New Family?

553 82 52
                                    

It started raining, Hassena was walking on the road silently thinking about something she was lost in her thoughts...At one movement she felt alone...she has so engrossed in her thoughts that all negative thoughts covered her mind...At one movement she thought that why she is living...

Hm : Haar gaye hum ab kya kare... Kaha jaaye kuch samj nhi aa raha... Useless hai hum kuch nhi kar pa rahe... Aaj tak kabhi hum car ke bina travell he nhi kiye... Kabhi duniya he nhi dekh paaye thik se... Ab sab kuch ajib sa lag raha hai ye saare log yaha sab... Sab log apne kaam mai itne busy hai ki matlab sab jina he bhul gaye ho... Kya ye hai asli jindagi... Aadhe se jyada log watch dekh rahe hai aur bus teezi se chal rahe hai jaise har ek kaam time pe karna hai... Sab kuch kitna mushkil sa lag raha hai hum kaise manage karenge hum kaise rahenge... Ye sab logo ke bich hum apni jagah aapni khud ki identity kaise vana paayenge... Ab tho hum college bhi nhi ja paayenge study nhi karenge tho job kaise karenge... Humari age job ke liye eligible bhi nhi hai... Kyu hai hum... Kyu kuch nhi kar paaye... Ammi abbu kyu chale gaye... App kaha jaaye hum... Kon hai wo aunty jo hamare ghar pe hai... Hum kuch nhi kar paaye hum haar gaye... Hum haar gaye... Hum kisi kaam ke nhi... Hum nhi rehna chahte... Hume nhi jina hai... Hum kuch nhi kar paaye... Kya karna hai kaha jaana hai Hume kuch nhi pata... Kaise kare.. Bus luxury life ji hai aaj tak... Duniya tho dekh he nhi paaye thik se... Hum kya kare... 😭😭😭😭

She was too engrossed in her thoughts that she even didn't notice that she reached a railway station...and she was walking near the platform...she went near the end of the platform while thinking about what to do...

Krupaya platform kramank 2 se dhur khade rahe Ek jalad ( Fast ) Gadi jane wali hai...

She went near the platform as it was evening time and a public holiday there was less public there standing...almost all were busy with their chores...no one noticed her....by mistakenly haseena's foot slipped and she was about to fell...here that fast train reached near the platform...

By that sudden jerk she came to her sense...

Hm : ahhhhhh 😣😣
.
.
.
She was about to fall when she felt one strong arm holding her arms...She saw up one lady was standing there...that lady pulled her up before that train could hit haseena...she made her sit on the bench...

L ( Lady ) : Tum think ho

Hm : Ji hum thik hai...dhanyawad aapka aapne hamari Japan bachayi...

L : Ye fho hanara farj hai yahi tho hai hamara kaam... 🙂 Lekin tum kya pagal ho gayi ho... Aapni jaan dene chali... Hosh mai thi ya nhi... Tumhe bata hai aise hazaaron log railways station ke yaha aapni jaan gawaah baithte hai aur tum padi likhi ho atleast school college tho jati hogi itna bhi dhyaan mai nhi raha aise kon karta hai hai abhi agar hum na hote tho jaan chali jaati dhyaan hai kuch... 😡

Hm : Nhi aunty wo bus humara dhyaan nhi tha kuch tension mai hum kab yaha aa gaye pata bhi nhi chala...

L : aisi bhi kya tension thi jo dhyaan tak na raha aur yaha chali aayi... Jaan chali jaati tho... Ye aaj kal ke generation ka yahi ho gaya hai thodi si bhi kuch problem aa jaaye tho suicide attempt karne chale aate hai... Itni aasaani se kaise haar jaate ho haan tum log... Ulta hum logo se jyada tum logo mai problem ko samj ne ki takat honi chahiye lekin nhi sab log bus choti choti baato pe haar maan lete ho...

Hm : nhi aunty humne haar nhi maani hai hum kabhi haar nhi sakte... Hume sach mai dhyaan nhi tha ki hum yaha kab pahuch gaye... Sach ke rahe hai... Hum tho suicide attempt ke sakt khilaf hai... Hum jaan dene nhi aaye the... Jaan dena bohot galat baat hai... Itni mushkil se life mili hai usme bhi agar kuch na kar pao tho waste hai sab kuch... Hum jaan dene ke liye nhi aayi the hum sach mai apne vicharo mai itne magn ho gaye ki hum sab bhool gaye the... Sorry aunty aap ko pareshan karne ke liye... And thank you hamari jaan bachaane ke liye..

💞 Sisters make the best friends in the world 💞Where stories live. Discover now