Anirudh : sorry baba .. kaam tha late ho gaya.
Bondita : aj ravivar hai aj kaisa kaam tha apko.
Anirudh : mera ek dost mil gaya tha vo mujhe Ghar leke chala gaya tha apne.. bachpan ka dost tha😅.. kab samye nikal Gaya baato me pata hi nahi chala.
Bondita : (angry) khana table pe rakha hai khaa lijiyega 😡.
Anirudh : kya hogaya bondu.. sorry na❣️ aur mujhe pata hai abhi tak tumne bhi khana nahi khaya hoga.. isliye aao dono sath me khana khaate hai.
Anirudh bondita ko chair pe baithata hai.
Bondita : nahi khana mujhe khana.
Anirudh : chalo khaao to chup chap🤭.. bhul gayi choti thi to kaise kaan pakad ke khilata tha.. fir se kaan pakdon kya 😠.
Anirudh bondita ke kaan ko jor se pakad lete hai.
Anirudh : khaao ab 🤭.
Bondita : accha thik hai baba khaati hoon.. ab kaan chodiye dard ho Raha 🥺.
Anirudh Bondita ko apne hatho se khilata hai.
Bondita : last time mafh karti hoon.. ye galti dobara na ho😠.
Anirudh : okay jaan ❤️.
Bondita : 🤭.
Next day in morning 🌄.
Bondita apni bindi laga rahi hoti hai..
Anirudh file ko arrange kar raha hota hai.
Bondita : apki wajhe se mujhe bhi uthne me late hogaya ..
Anirudh : bondita ye kya hai? 🤯
Bondita : kya pati babu?
Bondita khudh ko shise me dekhti hai.
Anirudh bondita ke paas aata hai..
Anirudh : tumhari bindi thedi lagi hai 🤭😂.
Bondita : apne to dara hi Diya tha😅.
Anirudh : laao mai thik kar deta hoon .
Anirudh bondita ki Bindi thik karta hai..
Anidita ek dusre ko hi dekh rahe hote hai😳.
Anirudh bondita ke close aa raha hota hai.. aur bondita picche ki taraf jaa rahi hoti hai..
Tabhi piche bondita diwar aajati haiAnirudh : ab kahan jaogi? 😳
Anirudh bondita ko apni taraf khichta hai.