engagement?

51 2 2
                                    

Hi guys

Akshara : ye na koyi game hain,  naa hi koyi clue rakha hain.

Abhimanyu : lekin nazara kitna pyaara hain yaha  .

Ajay : sahi kaha bhaiyya.

Akshara holds her phone : ithna hi pyaara hain toh smile bhi Kardo

Abhimanyu smiles half

😶 something like not a smile.

Akshara : smile karne ko tax dethe ho kya? Eee 😁 ye dekho aise karthe hain smile.

Abhimanyu : I am smiling tum photo lelo.

Akshara : ek dum wahi kadwi smile bilkul methi dane ki tarah.

Abhimanyu stares angrily for a second and starts laughing.

Abhimanyu while laugh : ajayy aaj tak kisine kaha hain kya aisa?
Mein methi dana nahi tum methi ho.

Akshara takes the moment to capture his pictures.

Ajay: wah akshara Aaj patha chala bhai bhi hasthe hain.

Akshara assures him a smile.

Ajay : waise hain toh bohoth pyaari jagah.

Akshara : pyaar?

Abhimanyu looks at her with shock  .

On the other side

Chats,

Disha : waise Sam ko apne hone wale pathi ke saath hona chahiyein tha.

AD ♡: arey janeman hum kisike baap se nahi darthe hain!

Disha: haa lekin ye meri maa hain na!

They both share a glance and burst into laughter.

Samyuktha : pagla gaye ho kya dono?

Disha and adi nodded a no.

Samyuktha gestures a "I am watching " expression.

And they start walking

Disha finds a leaf on the ground and picks it up to see if it's a part of clue.

Leaf : dil mein jo rang hain
            Akhon mein nam hain

Aditya : blood Ho saktha hain.

Samyuktha : nahi blood hoga tera dimag.

Disha stares at both of them and : pyaar guys?

Samyuktha: Kisse pyaar?

Back to akshara

Akshara : nature is the clue guys yaani pyaar

Ajay : kya matlab hain akshara

Akshara : arey woh jagah jahan doh pyaar karne wale milthe thein bohoth purani kahani hain.

Abhimanyu : chalo wahi dekthe hain.

Ajay : waise tumhe patha kaise chala akshara?

Akshara : tumhare bhai ne jo pyaar pyaar chanting laga ke rakha tha!

Abhimanyu while walking : toh tumhare liye pyaar ka matlab kya hain?

Akshara : mere liye pyaar yaani sangeeth hain yaa phir lelo Man ki jo meeth hain mere liye woh sangeeth hain.

Ajay : kya ye wahi jagah hain??

Disha: ha yahi hain

Akshara : mujhe patha tha tu crack kar legi!  Waise tere clue kya tha?

Sign Of Destiny Tempat cerita menjadi hidup. Temukan sekarang