Anidita ki kahani (part-2)

359 38 1
                                    

Anirudh : par mai tumhe Kahan leke chalon vo gaao wale kahin bhi aa sakte hai..🥺

Bondita : ham meri maa ke paas chalte hai.. fir ap mujhe wahan chodh kar wapas chale jaiyega.

Anirudh : Haan..

Anirudh bondita ko uski maa ke ghar leke jaate hai.. bondita ki maa choti si jhopri me rehte hai..

Bondita aur anirudh car se utarte hai..

Bondita ki maa ke paas pehle hi gaao wale pauch chuke the.. aur unhe jhopri se bandh rakha tha..

Bondita and anirudh shocked 😲..

Bondita : maaaaa🥺😭😭💔..

Anirudh : ye sab kya ho raha hai..

Man 1 : bola tha na Kahan Tak bhagegi akhir aa hi gayi na hamare paas.. ab khudh hamare hawale aaja ya apni maa ko apne akho ke samne jalta dekh aur bhag Jaa..

Sumiti (bondita's  maa): bondita betaa bhag Jaa😭😭 bachale khudh ko🥺😭.. mere barey me maat soch🥺..

Bondita : nahiii maaa😭😭 mai tujhe chodh ke is halat me kaise jaa sakti hoon?🥺

Sumiti : chal jaa betaa😭🥺 tujhe kuch ho gaya to jee kar bhi kya karungi😭 bhag Jaa beta..

Ek admi bondita ki maa ke paas masaal leke badh raha hota hai..

Bondita : ruk jaiyee😭😭..

Anirudh : 🥺😟..

Bondita : ma..mai chalungi ap logo ke sath.. 😭😭 ab to chodh do meri maa ko🥺😭..

Anirudh : tum ye kya bol rahi ho?😟 Tum in logo ke sath chali jaogi? Ye galat hai..

Bondita : maa ke aage kuch galat aur sahi nahi hota.. 😭 agar yahan par apki maa hoti to bhi ap aisa hi bolte?

Anirudh : 🥺 par ye sari pratha hi galat hai..

Bondita : 🥺..

Bondita gaao walo ki taraf jaane lagti hai.. aur piche mudh kar anirudh ko dekh rahi hoti Hai..

Bondita un gaao walo ke paas jaane hi wali hoti hai anirudh uska hath pakad kar apni taraf khich leta hai.

Anirudh: hamara khoon ka koi rishta nahi par insaniyat ka jarur hai.. kuch nahi unhe dunga tumhe 🥺😥..

Bondita : par meri maa🥺😭..

Sumiti : bondita chali Jaa beta.. mai apko to nahi janti par itna jarur samajh gayi ap bhale admi ho.. meri beti ka hamesha khayal rakhiyega.. iski parchai ban kar😭😭.. bondita apna khayal rakhna hamesha beta.. mai nahi par mera pyaar hamesha tere sath rahega 🥺😭❤️.. ab chal jaa beta yahan se..

Sabhi gaao wale jhopri me agg laga dete hai..

Bondita : maaaaaaaa🥺🥺😭😭😭..

Anirudh with tears🥺😭

Anirudh : bondita chaloo.. yahan se😭🥺.. apni maa ke liye.. chalo🥺..

Bondita jaa hi nahi rahi hoti hai..

Bondita cry 😭😭💔.

Bondita : maaa🥺😭..

Anirudh : chalo bondita..

Anirudh bondita ko jabardasti apni car me baithata hai..

Anirudh cry🥺..

Anirudh : Mafh karna 😭😭 tumhari maa ko nahi bacha Paya mai.. par tumhe nahi kuch hone dunga tumhe is kupratha ka shikaar nahi hone dunga🥺😭😭..

Bondita cry😭🥺

Anirudh  and bondita in Roy Chowdhury haweli..

Anirudh : (with tears) chalo 🥺

Anirudh bondita ka hath pakad kar uske sath Roy Chowdhury haweli me aata hai..

Bondita bohot dari hoti hai..

Kaka aate hai.

Kaka : anirudh aagaya tu.. tujhe pata tha na aj Teri mehndi ki rasham thi na😤 saudamini aur ham sab Tera intejaar karte reh gaye par tu kahan thaa😤😤😡😡

Anirudh chup khada hota hai..

Anirudh : bihari is ladki ko mere kamre me leke jaao

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.


Anirudh : bihari is ladki ko mere kamre me leke jaao..

Kaka : par ye ladki hai kon?

Anirudh : 🥺😭

Kaka : aur teri ye halat? Kapde fhate huye hai aur ye tera hath kaise jala hua hai.. 😨 hua kya hai kuch to bata

Anirudh : bihari suna nahi leke jaao is ladki ko kamre me🥺

Bondita anirudh ka hath tightly pakad leti hai..

Bondita : 😭

Anirudh apne ghutno me baithta hai.

Anirudh : 🥺😥 itna bharosa karke yahan tak aagayi ho😔 toda sa aur karo aur bihari ke sath chali jaao😔 nahi aayenge yahan gaao wale yahan tera koi kuch nahi bigad sakta.

Anirudh bondita ko bihari ke sath bhej deta hai.

Kaka : ab tu batayega kon hai vo ladki?

Anirudh said everything

Kaka : dimag sahi hai tera?😡 Tu aise kisi bhi sarak pe raah chalti ladki ko utha laya😡😡

Anirudh : mai ek bacchi ko marne ke liye nahi chodh sakta tha kaka nahi sikar unhe se sakta tha sati jaisi kupratha ka😭😭. Aur ab to uski maa bhi kaka😭 kaise besahara chodh deta usey 😭😭.

Kaka : to us sahare se usey yahan rakhega anirudh vo gaao wale uska piccha karte yahan bhi aa sakte hai.

Anirudh : ye Roy Chowdhury haweli hai nahi aayenge yahan 😭. Ab vo ladki meri jimmedari hai.

Kaka : par kis haqh aur sahare se tu usey yahan rakhega 😡.

Anirudh : nahi pata mujhe kaka🥺😭.

In present 🥺😔.

Anirudh in mind 🥺

Usi sahare ko haqh ka naam Dene ke liye mujhe bondita se shaadi karni padi thi🥺😔.

Anirudh : bondita rest Karo.. mini ko station se lene Jana hai.

Next part..

( Anidita ki shaadi wala part next part me❤️)

Anidita :- Tujhse jo mila hoon❤️🥺Where stories live. Discover now