Part 28

105 4 0
                                    

Next morning
Siya came to the office she thought she will ask her questions over there only even though her parents tried to stop both they couldn't stop her today. She tried to go to aniruddh's cabin but every time he ignored it . She tried numerous time to talk to Aniruddh but every time he came with an excuse. This happened for days after 4 days siya was done with this hide and seek her patience was coming to an end . She wanted her answer not only she couldn't bear his ignorance towards her . After the office Aniruddh was the last person to come out as he thought siya had left because he didn't want to face siya in any cause because he knew that he will become weak in front siya . He left the office and saw siya standing in front of him  . Aniruddh ignored her and tried to walk away from her but that couldn't happen siya caught him from his hand
Siya: aaj nahi not today Aniruddh kyun bhagh rahe hoo aap mujhse
Aniruddh: kaun bhagh raha hai koi bhi toh nahi ( without an eye contact)
Siya: acha toh idhara-udhar kya dekh rahe hoo meri taraf dekho
Aniruddh: jaane do mujhe mera hath chodo
Siya: nahi mujhe meri baat puri karni hai
Aniruddh mujhe tumse koi baat nahi karni
Siya: kyun ? Ignore aap kar rahe ho  toh gussa mujhe hoon chahiye aap kyun hoo rahe hoo
Aniruddh: chodo mujhe
He freed himself and rushed towards the car and left And left siya over there alone even thought he didn't want leave her alone but he was helpless.
Siya: itni jaldi toh peecha nahi chodoongi MR Chaodhury jab tak aap mujhe dekhenge nahi mujhe mere sawalon ka jawab nahi millega tab tak main aap ko peecha nahi chodoongi ab aap dekhenge ki Siya Bhattacharya kitni ziddi hai
Aniruddh reached the mansion he was feeling too tried so decided to get a shower and freshen up so he went the bathroom. Siya came to the house she saw batuk , somnath , Trilochan kaka and Binoy in the living room
Siya: batuk tum ne Aniruddh ko dekha
Somnath was confused what to say he looked at kaka . Kaka nodded his head in a yes
Somnath: woh upar kamere mein honge woh usse
Siya: upar wala kamra right side mein paata hai som dada
Somnath was shocked listen this especially when she called him som dada . He felt his boudi calling him after ages the same condition was with others
Batuk: aap ko kaise paata ki woh kamara upar right side mein hai
Siya: in sab sawalon ka jawab lene hi toh aai hoon main
She ran towards the room . She opened the room where she saw her childhood photograph in every wall of the room she was shocked to see this not only because they had her photograph every where in the room but also because she saw herself wearing sindoor and sari in shock she stepped back when a ink  bottle fell on her clothes she saw this and went to the washroom to clean in . Aniruddh had forgotten to lock the door he was in his pants and siya was cleaning her clothes their were facing the opposite direction of each other but as soon as Aniruddh heard the  voice of the water he turned back and saw a girl
Aniruddh: kaun hoo tum ?
Listening this voice siya was also shocked she turned back and saw Aniruddh
Aniruddh and siya : tum yahaan kya kar rahi hoo
Aniruddh and siya: niklo yahaan se
Aniruddh and siya: main kyun nikaloon tum jao
Suddenly siya realized that Aniruddh was shirtless and was only in his pant  she immediately closed her eyes while Aniruddh covered his chest with his hands and looked for a shirt
Siya: oh god 5 saal ke bache hai Kya aap ? kapade ke bina kya kar rahe thee
Aniruddh: mujara kar raha tha dekh nahi de raha  nahaa raha tha ( said while wearing shirt and as soon as he was done wearing the shirt )
Ab peeche mudogi shirt pehen liye hai .
Siya turned behind and takes a breath of relief
Siya: ab mujhe baato ki mujhe ignore kyun kar rahe hoo ?
Aniruddh: kaun kar raha hai ignore koi bhi toh nahi aur bhul mat tum aapne boss baat kar rahi hoo
Siya: Aniruddh eye contact ! Aur yeh jao  boss ka mask pehenakar rakha hai na utta ke phenk do warna mai hi noch kar phenk dongi.
Aniruddh: mask kaisa mask main kyun aapne chehara par mask lagaanoon ga
Siya: kyunki tumhe sachai nahi bataani main kaun hoon Aniruddh . Meri pehachan kya hai kya lagati hoon main aapki , jab bhi aap meri aaspaas hote hai toh mujhe kisi baat se koi dar nahi lagata.
Aniruddh : main tumhe nahi jaanta main toh tumse abhi abhi milla hoon
Siya: phirse jhooth Aniruddh mujhe ek baat bataao ki agar tum mujhse abhi abhi Mille hoo toh meri bachpan ki tasveer kya kar rahi hai aapke kamre main aur jaha tak mujhe yaad hai main toh shadishuda nahi hoon phir main usse sari tasveer main sindoor aur sari pehenakar kya kar rahi thi . Ab chup kyun hoo bolo
Aniruddh: mujhe tumse baat hi nahi karni hai
And goes towards the door but Siya holds him by hand
Siya: kab tak bhagoge aniruddh. Just face it god dam it .
Aniruddh: chodo mera hath just leave. Main ek ..........
Siya: ek shadishuda mard hoon yehi na .
Aniruddh: yeh baat tumhe kaise paata . Main ne toh kabhi nahi bataaya tumhe .
Siya: aur usse ladki ka naam bondita hai am I right ? Jo naam mere sapne mein aata hai wahi naam aapki biwi ki hai toh natha toh hoga hi na . Aur rahi baat mujhe yeh sab kaise paata chal toh suno yeh sab mujhe tumhare pyaare gaon walo ne bataya aur kuch jaana hai aur ab toh mere sare sawal ka jawab aap hi doge
Aniruddh jerks off her hand and went towards the door he was trying to open it but door was jammed Aniruddh couldn't  open it
Aniruddh : yeh door ko kya ho gaya ab
Siya: shayad aaj bhagwaan bhi chate hai ki aap mere sawalon ka aaj jawaab de hi de
Aniruddh : aur tumhe tumhara sawalon ka jawaab nahi milega and that's final chahiye kuch bhi ho
Siya: thik hai yehi raho raat bahar phir kal shubhe koi aayega toh kya soche ga , meri toh charit par hi sawal uthaae ga ( said in a dramatic tone )
Aniruddh was trying hard to open the door  but was unsuccessful in it .
Siya : main chahoon toh yeh darwaza do second khol doon par .
Aniruddh: par kya
Siya: mujhe mere sawalon ko jawaab chahiye
Aniruddh: yaar kya hai tum ladkiyon ki sui ek hi jagah kyun atki rahti hai
Siya: mujhe kuch nahi suna jawaab do inaam lo
Aniruddh: ok ek kam karte hai hum jaise hi bahar jaayenge main tumhara sawalon ka jawab de donga I promise
Siya: promise aur agar promise toda toh dekh lena
Aniruddh: ok ab kholo
Siya went and took out a hair pin and after few seconds the door opened . Both got out Aniruddh was running out of the room . But siya stood in front of Aniruddh preventing him from running and suddenly was there was a car's horn . Aniruddh heard it and went towards the window siya also followed him there was a man and lady coming out of the car when Aniruddh saw them he was shocked . It was Sudamini and Greenwood siya seeing Sudamini started getting flashes before her eyes but this time everything was crystal clear before her eyes yes she was getting her memory back  but before she could say anything she fell unconscious Aniruddh caught her by waist . He made siya lay down in the bed he sprinkled a few drops of water she slowly her eyes she had now  regained her memory and now woke up as bondita his bondita. She saw him sitting in front of her she got up and immediately hugged him making him confused
Bondita: pati babu ! .

Finally ! Bondita remembers ! Now what will happen  to this story ! To find out continue to read . Til then
Love and peace ✌️
Saira .

Barrister babu-get ready to fight Where stories live. Discover now