•____________________________________________________•
If you want then play ' chalte chalte' song
____________________________________________________
• •( Abhi sab log college Mai hai, lekin yn alag aayi thi. Saniya aur yn abhi baate karte karte ja rahe thee. Tahaan bhi yn ko har 2 minute Mai dekh raha tha apne gang ke saath apne gadiyo par baithe hue, ki ek ladki {can say bitch} yn aur saniya ke taraf aati hai apne 5-6 minions ke saath. Tahaan usee dekh kar suspicious feel karta hai kyuki voh ladki tahaan ki fangirl hai.)
Btw yn's dress
Astha(ladki): oye hoye hamare college Mai ek married woman. Interesting.
Saniya: matlab kya hai be tera.
Astha: ofho! Tum log dumbs ho aur dumbs hi rahonge.
Saniya: jyada chapd chapd mat kar.
Astha: chup kar tujhse baat hi nahi kar rahi hu mai. Btw Tera husband kaisa hai? Let me guess ek no. ka sanskari aur nerd right
Saniya:(smirk) tujhe janna hai
Astha: ofcourse!
Saniya toh--
(Saniya batane wali hoti hai par yn uska haath pakadti hai saniya ko apne nazaro se baatati hai voh kuch bhi na bole)
Yn: aapko Jo samjhna hai samjh lijiye, hume koi farak nahi padta,
Astha: kyu sharam aati hai apne pati ko reveal karte hue
Saniya: Abey jab tujhe pata chalega n toh tu jal kar rakh ho jayengi
Astha: (scoff) Aisa konsa superstar mil gaya iss behenji ko
Saniya: superstar (scoff), usse bhi jyada handsome, usse bhi jyada rich, usse bhi jyada dashing. In short he is hot as fire!
Astha:(roll her eyes) kuch bhi ho mere tahaan se jyada perfect nahi ho sakta
(Saniya hasti hai aur yn bhi smile karti hai.)
Saniya: (laughing) ha ha tere tahaan se jyada perfect nahi hai, tu sapne dekhti reh apne tahaan ke
Astha: whatever!
(Astha aur uske minions waha se chale jaate hai.)
Saniya: (laughing) uska tahaan!
Yn: aap jara tahaan ji ko uss ladki ka bolna band kare
Saniya: kyu? Oh I see jelouse,
Yn:(avoiding eye contact) hu-hum jelouse nahi hai
Saniya: sach mai,
Yn: hum sach keh rahe hai,
Saniya: thik hai toh tujhe kya problem hai?
Yn: aree yaar (pout)
YOU ARE READING
"𝐘𝐨𝐮 𝐀𝐫𝐞 𝐌𝐢𝐧𝐞"
Fanfiction"Tum yaha?" Her friend ask "Shadi Mai dulha nahi aayenga toh shadi kaise hongi" he said ______________________________________________________ "Oh hello miss 1960s, mai tumhe janta bhi nahi aur tum kehti ho ki mai tumhara husband hu..." He said but...