21.

880 130 21
                                    

Ab aese hi picnic days khtam ho gye the or aaj last day tha.

Sr : yrr karu chal na kahi aas pas ghumne chalte h, picnic bhi khtam ho gyi pta bhi nai chala

Ks : baat to Tu sahi bol rhi h 15 din kaha chale pta hi nhi chala. Lag rha h kal hi to aaye the, chal aaj sham ko chalte h yha ke local market me

Sr : ha ye sahi rahega vese karu santu or pushpa aunty ko kab btane wali h tere or haseena mam ke baare me

Ks : vha phoch jaye uske baad
Ye garima kaha h kabse gyab h or haseena bhi nhi dikh rhi h

Sr : dono hi sath me h, dono hi bhot boring insan h  

Ks : ha yrr boring to h ab pta nhi kaha h

Sr : karu tu to gyi

Ks : kya matlb gyi .....

Ks piche ki taraf turn hui vha hm hands fold karke khadi hui thi

Ks : hh... Haseena aap

Hm : nahi boring person

Ks : hehe vo to hum sirf majak kar rhe the. Or apko thodi na hum to ye garima ko bol rhe the. Aap thodi na boring person ho, he na susheela...

Sr : ha bhabhi, aapko nai ye garima ko bol rhe the. Duniya ki sabse boring insan h ye, jab dekho tab lecture deti rehti h abhi dekhna iska phir suru ho jayega

Gr : ha me to hu hi boring insan par tum dono to 2 logo ki baat kar rhe the  na  🧐

Ks : nhi to hum teri hi baat kar rhe the

Hm : Hume to nhi lagta ki aap dono sirf or sirf garima ki baat kar rhe the

Ks : nahi haseena hum sirf or sirf garima ki hi baat kar rhe the

Hm : maan lete h..

Ks : hass...

Hm :  😒

Sr : acha hum log na sham ko local market jane ka plan bna rhe the  aap dono bhi chaloge na

Gr : ha bilkul chalege

Hm : ha kyu nai, bilkul chalege

Ks : thik h to sham ko correct 6 bje restaurant ke gate par milte h

Sr : ok done
.
.
.
.

In evening,

Ks : kaha reh gye ye dono

Hm : aate hoge karishma

Ks : par haseena ye kya baat hui time ki koi value hi nhi h, jab bola tha ki 6 bje gate par milna phir bhi

Hm : relax karishma aa jayege

Ks : jii
Jra gaur farmaiye

Hm : irshaad

Ks : har chiz hadd me achi lagti h
Par ek aap ho ki behad achi lagte ho 

Sr : vaah vaah kya baat h

Hm : ☺

Ks : hayeee...

Hm : chaliye ab,
Ab late nai ho rha..

Ks : ha chaliye 
Or kaha reh gye the tum dono kabse wait kar rhe h pta h kuch

Gr : sorry yarr karu, ab aa gye na chal jaldi

Sr : ha chalo jaldi or karu suna na

Ks : ha sun rhe h bol

Sr : aaj bhar hi khana khate h kuch street food,  restaurant ka kha kar pakk gye h

Ks : thik h chalo
Haseena aapko koi problem nhi h na

Hm : apke sath Hume kabhi koi problem ho hi nhi sakti

Ks : itna bharosa

Hm : khud se jyada

Ks : 😊
Thank you hum par bharosa karne ke liye

Hm : thank you to Hume apko bolna chaiye, Hume sambhalne ke liye, Hume bhikharne nhi dene ke liye

Ks : abhi thank you giving or taking band karte h varna yahi raat ho jayegi

Hm : ha  😊

Ks : ye dekho dono ko
Are hum bhi h sath me

Sr : to humne kab mna kia

Ks : to Hume akela chhod kar kyu aa gye

Sr : are lovebirds ko thodi si privacy dene ke liye  😉

Ks : kuch bhi

Gr : acha vo sab jane do chalo ab ghumte h

Hm : ha chalo

And they do lots of shopping and enjoy their evening with street food.

.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.

Public log likes aana band ho gye aapke.
Yrr ek like to kar dia karo.......
And for any suggestions do comment

💗 Aakhir kab tak 💗जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें