Part 24

296 20 2
                                    

Aniruddh: agar tumne mere saaliyo ko pareshaan kiya ya unke sath cheed khani ki toh tum dono ki toh shamat aagayegi samjhe
Som and batuk (who were trying free themselves from Aniruddh's catch):ji ji dada hum aesa kuch bhi nahi karenge ab please Hume chodejiya
Aniruddh left them and all three of them started laughing and talked all night

Whereas on the other side also it was some what the same. Three of the siaters were busy in their dream world three of them were walking to their room and thinking about the boys three of them bump into each other
Siya: ouch
Isha:ouch
Mansi ouch
All of them together: dekhakar nahi chal sukhti
All of them together: mere peeche peeche mat bolo
Siya: ok stop Kya yaar tum dono dekh kar nahi chal sukhti saar duk raha hai ab mera
Isha: yeh baat toh main tujhe bhi bool sukhti hoon kiske baare mein soch kar chal rahi thi huh?
Mansi: yeh baat toh main bhi pooch sukhti hoon
Siya , Isha and Mansi: woh main Aniruddh, somnath, batuk ke baare mein soch rahi thi
Siya: Isha tu Somnath ji ke baare mein kyun soch rahi thi aur tu maan batuk ke baare mein kyun soch rahi thi
Isha and Mansi: yeh baat toh hum bhi pooch sukhte hai ki tu Aniruddh ji ke baare mein kyun soch rahi thi ?
Siya: sawal pehle main ne pooch toh jawab bhi tum doge pehle
Isha: thik hai
Maan : thik par tujhe bhi boolna hoga ki tu kyun Aniruddh ji ke baare mein soch rahi thi
Isha: haan
Siya : okay fine
They all told everything to each other
Siya: toh kya hai tum dono ka jawab
Isha: mujhe lagata hai ki mujhe dosti kar leni chahiye
Mansi mujhe bhi aesa hi lagata hai tu bool Siya tera kya fisaala hai Aniruddh ji ke dosti ke baare mein
Siya: umm paata nahi
Isha: paata nahi kya mujhe toh lagata hai ki tujhe haan kar deni chahiye
Mansi :haan mujhe bhi aesa hi lagat  dekh kar de haan . Aniruddh ji bahut aache insaan hai
Isha: haan
Siya : thik hai tum dono kahe rahe hoo toh shayad kar leni chahiye
Isha: waise tu kya sach mein Aniruddh ji ka peecha kar rahi hai mera matlab hai ki aaj tak log tere peeche aate thee aaj toh kisi ladke ka peecha kar rahi haan toh toda ajeeb lag raha hai ( teasing siya)
Siya: Isha meri pyaari behen tujhe nahi lagata ki aaj kal tu kuch zayada hi bool rahi hai .aur haan tu toh zayada bool maat tu jis tarah Somnath ji ke baare mein bolte waqt kitna blush kar rahi thi yaad hai ya yaad delaoon
Isha unknowingly blushes which Mansi saw and started to tease her
Mansi: dekh Siya blush kar rahi hai Isha dekh uska naam hi usse kitna affect karta hai
Isha: aye zyaada maat bool batuk ko
Siya: arrey ab kya ladne lagoge shant ho gao waise Isha woh dekh Somnath ji
Isha: kya kaha hai
Siya and Mansi starts laughing Isha got angry and started hitting them with pillows three of them started to have a pillow fight and finally they were exhausted and slept in me bed
Next morning
Battacharya's were getting ready to go the RC mansion after having their breakfast . Siya was unknowingly feeling special so as Isha and Mansi inside that was making them happy and excited Siya wore a black and White striped skirt with a black top and white scarf with a watch and two very different types of bracelet in her hand she had put a kajal , Isha was wearing a kurti with  beautiful pair of earrings with bangles in her hand . Mansi was wearing a red colored salwar kameez with bindi bangles and watch in her hand





Three of them were looking just beautiful actually trio goddesses . They went the RC mansion they were welcomed grandly aniruddh , Somnath and batuk couldn't take their eyes out of them . They came inside the elders started to talk whereas the younger people were just standing there Trilochan kaka saw them and thought of something
Trilochan kaka: arrey bachoo jao jake baat karo aur tum theeno ghar dekho
Aniruddh and his brothers: ji kaka
Aniruddh to siya : chale
Siya : haan
Aniruddh: toh yeh hai humara hall chalo yeh hai humara mandir yeh...
Siya: (looking at the mandir): kaka ka sab se priy jagah hai ghar main
Aniruddh: par yeh tumhe kaise paata ?
Siya : (looking at the mandir) paata nahi .
Siya started to walk around the temple she touched the walls of it she suddenly started to get flashes before her eyes . Aniruddh who was standing behind her was scared that this could risk her life
Aniruddh : chalo Siya chalte hai
Siya: ek min
She trying to figure out what was these flashes . It started get horrifying by blood and blurred faces she couldn't get any thing and at that moment she had a name bondita she opened her eyes in a jerk and stepped back Aniruddh seeing this came up to her and stood in front of her . She was scared about what she had seen she hugged Aniruddh
Siya: mujhe aise sapne kyun aate hai . Itne ajeeb itne daravane
Aniruddh: Siya Siya shant ho gao everything is fine kuch nahi hoga main hoon na
Keeping his hand on her head and consoling her . They broke the hug
Aniruddh : tumne kya dekha
Siya : kya hum beet ke baat kar sukhte hai
Aniruddh: haan chalo terrace pe
They went to the terrace he made her sit in the swing he also sat beside him
Siya: aapko lage ga ki main pagal but I swear mujhe ajeeb sapne aate hai bhagwan jaane kyun  main jab choti thi yani kuch 12-13 saal ki aur tabse mujhe ye ajeeb sapne aate hai . Kiska maarna , ek ghar , khoon , aur kuch chehre par sab kuch blurred aur kuch Dino ek naam sunai de raha hai sapno mein .
Aniruddh: kesa  naam ?
Siya :bondita  , kiska hai yeh toh nahi paata par jab bhi sunti hoon toh ek ajeeb sa nata lagata hai usse naam se aur peheli baar jab main ne yeh naam suna tha sapne. Mein toh reflex mein main ne pati babu bola . Aapko laga raha hoga na ki main pagal hoo .
Aniruddh: nahi Siya bilkul bahi nahi  I  believe you siya . Waise yeh ladai karna bhi tumhara koi bachpan ka problem toh nahi hai na
Siya: kya ! Mujhe aur ladne ki bimaari aap ka dimaag toh karab nahi hai na
Aniruddh :sach kaha hai main ne tum dekho abhi bhi mujhse ladai kar rahi hoo
Siya:argh aapse toh baat hi karna bekaar hai
In that time Mansi, Isha, batuk, Somnath also comes there sees both fighting
Isha: hey bhagwan not again (looking at somnath)
Mansi : chalo warna yeh ek dusre ko maar denge (looking at batuk)
Isha and Mansi handled siya whereas Somnath and batuk handled Aniruddh. Somnath and batuk took Aniruddh to his study
Somnath: kya dada kyun laad raho boudi se ?
Batuk : pyaar bhi karte hoo aur ladaai bhi karte hoo
Aniruddh:pyaar karta hoon isliye ladai kar raha tha
Som: kya matlab
Aniruddh told everything thing to somnath and batuk he did not turn his face maybe he wanted to hide his tears within him .
Aniruddh: main nahi chahata ki woh apni dimaag mein zor dale mai usko phir apni zindagi khatre mein nahi dalna chahata.
Som: par dada agar boudi ko sab kuch yaad nahi aaega toh woh apni asli pehechan kaise gane gi
Batuk : aur dada woh kahi apse dur hogi toh
Aniruddh: mujhe farak nahi paadta woh zinda hai aur yehi mere liye kafi hai chahiye woh mujhse dur ho ya pass woh zinda aur salamat rahe mere liye woh kafi hai ( said turning his face towards somnath and batuk )
He saw Isha and Mansi standing there they had listened everything
Aniruddh: Isha , Mansi
Shocking for somnath and batuk they turned their face to Isha and Mansi . Isha, Mansi were expression less. Aniruddh decided to explain everything to them
Aniruddh: dekho main tum dono ko sab samajh sukhta hoon ek baar meri baat sunlo please
Isha: jo suna tha aur kehna tha uska waqt beet chuka hai Aniruddh ji
Mansi: Hume jo samjhana tha na samjh liye so let it
Somnath: Isha please ek baar dad...
Isha : no somnath
Batuk: Mansi tum tho sunlo ek baar
Mansi: just stay out of it batuk please
Aniruddh now had tears in his eyes
Isha and Mansi looked at each other and said
Hume humare jiju se toh millne do
Som: jiju?(confused)
Isha: arrey humare ghar mein behen ke paati ko behen ki behene jiju kehte hai
Batuk: matlab aap dono inse  naraz nahi hai
Mansi: hum naraaz kyun honge Hume itna acha aur handsome jiju Mille hai jo humari behen se itna pyaar karti hai toh hum naraaz nahi kush honge nai
Aniruddh : thank you
Isha: arrey thank you kyun bool rahe hai aap agar meri behen ko pareshaan ki toh main usse wapas ke aaoongi so don't thank me warna baad mein pataoge . Par filhal usse ghadhi ko sab yeh aad dehlana hai !
Aniruddh laughed
Mansi: woh ullu sab bhul ke beeti hain aur woh aapne bachelor life enjoy kar rahi hain aur yahaan aap log tension le rahe ho not done
Som: toh kya tum dono humari madad karoge
Isha: ab aapne shrir mein tattoo bankar samajhna pade ga kya?
Mansi: karenge akhir baat sache pyaar ke jo hai
In between Trilochan kaka called them to join the they all went to the dining table
Somnath went and  sat with Isha and batuk with mansi  Siya with Aniruddh
Siya was seriously mad at Aniruddh  she just didn't want to talk to Aniruddh but Aniruddh not leaving any chance to make her happy and forgive him but siya was also very angry whereas on the other side somnath wanted his answer for his friendship request so as batuk wanted his answer
Som: Isha tum ne kaha tha ki aaj tum mere sawal ka jawab dogi
Isha : kaun-sa sawal (acting innocent)
Som: tum itni bhi bhooli nahi ki tumhe samjhana pade ki kaun-sa  sawal ka jawab dena hai
Isha: okay okay agar main na kahoon toh
Som:toh hum dost nahi rehenge main tum pe force nahi karoonga it's your choice
Tumhe pura Haq hai aapne doston ko chuna.
Isha looked at him and smiled there was a silence between them for a while
Isha : haan
Som: kya
Isha : tumhare sawal ka jawab haan hai .
Som : what are you serious
Isha: yes  toh MR Somnath  Roy Chaodhury mujhse dosti karoge
Som: yes of course miss Isha Bhattacharya  I will
On the other side
Batuk : mera jawab ka kya hua
Mansi: kyun stress mein hoo
Batuk : mujhe itni stress exams mein hota tha jitna ab ho raha hai please baata do warna main stress se hi maar jaoongi
Mansi :thik main tumhara postmortem kar dungi
Batuk :kya?
Mansi: mazak kar rahi par mujhe koi do wajah de do main tumhe apna jawab bol dungi
Batuk : par ......
Mansi: wajah do jawab lo
Batuk: dosti ka koi wajah toh na haan par insaan ki soch uski dosti par zaroor azzar padta hai . Aur tumhari soch bahut acha isliye haan yeh zaroor hoo sukhta hai ki tumhe mera soch pasand na aya hoo
Mansi:mujhe tumhari soch bahut achi hai aur isliye tumhara inaam hai humari dosti sambhal ke rakhta hai
Batuk : sachi !
Mansi : haan sachi
All four were happy except siya she was still angry with Aniruddh. But Aniruddh decided to convince her afterwards but now he was taking the experience of siya no his bondita's  cute anger even if she angry she somewhere knew that he will will convince her .

I hope you will like , please do vote and at last  I hope you all are fine and if any questions , problem please do put it in the comments.

Love and peace ✌️
Saira

Barrister babu-get ready to fight Where stories live. Discover now