Anuseena Reunion

1.1K 98 71
                                    

Anubhav reached at terrace as Ammi told him that Haseena is upon the Terrace.

He found Haseena standing near the railing with a disappointed heart

Anubhav started taking slow steps towards her Haseena he remembered Abhinav's words

"dekha re maine bohot taras rahi hai vo tere pyaar keliye...ab ja maaf kar usse"

He moved forward with cat steps

Haseena turned and was surprised to see Anubhav their
She smiled

Haseena: Anubhav!!

Anubhav looked into her eyes and suddenly remembered the gun shot incident.

He started taking his legs behind, his eyes became moist and depicted  anger

He turned around to leave but stopped as he found Abhinav

Abhinav: mai treatment nahi karayega ...bol deta hai

Anubhav rolled his eyes and Huffed

Anubhav turned around and looked at Haseena

Anubhav: hum se ye Nahi hoga

Abhinav: toh mere se treatment nahi hoga

Anubhav: Abhi kuch baate Dabav dalne se nahi sulajhaiee jati... Jo tu chahta hai vo nahi ho sakta

Anubhav started moving but

Haseena: Jane do Abhinav... Shayad Anubhav ne hume na maaf karne ka maan bana liya

Anubhav: haa bana liya hai... kyu kya pata...kal ko apka punha hum se vishwas uth Jaye aur punha ap humpe goli chala de ... Kshati goli hum par chalne ki nahi hogi Haseena Mallik parantu kshati punha humare hirday par hogi jo ab punha dhadkna chahta hai Apni Maa , Apne Bhai atha apni ek matra sakhi ke liye

Haseena: Aur Karishma Singh? Unka kya Anubhav?

Anubhav turned with a Painful smile

Anubhav: unka? Unka kuch nahi Miss Mallik ... Unke liye ap hai na!! Ap pariyapt hai... Kyu ki vaise bhi unhe apne Bhai ki baato par utna vishwas nahi hai jitna ki apni Maddam Sir ki bato par hai

Haseena: aur Nayab? Vo bhi toh aisi hai...hum se zyada apko manti ,apke itne kareeb, ap...

Anubhav: (shouted) Haa parantu bina Purna baat jane humare kehene par vo ap par Goli nahi chalaye gi... Vo mamle ki jad tak pehele jayegi phir koi nirnay legi

Haseena became quite and all entered after hearing the loud roar of Anubhav

Anubhav: farak hai Haseena Mallik... Vishwas karne mein aur vishwas nahi karne mein , Humari Sakhi ye kabhi bhi nahi bhulegi ki ap uski behen hai aur humse zyada samay usne ap ke saath vyateet kiya hai , Jab ki Karishma Singh ko ye bhulane mein 1 kshan bhi nahi laga ... Farak hai

Karishma lowered her eyes

Anubhav: jab bhi...jabhi prayatn karte hai vo sari baton ko bhulne ka , un baaton mein aur dhaste chale jate hai Haseena Mallik

Nayab: Anubhav... Bas kijiye na...bohot hua ye ruthna manana ... Ab maaf kar dijiye Appi aur Karishma Appi ko

Anubhav wiped his tears

𝐊𝐲𝐮 𝐤𝐢 - 𝐓𝐮 𝐃𝐡𝐚𝐝𝐤𝐚𝐧 𝐌𝐚𝐢 𝐃𝐢𝐥 ♡♡Where stories live. Discover now