Chapter 10

703 61 3
                                    

The growing tension in the air was broken by loud noises of banging . Koel who had gained her consciousness was banging on the door . Faizi went to open the door . Everyone else also followed him.

Koel , showing her torn pallu - Yeh... yeh sab kaise hua ? Mujhe kuch yaad kyu nhi hai ? Kuch kiya hai kya maine ?

Faizi - Nhi tumne kuch nhi kiya . Woh .... woh Suman ji hai na unhone kiya hai . Tum toh janti ho unki halat ke baare mein . Tumne kuch nhi kiya hai .

Koel - Suman ji ? Par woh kyu karengi aisa ?

Karan - Tu bhul gyi unki dimaagi halat thik nhi hai .

Koel - Par ..... Chalo chodho.... ha unhone kiya hoga . Aur koi kyu karega ?

Sanjana - Di aap aaram kariye . Baaki kaam hum dekh lenge .

Koel - Hmmmmm.......

Koel went to rest . The rest of them went downstairs but this time none of them was smiling , dancing , singing .

Next Morning ,

Monami was standing in one of the corridors of the haveli . Karan saw her and went to her.

Karan - Kuch soch rhi ho ?

Monami - Nhi toh ..

Karan - I am ....sorry . Mujhe tumhare upar chillana nhi chahiye tha kal .

Monami - It's okay .

Karan - Bas joh bhi tumne Koel ke liye kaha usse mujhe gussa aaya . Meri behen hai woh , main usse acche se janta hu woh aisi nhi hai .

Monami - I know that . Par main bhi ek psychiatrist hu aur main apne patients ko acche se janti hu . Tumhe meri baat samjhani chahiye .

Karan - Main samajh raha hu par Faizi usse kaun samjhayega ? Usse toh abhi bhi yahi lagta hai ki Koel bilkul thik hai .

Monami - Faizi ko samjhna hoga ! Main Koel ya phir tumhari Jaan ko khatre mein nhi daal sakti !

Karan - Koel kabhi mujhe harm nhi karengi .

Monami - Oh really ?! Thik jao pyaar toh woh tumse aur Faizi dono se karti hai na ? Faizi se jaake bolo ki Koel ko Nandini ke saath market jaane ke liye mana kar de .

Karan - Par kyu ?

Monami - Jitna bol rhi hu utna karo . Phir shayad pta lag jayega ki Koel thik hai ya nhi .

Karan - Thik hai .

In Koel And Faizi's Room ,

Karan had told Faizi to not to let Koel go out of the house today . But for Faizi it was difficult , he had never stopped Koel from doing anything then how will he do it today .

Faizi entered the room and saw Koel getting ready to go out with Nandini .

Faizi - Kahi Jaa rhi ho tum ?

Koel - Ha tumko bataya toh tha . Woh Nandini ki shaadi ke liye shopping karne Jaa rhi hu sabke saath .

Faizi - Tum nhi jaogi .

Koel got confused and went towards Faizi and stood by the bed .

Koel - Par main kyu nhi Jaa sakti ?

Faizi - Kyuki hum bol rhe hai isliye . Tum nhi Jaa sakti ho .

Koel - Par tum ne toh mujhe jaane ke liye kaha tha . Ab kyu mana kar rhe ho ?

Faizi - Ab humne apna maan badal liya hai . Tum kahi nhi Jaa rhi ho .

Koel caught the the bed by her hand and lifted it in one go . Her eyes were red from anger . Faizi got scared seeing her in that condition .

Koel - Tu mujhe rokega ?!! Mujhe bahar jaane se mana kar rha hai ?!!! Main janti hu tujhko bhi uss Rana Vibhuti Narayan ne bheja hai !!! Uske saath saath tu bhi marega !!

Faizi - Koel !!!!

Suddenly , Koel left the bed and became her normal self . She saw the bed shaking .

Koel - Kuch hua kya ? Maine abhi kuch kiya hai na ? Kya kiya hai maine ? Kuch galat kiya hai maine .

Faizi - Nhi .....kuch nhi kiya tumne . Tum thak gyi ho , thodi der so jao .

Koel - Kuch toh kiya hai maine . Bolo na Faizi kya kiya hai maine ?

Faizi - Kuch nhi ..... Kuch bhi nhi ..

On the staircase ,

Bala and Chitra were sitting on one of the stairs . Bala had already told Chitra about Koel's condition .

Chitra - #yeh sab humare saath #kyu ho rha hai ? #Koel didi thik ho jayengi ?

Bala - #Ha ho toh jayengi #par Karan Bhai ji toh pehle #raazi ho .

Chitra - #Oye tu # ka use kyu kar rha hai ?

Bala - Tere saath rehte - rehte mera bhi dimaag kharab ho gya hai .

Chitra - #Accha ! Bala ke bacche main tujhe chodhungi nhi !

Bala - How is you punishing me ? You first catching me !

Chitra - #Bala apni tuti -futi #english mat bolo ! #Please !

Bala - #Chitra izz #Chudail !

Bala ran off . Chitra got up and ran after him .

In Sanjana's Room ,

Sanjana was the most emotional one among her siblings . She showed that she was rough and tough from inside and outside both but now she was weak .

Sid was actually worried about her . He went inside and sat with her .

Sanjana - Tu yaha ? Kuch kaam tha ?

Sid - Nhi . Tum pareshaan lag rhi ho .

Sanjana - Ha pareshaan toh hai hum . Tujhe pta hai chirkut , jab hum chhote the na tab Karan Bhai sabse jyada pyaar humse karte the . Par phir Koel di humare saath rehne aayi , aur Karan Bhai ka saara attention unki taraf ho gya . Humein bahut jalan hoti thi . Phir maa ne ek din humein samjhaya ki bhai toh hum dono se bahut pyaar karte hai . Hum aur Koel di uske baad kaphi close aaye . Ab unko iss halat mein.........

Sanjana closed her eyes tightly to prevent the tears from falling . Sid hugged her , he could clearly understand what she was going through .
______________________________________

Hi readers ,

Here is the next update .

Kindly vote and comment if you liked the chapter.

Till then ,
Lots of love 💕
Take care of yourself
Your author
VD__711
______________________________________

Bhool BhulaiyaaWhere stories live. Discover now