Who was in Hospital

313 21 9
                                    

Part 3

CC, Kal Raat Apke Jane ke bad hospital se phone Aya tha, apko try Kiya,lekin apka phone unreachable a Raha tha,

KS was shocked on hearing this

KS: Pehle nahi Bata sakte the, ke hospital se phone Aya hai, agar hamara phone unreachable a Raha tha, to Kya baki phone nahi the,

Ab hathon ge samne se, hame abi hospital Jana hai,

KS tezi mei thane se bahir nikalti hai, unke peeche, peeche CC bi jata hai

PJ, hamari bahu jis Tarah se guse mei nikali Haina, hame Kuch theek nahi lag Raha, Shivji rakhsha karna.

SS: Wo Karishma madam bolti Haina jab unhe kisi pe bahut gussa hota hai, bass muje bi wahi  lagta Zindagi se sambandh kharab ho gaye hai Kisi ke, Jo bhookhi Sherni ko jaga diya hai.

At hospital,

KS jaldi se bag kr hospital room mei jati hai aur room mei Ponch kar jab wo bed pe HM, ko dekhti hai to chain ki saans leti hai, (it is now revealed that HM was in the hospital for the last three years.

KS in Heart: aap ko khone ke khayal se hi hum dar jate hai, Hame Zindagi mei kabhi bi Kisi baat se nahi dare, lekin aap ko khone ke khayal se hi hum …

KS to CC: hospital se phone Aya tha, kis ne Kiya tha, or Kyu?
CC, KS ko Batata hai ke Kal raat unke Jane ke bad bilote ne unhe phone krke hospital bulaya tha, as Achanak se MS ki tabiyat kharab hone lag gayi thi, or doctor's Keh rahe the ke …
KS: Kiya Keh rahe the doctor
CC darwaza ki taraf dekhte huwe: madam wo aa gaye doc, ap hi unse pouch lijie.

KS, Doctor ke pass jati hai;

Doc to KS: dekhiye Mrs Singh ab apko koi ik faisla Lena pareGa,
KS, kaise faisle, kon se faisle ki baat kar Rahe hai, hum Samjhe nahi, Zara wistar mei samjhaiye Ga
Doc: teen Saal hogaye hai, ye pichle teen saloo se Qoma mei hai, still hope hai ke ye Qoma se bahir a jaye, lekin inke sir pe chot lagne ki waja se blood clots bn gaye hai {brain ke andhruni hise mei} aur ye baat ap bi janti hai ke blood clot brain mei Kitne dangerous hote hai, isi liye ab apko faisla lena chahiye?

KS: Doctor peechle, teen saloon se chal Raha Haina elaj, to aage bi chilaiye, or ye faisla faisla kiya laga rakha hai.

(KS ko bohat gussa aa raha hota, wo apne gusse ko control karne ke liye apna hath piche band kr countdown start kr deti hai)

ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।


(KS ko bohat gussa aa raha hota, wo apne gusse ko control karne ke liye apna hath piche band kr countdown start kr deti hai)

Doc: kab tak aap inhe artificial saansein de kar, ventilator ka Sahara Le kar zinda rakhenge, ik injection lagane dijiye or..

Abi doc APNI bat nhi puri karta ke KS Doctor ko collar se pakar leti hai, or kehti hai, tumhari himmat bi kaise hui aisa sochne ki, ke hum inse, chee, sharam nahi aati khud ko doctor bolte ho or…
KS, ne doctor ke collar ko itne zor se pakra hota, ke uski saansein band hone lagti hai, suffocation ki waja se doc, khansne lagta hai. CC, or Billu age Bhar kr KS se Doc ko, kisi tarah churwate hai,

KS to Doc: AJ pehli aur akhri galti Samaj kr maaf kr Rahe hai, ainda himmat bi ki na, to bina dekhe, bina soche Samjhe, ura denge.

Doc, samjhane ka ishara karke Waha se Chala jata hai,

KS to Billu & CC, Tum dono bi jao Yaha se hame Kuch Der ke Liye Akela chod do, inke pass.

Wo dono bahir chale jate hai, Billu ko MS ke Liye imported injections pick karne Jana tha, to CC bi uske Sath Chala jata

Hospital Room

KS, HM ke pass jati hai
KS to HM: dekha Apne, dekha bhabhi! kaise wo doctor Aap Ke baare mei bol Raha tha, aap hame hamesha kehte ho ke Karishma Singh, jazbaat se Kam Liya kare, lekin ye Doctor bhakk! Kehta ke aap…, aap hi batao kaise hum yaha jazbaat se kam le.
KS holds HM's hand,
KS to MS: Hum apko Kuch nhi hone denge, wada karte hai aap par or Anu bhaiya par Jo bi ilzam Lage hai, unse aap dono ko baizat bari karwane ge, wada karte hai, or ye baat to Pura shehar Janta hai ke Karishma Singh Apne wade ki kitni pakki hai,

KS, HM se dair sari batain Karti hai, purane moments yad dilati hai,

KS, HM se dair sari batain Karti hai, purane moments yad dilati hai,

ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।

iss umeed pe ke wo Kuch to ishara dain, lekin aisa Kuch bi nhi hota.

Billu or CC bi injections Le kar a jate hai. KS bi wapis thane Jane lagti hai, wo Waha Billu ko kehti hai ke wo MS ka dhyan rakhe aur kisi bi cheez ki zaroorat ho to hame call kare.

Thana:

KS to SS, report tayar hai, or presentation bi,
SS: G madam!
KS: cabin Mai aye or hame details bataye

PJ, CC se poochti hai ke Kiya Huwa
CC, PJ ko chup ka ishara de kar kehta hai, abhi nahi baad mei bataoga.

Andhar, Cabin me case discuss karte karte, unhe Kafi time lag jata hai, Raat ho jati hai.

Night in House

Enaya Kisi BAAT ko lekar Piyush se naraz hojati hai aur Piyush use manane ki koshish kr Raha hota,KS darwaze se dono ko dekh rahi hoti hai, un dono ko dekh kar, { unki bachpan ki yaadein taza ho jati hai, jab bi KS, ko Anu bhaiya se APNI koi baat manwani Hoti thi wo wo bi aise hi Kiya krti thi, jaise ab enaya kr Rahi or Piyush ki Tarah Anu bhaiya KS ki Zid ke age, har man jate or KS ki baat maan lete.

Ye sab dekhkar, KS ki aankhen bhar aati hai, KS ki aankh se ansoo neeche girne hi Wala hota ke VS ansoo ko APNI hatheli mei Le leta hai, or kehta hai.
VS: Daroga Ji, ye aansoo bohat qeemti hai, itne qeemti hai ke Inka koi mol nahi, to aap in aansuo ko sambhal ke rakhiye, zaya mat hone dijiye.

KS, Apne aansoo pouchti hai, or VS se poochti hai ke unki meeting kesi thi foreign delegation ke sath, VS unhe batate hai ke bohat achi, deal crack kr li hai unho ne.

VS carsees KS face and said: Daroga Ji, abi to apko bohat sari jangain larni hai, or Sirf larna hi nahi, Haq se jeetna bi hai, Jo insaaf ke haqdar hai, unhe insaaf bi dilana hai,
Tab tak ke Liye hum se wada kijiye, no Rona dona,

To tease KS: woh Kiya hai Daroga Ji, aap pe ye aansoo suit nahi karte,

KS hugs VS, and VS hugs back KS.

Next morning in thana

SS to KS: Madam mujhe abhi apne network se clue mila hai, un criminals ke bare mei, jinki ik lead ke liye hame kafi samay se intizar tha.

To be continued

Death can be the reason of reunion जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें