the silence before the storm

91 3 0
                                    

Prerna recieves a call from Aditya.

She answers the call.

Aditya : hi baby milna nahi hain kya?

Prerna : Tum agaye ho kya?

Aditya : ha agaya hu mere office mein wait kar raha hu jaldi aana.

Prerna : okie main abhi aathi hu.

Aditya : chalo tumhara intezar hain.

On the other side.

Akshara on call with moloy basu.

Akshara : uncle Alia meri behen hain vo adopted hain lekin hume nahi patha tha ki voh malini aunty ki beti hain.

Moloy : toh ye suddenly malini ke baare mein kya hua akshu beta?

Akshara : uncle koyi Aditya bol ke bahoth saalon se humare family friends ke saath rehtha hain. Aur uska kehna hain ki malini aunty ka beta hain woh.

Moloy : beta ye bahoth badi baath hain tumhe Papa ko abhi bathana chahiye akshu.

Akshara : uncle isme thodi si bhi idar udar ho gaye toh dil ke saath saath rishte toot sakthe hain.

Moloy : akshu beta tum ek kaam karo Anurag ko mein sab bathatha hu. Voh tumhara madart karega.

Akshara : thank you so much uncle mein aapka help kabhi bhi bhul nahi sakthi.

Moloy : rishthe mein toh tumhari bade Papa jaisa hu aur tum ehsaan bolthi ho beta? Not fair.

Akshara laughs and moloy laughs too.

Akshara : acha uncle abhi jaana hain aapka khayal rakna.

Moloy : tum bhi beta chalo all the best.

And the conversation ends.

She heads towards the dining table.

Everyone settled in their seats.

Akshara : good morning papa good morning maa good morning mamu good morning mami good morning Anita maa good morning rohan bhaiyya good morning pratha bhabhi good morning Anurag.

Everyone wishes each other a good morning.

Prerna while eating :akshu mein office jaa rahi hu kuch kaam hain tum manage kar logi?

Akshara : koyi Baath nahi Anurag araha hain mere saath.

Prakash : akshu beta tumne Malini ka files pucha tha woh tumhari car main hain.

Akshara : thank you so much Papa.

Rishi : akshu ghar jaldi ajana bhai sab arahe hain aur tum nahi rahogi toh Man mein shanthi bhi nahi.

Akshara : ji mamu mein ne strictly kaha hain mein ajaungi.

Prerna : akshu Malini yani adi ke mom?

Prakash is shocked to hear that.

Akshara just gives a calm down gesture to her father.

Akshara : nahi woh papa ke dost hain waise pri uncle kab aarahe hain?

Prerna : kal arahe hain akshu.

Akshara : acha chalo Sham ko milthe hain.

Everyone nods and Anurag accompanied her.

Anurag while driving the car. Akshara was checking the files.

Akshara : isme toh clear hain ki malini aunty ko beti thi lekin beta nahi .

Anurag : toh Abhimanyu ka dost Aditya kaun hain?

Akshara : kya wo call mein dhamki dene wala aur Aditya connected hain by any chance?

You've reached the end of published parts.

⏰ Last updated: Dec 24, 2022 ⏰

Add this story to your Library to get notified about new parts!

Sign Of Destiny Where stories live. Discover now