part 8 ( super glue 🌚)

395 72 13
                                    

*Ignore mistakes enjoy reading*

Next day

Nischay : practical complete ho geya tera ?
Ani : nhi thoda sa baki hai 🙂
Nischay : submit karne ka last date to aj hai , kab tak khatam karega ?
Ani : tu help kar de jaldi khatam ho jayega
Nischay : thik hai chal college chal ke tera baki ka practical khatam karte hai , tu Jo Jo chahiye hoga wo sab le lena
Ani : ok
.
.
( They went to college )

[ Screen shifts]

( Bondita wakes up while rubbing her eyes she looks at the watch , she realizes that she's already too late )

Bon ( pov): hey bagwan itni late jaldi kar bondita
.
.
( Bondita gets ready as soon as possible)

**At college **

Anirudh and nischay was doing practical , Yash and arman was looking at them with evil plans in their head

Yash : in dono bhai ko sabak to sikhana hii padega Arman
Arman : tu kya karna hai plan bana I'm always with you
Yash : bada aaya "always with you" usdin jo main Anirudh ke haato maar kha raha tha tu to patli gali se nikal geya tha tab yaad nhi aaya yeh dialogue.
Arman : gussa mat kar aur soch kya karna hai
Yash : tere bag mai ek supar glue hai na ?
Arman : ha kyu ?
Yash : to wo nikal
Arman : tu super glue ka kya karega? Aur yeh wala glue bohot hii strong hai asani se nhi chut ta hai
Yash : isiliye hii to chahiye us Anirudh ko is glue se chipka dunga , bohot hero banta hai na aj use pata chalega yash kya chiz hai

( Arman give him the glue , after sometime yash went to Anirudh's table )

Ani : tu yaha kya kar raha hai
Yash: bas asehi..( with a awkward smile)

( Yash was about to put glue but bondita enter to the classroom so leaving the glue on Anirudh's table yash went back to his sit )

Bon : sorry students aj main  late ho geyi chaliye jaldi sab apne apne book liyije

( After the lecture ends bondita ask them to submit practicals/ assignment . Everyone submit their practicals except Anirudh )

Bon ( tells two student )  : yeh sare practical notebook mere table pai rakh ke aao

( They took the practicals bondita also leave after them )

Nischay : ma'am to sabke practical leke chali geyi ab kya karega tu
Ani : main apna wala khud jaake de aata hoon 🙂 warna pakka physics mai fail ayega
Nischay: thik hai ja

( Somehow the glue bottle fall on the table and Anirudh keeps hand on it)

Ani : yeh haat itna chip chipa kyu lag raha hai
Nischay : yeh sab chhod or jaldi ja

( Anirudh run after bondita in full speed)

Ani(calls from behind): ma'am

( Bondita turns she saw he's is coming in full speed.. Anirudh slips but bondita hold his hand )

Bon : shambal ke abhi tum gir jate aur mujhe bhi gira dete

( Bondita tries to free her hand )

Bon : haat chhodo yeh kesi battamiji hai
Ani : haat mene nhi pakda
Bon : Anirudh leave my hand
Ani: haat chipak geya hai 🙂 mene nhi pakda
Bon : what do you mean by chipak geya ? Ase kese haat chipak jayega .
Ani : nhi pata 🙂
Bon : ab tum limit cross kar rahe ho , chup chap bolo tumne kya kiya yeh haat kese chipak geya...
Ani : Mera yakeen kiyije mene kuch nhi kiya
Bon : tumne kuch nhi kiya mene bhi kuch nhi kiya par humare haat chipak geye koi logic hai is baat ki ?
Ani : par... ma'am ( he remembers that he kept hand on something sticky)
Ani(pov): shit mene shayed glue pai haat rakh diya tha... isiliye jab ma'am nye haat pakda hum dono ke haat chipak geye . Aj to tu geya kaam se anirudh. Hey bagwan aj bacha Lena....
Bon : ab chup chap khade rahoge ? Yah kuch bologe ? Jhoot to bilkul bhi nhi bolna .
Ani : wo ma'am mene galti se...
Bon : galti se kya ?
Ani : galti se glue pai haat rakh diya tha... shayed isiliye jab apne haat pakda haat chipak geya .
Bon : wahh galti se glue pai haat rakh diya tha aur tumhara haat chikpa bhi to mere sath . Tumhe haat rakhne ke liye glue hii mila tha ? Aur tumhe jab girna padna hota hai tumhe sirf mai hii dikhti hoon
Ani : sorry....
Bon : jaldi yeh haat chudao

( They both try but the glue was so strong that they can't do it )

Bon : yeh to chut nye ka nam hii nhi le raha hai

( Some teachers and students was passing by there bondita put her saree's hem on their hand )

Bon(whisper): asa natak karo tum mujhse padhai se realated kuch punch rahe ho...sab hume hui ghur rahe hai

( A student came there )

Student : ma'am
Bon : ha bolo
Student : ma'am ap ka lecture tha ap aayi nhi isiliye..
Bon : aj ka lecture nhi hoga , ab jao yaha se
Student: ok ma'am

( The student left )

Bon : tumhare wajeh se meri sare lecture bhi miss ho jayegi aj , tum mujhe hamesha muskil ke daal dete ho idiot 🙂 tum mere liye ek chalta firta musibat ho
Ani : sorry
Bon : socho kuch jaldi , ase hum jayda der nhi ghum sakte agar kisine bhi dekh liya to bohot problem ho jayegi
Ani : garam pani mai haat rakhne se glue easily chut jata hai
Bon : ab garam pani kaha se manage karu .

( Bondita thinks for a while)

Bon : mere sath office room chalo...nazar rakhna koi hume na dekhe .

( Chupte chupate they went to office room . Bondita call someone )

Bon : hello bhabi
Sonam : ha bolo bondita
Bon : baba aur bhaiya ghar mai hai ?
Sonam : nhi sirf  ma hai
Bon : main thodi der mai ghar aa rahi hoon ap ma ko kese bhi karke unke kamre mai rok ke rakhiye .
Sonam: ok

( She hang up the phone)

Bon : chalo mere sath
Ani : kaha ?
Bon : jahannum mai .
Ani : abhi to meri shadi bhi nhi huyi itni jaldi jahannum 🙂🙂
Bon : yaha humara haat chipak geya aur tumhe shadi kii padi hai ? Maan kar raha hai tumhare kan ke niche ek lagao idiot
Ani : ma'am ap anirudh se change karke mera naam idiot hii rakh diyije 🙂
Bon : hum mere ghar ja rahe hai ab is glue se chutkara wohi milega

( They was about to go out of college but anirudh stops at parking area )

Bon : yaha kyu ruke ho chalo jaldi
Ani : chalke thodi na jayenge bike se chalte hai .
Bon : tumhara dimag khali hai Kya ? Ek haat bike kese chalaoge idiot
Ani : sorry bhul geya tha...par pedal jana padega kya
Bon: jaldi chalo tiffin break hai sare students class se bahar aa jaye usse pehle nikal na hoga aur ha bahar se texi kar lenge muh mat banao
.
.
( After sometime they reaches bondita's house )
.
.
Pecap: bon : ma meri kamre ke taraf hii aa rahi hai jaldi se chuup jao jaldi karo...ma nye dekh liya to problem ho jayegi
Ani : mujhe kuch samajh nhi aa raha hai main kya karu..
..
..
❤️❤️❤️


FALLEN FOR PROFESSOR Where stories live. Discover now