15

1.4K 83 0
                                    

Author's POV

7 baje y/n office pahuchti hai, apne cabin jate waqt wo dekhti hai ek room Khali padda hai, uske uppar board tha, "Research Team."

Y/n andar jaker bethti hai, 2 ghante beet jate hai lekin koi nhi ata, Bhaskar uske bagal me khada tha, wo man me sochta hai 'aaj toh ye sab gaye.'

Finally 10 baje dheere dheere sab ana shuru kerte hai, aur CM ko room me dekhker shocked ho jate hai, kuch ladies gossip kerte hue aati hai,"chalo jaldi andar." Bhaskar unko bolta hai. Sab apni apni seats lete hai aur finally 10:45 tak sabhi aa chuke thhe.

Y/n sigh kerke files uthati hai aur apne cabin me jati hai," Bhaskar, ye sab kya aese hi aate hai?"

"Ma'am koi kuch nhi kehta hai iss wajah se ye sab hai." Wo usko batata hai.

Dopahar ke time Y/n village areas ke round and checking ke liye jati hai,"ye area jis officer ke under me hai usko bulao."

Wo waha ata hai aur y/n ko area dikhata hai, lekin y/n usse aage jati hai aur dekhti hai ek jagah per Pani ka gaddha bana hai, uspe kuch bricks hai, y/n unpe Chalke jati hai," now you cross this"

Wo officer try kerta hai lekin gir jata hai. Y/n usko glare kerti hai aur aage jati hai.

Suraj dubne se pehle wo apne naye Ghar jati hai. It was just upto her mark. Not too much and not too less.

 Not too much and not too less

Ups! Gambar ini tidak mengikuti Pedoman Konten kami. Untuk melanjutkan publikasi, hapuslah gambar ini atau unggah gambar lain.


Wo raat bhar kaam kerti hai. Finally jab thak jati hai toh Veer ko good night likh ker soo jati hai.

Agle din state budget meeting thi. Y/n subah jaldi taiyar ho jati hai aur meeting me jati hai, "Aaj se aesa budget banega Jo logo ko samjh aa sake, isme har hisab likha jayega, ek ek rupiya Jo kharch hoga logo ke samne hoga, mein sare contractors ko warning deti hu, cahe government me kaam kerne wale officials ho ya aam log, har ek ko har contracts ke baare me janne ka adhikar hai cahe wo bada ho ya chota."

Baki ka din y/n aas paas ke police stations check kerti hai, sab me kuch na kuch faults thi, sabko sahi kerti hai aur best station Veer ka tha, y/n smile kerti hai, Bhaskar aur uske team me jinko unke baare me pata hai wo bhi smile kerte hai.

"Bhaskar mujhe Maharashtra ke sabhi responsible officers ki detail cahiye." Wo bolti hai aur finally ek aur din beet jata hai.

Y/n sham ko apni window se pure sheher ko dekhti hai, wo no doubt Veer ko Miss ker rahi thi,"Just hope tum safe ho Veer."

Next day, wo sare officers jinko y/n ne personally select Kia tha unko CM ke office me bulaya jata hai,"Tum sabko yaha yu hi nhi bulaya hai mene, tumhare interest, type of working ko observe kerne ke baad tumhari posting ki gayi hai, umeed hai apki himmat aur officers ko inspire karegi."

Ghar pahuch ker y/n firse kuch areas ki details pe kaam kerti hai. Raat ko kaam kerne ke baad wo apna phone check kerti hai, Veer ka koi message nhi tha. Y/n khudko samjha ker sone jati hai.

Rowdy Policewala (Completed)Tempat cerita menjadi hidup. Temukan sekarang