Will Karishma Singh be able to catch Criminals

242 20 9
                                    

Part 4


SS to KS: Madam mujhe abhi apne network se clue mila hai, un criminals ke bare mei, jinki ik lead ke liye hame kafi samay se intizar tha.
KS: to intizar kis baat ka hai chalo abhi, unhe ja kar batate hai ke qanoon ko gumrah karne ka kiya ki kiya saza hai.
SS to KS: G madam! Par
KS: hum samaj gaye, kiya kehna chah rahi ho tum.

SS or KS backup team ke sath chale jate hai uss jagha, jaha unhe criminals ke bare mei clue milta hai.

Thana
Pj to CC: tum kidhar se a rahe ho?
CC: Pushpa G parso raksha bandhan haina, to mai rakhi lene gaya tha.
PJ; kiya parso hai Raksha bandhan?
(un dono ko kuch yaad aata hai raksha bandhan ko le kar, PJ AND CC were in shock)

Outside the office:
VS sees a beautiful bracelet at the shop, he remembers Enays wants the same bracelet, he buys it and goes towards the office.

Location:

SS: Karishma madam wo dekhiye ye wahi car hai jisse track Kiya tha humne
KS: Santu dair kis baat ki hai andhar chalte hai or utha ke late hai, ushe or batate hai ke qanoon ke Sath Mazak Karne ka Kya nuksan hota hai.

KS or SS backup team ke Sath andhar jate hai, Andhar jate hi, Waha ke halat dekh kr unhe PATA lagta hai ke wo log yaha se bag chuke hai, idhar udhar dekhne par unke hath zayada kuch to nahi lagta par, KS ke hath ik ajeeb si cheez lagti hai, jise wo utha leti hai, sab ki nazroo se bacha kar.
(waha koi nahi hota, to backup team wapas chali jati hai, or unke jane ke bad SS)

SS: aise kaise ho sakta hai ke har baar hame un criminals ki Khabar mile or hamare pounchnane se pehle hi wo log yaha se farar ho jaye.

KS guse me apna hath zor se table pe Marti hai or table pe keel pare hote Jo unke hath pe chub jate hai, jis se unke hath se khoon Nikalna shuru ho jata hai, KS's hand is bleeding badly

SS KS ko jeep ki taraf Le jati hai or first-aid box Nikal kar unki dressing kar Rahi Hoti hai.

Jab SS, KS ki dressing kar Rahi Hoti hai, us waqt KS ke subconscious mind unhe unke bachpan ki ik memory, visualize karke dikhata hai, (unhe aisa lag raha hota ke wo sab abhi unke samne ho raha!

{ Memory,
KS or Anu bhaiya kharate kharate khel Rahe hote hai, Waha KS ko chot lag jati hai fight ke Duran, jisse KS rone lag jati hai,
Anu bhaiya, KS ko samjate huwe, behna koi bi khel ho, usko khelne ke zaroorat to shareer ki hoti hai or jeetne ke liye dimag ki, isi liye jab bi aap koi khel khelrahe hoto samne wale ke dimag ko parhana bohat zaroori hai, agar wo ek kadam aage ki sochega to aapko do qadam age ki sochna hai}

KS in mind; dhanyawad bhaiya, hame rasta dikhane ke liye, hum ab us criminal se do kadam aage ki hi sochenge. Or use chit kar denge.

Thana:
KS, SS, PJ, and CC, all are in the cabin

KS: aisa kaise ho sakta hai ke har bar, hum unhe pakarne jaye or farar ho jaye, koi to chakar zaroor hai or Kya, hum Samaj Kyu nahi paa Rahe,

KS APNI ankhain band krke Kuch dehan Laga kr sochne ki koshih kar Rahi Hoti hai ke achanak unhe HM ke words sunai deti hai.

wo bag kr CC ke table ke pass jati hai, ushe achi Tarah se check krti hai or check krne pe Waha unhe spy mic milta hai,

KS, sab ko ishara Karti hai ke wo na bole, then KS neeche ki Tarah ishara krti hai, sab jab neeche dekhte hai to heran hojate hai

KS CC ko ishara Karti hai ke wo pen or pencil laye
PJ ishare se bolti hai Kiya rashan ki list banani hai
KS unke angry baukali look deti hai,
PJ, ishara Karti hai {wo hum aise a Rahe the)
PJ ke sath, SS bi Wohi ishara Karti hai,

CC, KS ko paper or pen deta hai.
KS, CC se pen or paper leti hai aur us par likhthi hai ke, Kiya Kal ya parso koi Aya tha Yaha, jab wo thane me nahi thi

PJ, bolne hi lagti hai ke CC, ishara Karta hai bolna nahi, likhna hai,

PJ likh kr batai hai ke Aya to tha, Kal ik zaeef sa insan Aya tha, magar complain lagaye begair hi Chala gaya,

KS, Gusse me ishare se, jab ajeeb Laga tha to bataya Kyu nahi.

KS, SS, PJ or CC ko store room mei Le kar jati hai,. or Waha unhe plan batati hai, or CC, PJ ke samne hath jor kar kehta hai over acting nahi

night in House,

VS ko aj office mei hi rukna parta hai, as ek din bad raksha bandhan ki chuti hai to, unhe aaj hi sara kam khtm karna hota, take wo workers ko do din ka off de sake.

Enaya or pisyuh ko sulane ke bad KS store room ki taraf jati hai, wo Waha Almirah se picture album nikalti hai or usko Le kar wahi pass couch or beth jati hai,

wo album mei se APNI or AS ki pictures nikalti hai

KS was in room: she was looking at her and AS picture
KS: Anu bhaiya parso rakhshababdhan hai, hum apko Milne aayenge
{KS, AS ki picture se bate karte huwe}
Anu bhiya, hum aapko bahut miss karte hai,
AJ hum bohat qareeb the bhaiya us Raat ke Sach janane me, lekin woh phir farar hogaye
lekin hum, apki Behan apse wada Karti hai, zayada din tak wo Bach nahi payenge

KS remember's unhe Waha location pe ik ajeeb se cheez milti hai, Unho ne bina Kisi ko Batate wo utha li thi,

KS takes it from the pocket, and when it is arranged with other pieces, she is shocked to see it

To be continued

Death can be the reason of reunion Where stories live. Discover now