Uff ye Riwazon ki duriya

572 71 101
                                    

Next morning

Anubhav: Pitashree!! Ye kya kar rahe hai aap?

Abhinav: Pita ji? Ye sab kya hai?

Nayab: uncle ap ye Anubhav ke haath mein Hatkadi kyu baandh rahe hai?

Viyom: are sirf Bhaiya ke haathon mein nai hai...Chacha ji ke haathon se bhaiya ke haaton par bandhi hai Hatkadi.

Adarsh: haa...Taki ANUBHAV kisi bhi Paristhiti mein Haseena se bhet na kar sake.

Anubhav looked at his father with full of Shock.
While all Giggled behind Hands.

Adarsh : Rasme Hai Putra Karni padegi. Aj Sampurna diwas tum humare saath rahoge

Maa: kya aap bhi... Bacchon ke saath Bacche ban jate hai.

Adarsh: Riwaz hai Priye...Nibhane padege.

Abhinav: Sahi hai Pita Ji...Lage Rahiye.

Anubhav: Abhi tujhe toh hum batate hai.

Anubhav moved towards Abhi but was taken back by a heavy pull.

Adarsh: Aaj tum humse dur na he jao putra.

Anubhav: Parantu Pita Ji Abhi...

Adarsh: uske bhi vivah mein Hum usse Hatkadi pehenayege

Abhinav: Kamal hai Pitashree!! Hatkadi Na huee Rasam hogaiee jo aap sabko pehena rahe hai

Maa : Teeno Baap bete Na haad Karte ho kabhi kabhi.

AnuAbhi: humne kya Kiya?

Maa quietly left from their and slowly slowly all.

Here Haseena was with her Ammi who has been keeping her busy in the work of Kitchen from morning.

Nayab entered the kitchen.

Nayab: khala ye kya? Ap dulhan Ko ussi ki Mehendi ke din kaam Kara Rahi hai?

Ammi: haa kam se kam ye Kamo mein lagi rahegi toh Anu se nahi mil payegi.

Nayab: (pov) Ye Bade toh aj Solid Rukawat mein Khed bane huee hai.

Nayab looked at Haseena who was staring at her with puppy face.

Nayab: Khala Appi ko jane dijiye na...hum hai na, hum  madat karte hai, Appi ko inke Kamre mein jane dijiye. Vo kya hai na agar Thak gaiee toh Sham ko function mein neend ayegi...

Ammi: par Anu!!

Nayab: vo toh vaise bhi appi ke paas nahi jaa sakenge kyu ki uncle in unhe Hatkadi mein jo bandh rakha hai.

Haseena: kya?

Ammi: Sahi kiya, Shadi Tak tum dono dur he raho ek dusre se.
Aur Haldi ki rasam ke baad toh shakal bhi dekhna mana hai

Haseena made a sad face.

Nayab: Appi aap jaiye...hum hai na, Hum sambhal lenge.

Haseena left from the kitchen and was on the way to her room but stopped as she found Anubhav and Pitashree standing.

Pitashree was talking to someone on his phone and Anubhav was standing their with an irritated face.

Haseena laughed silently for the scenario before her eyes.

Anubhav's eyes went on her and they started gesturing eachother.

Gestured talks :

Anubhav: kya hai?

Haseena: apko Hathkadiyon mein dekh kar bohot accha lag raha hai.

Anubhav glared at her for a moment.

𝐊𝐲𝐮 𝐤𝐢 - 𝐓𝐮 𝐃𝐡𝐚𝐝𝐤𝐚𝐧 𝐌𝐚𝐢 𝐃𝐢𝐥 ♡♡Where stories live. Discover now