karishma..

Karishma- Ha na maddam sir hum dono ruk jate hai.. (to everyone) hum dono ruk jate hai na..

Maa- Ha chalo tum dono hi ruk jao..

Haseena- Par.. (cut by karishma)

Karishma- Ji chachiji... aap log jaiye aur kuch dikkat ho to phone kar dijiyega..

Veyom- Aur tumko kuch problem ho na to mujhe phone kar dena.. (smilingly)

Karishma- Ha thik hai (smilingly)

Everyone go to the resort...

Haseena sees karishma with🧐👈 this nazar..
And Karishma give a 🙂👈 this look to her..🤭

Karishma- Aa.. maddam sir.. subah se kuch khaaya nhi hai.. Chaliye kuch khane chalte haii..

Haseena- Karishma Singh aap jaiye hume bhookh nhi haii.. aap kha lijiye.. (while sitting on the bench)

Karishma- Maddam Sir (while sitting beside her) Aap chinta mat kijiye chalke kuch kha lijiye.. please(while keeping her hand on Haseena's hand)

Haseena- Karishma Singh hume koi chinta vinta nhi haii.. mission complete ho gya haii.. to hume kiski chinta hogi..??

Karishma- Anu bhaiya ki..

Haseena sees towards Karishma...

Haseena- Yeh... yeh... aap... kya kh rhi hai Karishma Singh..(fumbling)

Karishma- Maddam Sir aap humse chupa rhi hai..!? Aap janti hai na aap humse kuch chupa nhi sakti..
Hum jante haii aap khud ko dosh de rhi haii ki anu bhaiya ko aapki vajah se chot lagi hai.. (Haseena sees towards Karishma with teary eyes) nhi maddam sir.. nhi.. aap isme khud ko dosh mat dijiye.. Esa kuch nhi haii..

Haseena- To kesa hai Karishma Singh..!! Humari vajah se Anu ko.. (Karishma sees haseena) Huamra matlab haii Mr. Singh ko goli lagi.. humari vajah se aaj unko takleef ho rhi haii...(she stands from the bench)

Karishma also stands from the bench.. she turns Haseena towards her and keep her hands on her shoulder..

Karishma- Maddam sir, Anu bhaiya ko aapki vajah se kabhi takleef ho hi nhi sakti.. Aap please khud ko dosh dena band kijiye..

Karishma hugs Haseena.. and Haseena hugs her tightly and a drop of tear came out of haseena's eyes..

Karishma broke the hug..

Karishma- Chaliye ab khudko dosh dena band kijiye aur please kuch kha lijiye.. (cupping her face and wiping her tears with thumb)

Haseena- Karishma Singh please..

Before Karishma could say a nurse came to them..

Nurse- Excuse me mam..

Karishma- Ji kahiiye..

Nurse- Aap log Mr. Anubhav Singh ke saath hai..??

Karishma- Ji..

Nurse- Mam actually hum sir ko dinner Dene gye the lekin vo kha nhi rhe haii.. mam, hume unko medicines bhi deni haii agar vo kuch khayenge nhi to medicines kese leyenge..

Karishma- Kaa..!! Ama ese kese kuch kahe nhi khaa rhe..!?

Nurse- Mam vo kh rhe haii ki "Huamri haseenaji" n kuch khaya nhi hoga hum kese kha Lee..

Kareena sees nurse with a shock..

Haseena- Aa... Vo.. vo sachme esa kh rhe hai..!?

Nurse- Ji mam..

Haseena- Par kyu..??? (mumers herself)

Karishma- Ama kaa yeh dono ke dono ek jese hai.. vese ek dusre se dhang se baat bhi nhi Karna aur khana bhi nhi hai.. hey bholenaath kya hoga inn dono kaa (mummers under her breathe)

Haseena- Kuch kaha aapne Karishma Singh..

Karishma- Humne.. hum.. hum kaa khenge.. kuch nhi..😅

Karishma- Aa... Nurse aap khana andar rakh dijiye hum aaye.. aur maddam sir aap bhi andar jaiye..

Haseena- Aap ja kha rhi hai..!?

Karishma- Hum n kaha na aap jaiye hum aaye..

Karishma left and Haseena along with nusre went inside

Continue in next part...

From Misunderstandings to Love💫❤Where stories live. Discover now