Chapter 3

720 47 14
                                    

Koel - Manjulika.....sahi kaha tha Chachi ne khubsurat toh ho tum.
 
She was about to touch the portrait , but someone called her downstairs .

Faizi , from downstairs - Koel.....Koel.....
kaha gyi ?

Keeping everything in its actual place Koel rushed outside , but forgot to lock the door .

At night time ,

Badri was going for a walk on terrace with Batuk with him . As they reached the third floor they saw the open door , sweat beads formed on their forehead . Both hurriedly locked the door and went downstairs .

Badri - Sab abhi ke abhi yaha aao !! Jaldi !

Batuk - Bhaisahab.... joh hona tha woh toh ho gya par mere yeh nhi samjh aata ki aakhir yeh darwaza khola kisne hoga ?

Badri - Jisne bhi khola ho , abhi pta lag jaega.

Everyone came from their respective rooms listening to the shout of an angry Badri .

Janki - Kya hua ? Itni raat mein kyu sab ki neend kharab kar rhe hai ?

Badri - Tumhe neend ki padi hai yaha itna bada abshagun ho gya .

Suman ji - Suman ji pooch rhi hai aakhir hua kya hai ? Suman ji ko bahut ghabrahat ho rhi hai .

Badri - Woh teesri manzil ke kamre ka darwaza-

Cutting Badri in between , Sid spoke .

Sid - Uncle ji Bro ! Aap humein phir se madhumita ki kahani mat sunaiye , humein Aunty ji Bro ne woh already suna di hai .

Karan - Sid woh madhumita nhi Manjulika hai . Aur chacha aap bataiye kya hua?

Badri - Woh teesri manzil ke kamre ka darwaza kisne khola hai tum mein se ?

Each person present there was shocked , Janki was the most terrified . Koel looked a little tensed , she didn't have the courage to hide it , so finally she thought to tell everyone that she was the culprit .

Koel - Chachi ji woh maine khola tha woh darwaza .

Badri - Tumne khola par kyu !!? Aur khola bhi toh kaise ?

Koel - Woh Chacha ji , jab Chachi ne Manjulika ki kahani sunai toh mujhe laga uss kamre mein kaphi purane zamane ki cheeje hogi toh maine wahi dekhne ke liye khola tha darwaza . Maine ek lohar se uss kamre ki chabhi banwa li thi .

Batuk - Koel tumhe pta bhi hai , tumne kya Kiya hai ? Azaad kar diya hai tumne Manjulika ko .

Karan - Manjulika maar chuki hai Uncle .... aur mujhe nhi lagta ki yeh aatma jaise kuch hota bhi hai . Toh please apne kamre mein jaake sab aaram kijiye .

Sanjana - Ha Bhai thik bol rhe hai , sab aaram kijiye subah baat karte hai .

Next morning ,

Everyone was having breakfast , Badri was still angry at Koel and tried his best to control his anger . Batuk was scared . A servant came running and panicked .

Servant - Maalik....Maalik.... woh maar gya ...maar gya woh !

Karan - Kaun maar gya ?

Servant - Rana Sa woh chabhi banane wala jisne Koel ji ko chabhi di thi woh maar gya .

Badri - Jiska dar tha wahi ho rha hai ! Maar diya Manjulika ne uss lohar ko .

Batuk - Koel beta dekh liya apni galti ka nateeja . Bhagwaan uss lohar ki aatma ko shanti de .

Janki - Suniye ji ....aap acharya ji ko bula kar uss kamre ko band karwa dijiye .

Badri - Hmmmm.......main acharya ji ke ashram jaa rha hu . Chal Batuk tu bhi mere saath chal .

Batuk - Thik hai bhaisahab chaliye .

Batuk and Badri left for ashram while Koel started crying thinking all this was happening because of her .

Sanjana - Koel di rona band karo ... hum pta lagte hai ki woh lohar mara kaise .

Sid - Ha chalo Sanju main bhi chalta hu tumhare saath .

Soon SidSa also left , while Faizi consoled Koel . Karan was still in a daze . ChiLa were scared as hell . Suman ji and Prem ji discussed Maa ke poot episode 123 .

At evening time ,

Sanjana - Chacha , Batuk uncle !

Badri - Kya hua kyo chilla rhe ho tum log ?

Sid - Uncle ji Bro woh Ironman bro ki death --

Bala - Huh? Ironman kaha se aa gya ?

Sanjana - Chirkut woh Ironman nhi lohar hota hai . Pta nhi Tera borantapan kab jaega .

Sid - Same cheej hai Sanju woh Iron ka kaam karta tha aur man bhi tha toh hua na Ironman .

Batuk - Arey ek minute kaam ki baat pe aao tum dono !

Sanjana - Woh uss lohar ki maut kisi Manjulika ki wajah se nhi balki cigarette aur sharab jyada peene se uske lungs kharab hone ki wajah se hui .

Badri - Tum kuch bhi kaho par Manjulika ki wajah se yeh sab ho rha hai .

At night time ,

After dinner everyone went to sleep . Badri and Batuk were awake , soon acharya ji 's disciples joined them . They all went to third floor .

Badri - Acharya ji nhi aaye ?

Bade Pandit - Acharya ji abhi Rajasthan mein nhi hai isliye sirf hum aaye hain.

Batuk - Ji thik hai . Aap bas iss Manjulika se humein chutkara dila dijiye .

All the pujaris started chanting mantras . A strong wind gushed inside , all of them got scared and ran from there as fast as they could . The Chotte Pandit ji stumbled upon something and fell down . As he looked up side , he saw something horrific and screamed .

______________________________________

Hey everyone ,
Next chapter will have Monami's entry .

Do comment and vote if you liked the chapter .

Till then ,
Lots of love 💕
Take care of yourself
Your author
VD___711
______________________________________

Bhool BhulaiyaaWhere stories live. Discover now