Mini : vv..vo anirudh mujhe gussa aagaya tha.. to esliye 🥺😟 sorry anirudh🥺😔.
Anirudh : bas karo mini..😡 enough 😖 ab kuch nahi sunonga mai.. aj se ham dono ka rishta khatam 😡😥. Aj se ham dono kabhi nahi milenge 😭😡.
Mini : anirudh 😭😭🥺 meri baat to suno.
Anirudh : ab sunne sunane ko kuch baki nahi hai mini😡.
Mini : 🥺😭anii.
Anirudh : bas karo minii😡.
Anirudh and kaka in rc haweli unke piche piche mini bhi aajati hai.
Mini : 🥺 anirudh suno na meri baat.
Anirudh : maine kaha na minii bas😡.
Anirudh in loudly voice.
Anirudh : ab kuch nahi sunna chata mai miniiiii😡😡😡 nahi samajhhh aa rahi tumhe
Bondita aati hai.
Bondita : pati babu🥺
Anirudh : bondita 😥
Mini : tum mujhe is bondita ki wajhe se na chodh rahe ho anii🥺😡😡. Ab to tumhare paas ye hai tumhe meri kya jarurat hai? Hai naa😡🥺 to ab tumhare paas bondita bhi nahi rahegiii😡.
Anirudh : minii bahar chal ke baat karte hai.
Mini : kyu tab chila rahe the tumhe to baat nahi karni thi?😡
Anirudh : mini bahar baat karte hai.
Kaka : bahu tum andar jaao Pooja ki tayari kar lo😥.
Batuk : kyu dada😁 ab poal khul rahi hai to dar lag raha hai.. pata chalne do bondita ko bhi..
Anirudh : batuk vinti karta hoon tumse chup ho jaao😡😥. Aur mini tum bahar chalo.
Mini : kyuu mai bahar kyu jaaoo😡. Is ghar ki bahu mai banne wali thiii😡 bondita ne tumhe chin liya hai.. badal diya hai tumhe.. tumhara pyaar Mai thii😡 tumne sarey wadey mujhse kiye the 😭😡 aur iski shaadi to batuk ke sath hone wali thi.. tumhe aisa kya is ladki pe taras aaya Jo tumne Issey shaadi kar li 😡.
Bondita shocked 😲.
Mini : jis din tum bondita ko ghar laaye us din 🥺 hamari haldi thi.. aur do din ke baad hamari shaadi 😡😡. Kyu tum aayi hamari jindgi me bondita🥺🥺😡😡 kyuu.. mere pyaar mere anirudh ko mujhse chinn liya.. mera sab kuch tumne barbad kar diya🥺😡 tumhare pati babu mere pati babu hone wale the 😡 anirudh mera hone wala pati tha aur ye haweli mera sasural 😡 tum sach me asubh ho Asubh ho tum 😡 pehle tumne apne pehle pati ko khaya fir yahan mera ghar barbad karne aagayi.. tum to marne walii thii na to kyu nahi mar jaati 😭😭.. tum ek absaguni vidhwa thi jo mera ghar barbad karne mere pyaar ko chinne aagayi😡😭😭.
Bondita shocked 😨.
Anirudh : mini bas karo 🥺😡.
Mini : kyu bas karon anirudh.. isey bhi pata chalne do ki tum mujhse pyaar karte ho mai hoon tumhara pyaar 😡🥺🥺 ye nahi.. aur tum ab bhi mujhse pyaar karte ho😡 issey nahi.. ye to tumhari jindgi me ek bojh hai.. isne tumse bhi tumhari jindgi chin Li.
Bondita cry 😭❤️.
Mini : anirudh aur mere bich ab bhi vo sambandh hai bondita Jo ek hone wale pati patni ke bich hote hai😡 aur tum to khudh ko anirudh ki patni bolti ho na.. hai hi kya tumhare aur anirudh ke bich pati patni jaisa😡 anirudh ne to kya baar mere mathe ki pyaar se chuma bhi hai😡 tumhe kabhi pati ki hasiyaat se chuaa bhi hai ? Kiss karna to dur karib bhi aata hai tumhare? 😡 Karib chodo na tum dono to ek kamre me ek sath bhi nhi rehte ho baki pati patniyo ki tarha😡.
Anirudh slap mini😡.
Anirudh: enough minii😡
Batuk : kya drama chal raha hai😂😂 mera pati mera pyaar😂😂 waise dikhta to mai bhi dada ki hi tarha hoon.. to unme itni ladkiya pagal kaise😂😂 khair chodo kuch der me dada pagal hone wale hai dono sautno ki ladai me.
Bondita : ye sab jhoot haiii😭😭.. mere pati babu aise nahi hai 😭😭.
Batuk : tum apne pati babu se hi kyu nahi puch leti ho bondita sach ya jhoot 😁. Kyu sahi bol raha hoon na kaka.
Kaka : 😡.
Bondita : bataiye na pati babu buri didi jhoot bol rahi hai na?🥺 Ap aise nahi ho na?
Anirudh chup khada hota hai.
Bondita : jawab dijiye na pati babu😭.
Anirudh : Han bondita 😭(cry) mini Sahi bol rahi hai 😭.
Bondita shocked 🥺 and cry..
Bondita apne room me jaati hai.
Anirudh : bondita par baat to suno meri 🥺.
Bondita : 😭.
Few hours later.. mini Jaa chuki thi.
Bondita apne sara saman lekar aati hai.
Anirudh : 🥺bonditaa.. tum ye saman lekar.. nicche ku aayi ho? Apne sara kapde?
Bondita cry 😭😭🥺.
Bondita : mai ye ghar chodh kar jana chati hoon 🥺 pati babu.. kaka sasurji🥺.
Everyone shocked.
Anirudh : bondita 🥺? Ye kya bol rhi ho tum.. tum kahin nahi jaogi. Apne bachpane me ye nadani maat Karo 🥺.
Bondita : apne hi Swabhimaan ke sath jina sikhaya hai🥺 mai yahan nahi reh sakti pati babu..😭.
Kaka : bondita bahu🥺 ye nadani maat Karo beta.. hamara to socho is ghar ka to socho🥺 Sab suna pad jayega tumhare bina😔.
Bondita : par mai nahi reh sakti😭🥺 pati babu ka itna bada sach janke.. dhoka diya hai unhone ne mujhe andhere me rakha hai itne saal🥺😭.
Anirudh : pls bondita 🥺 ye kadam maat uthao😭.
Bondita cry..
Anirudh : tumhe nahi rehna hai na mere sath.. to thik hai 🥺😔 tum ghar chodh kar nahi jaogi 😥 tum London jaogi apni aagey ki padhai karne barrister banne. Hamara sapna pura karne 🥺. Par mai aise tumhe ghar chodh ke nahi Jane dunga..
Bondita cry and hug anirudh ❤️.
Kaka : dugga maa Kare.. jab bahu barrister banke laute inke bich sab thik ho jaaye❤️. Inke rishte me aj jo karwahat aayi hai vo pyaar me badal jaaye❤️.
2 week later..
Anirudh in study room ❤️.
Anirudh : asha karunga bondita🥺😭 tum mujhse bhi badi barrister banke lauto.. aur ye 8 saal kafhi rahe tumhe mujhe Mafh karne ke liye🥺❤️.
Next part..