Episode 34 - ' What's this feeling '

751 36 6
                                    

Aayushi: abh kya karengi tu??

Rất tiếc! Hình ảnh này không tuân theo hướng dẫn nội dung. Để tiếp tục đăng tải, vui lòng xóa hoặc tải lên một hình ảnh khác.

Aayushi: abh kya karengi tu??

Yn: hume bhi nahi samajh raha

Aayushi: kya tu waha aise hi chali jayengi

Yn: nahi nahi, kabhi nahi. Mai phir se waha yn bankar nahi jana chahti

Aayushi: kya kaha toone....wow yn mujhe bohot acha idea mil gaya...you are the great.....pata hai tumne hi idea de diya.

Yn: kya idea mil gaya aapko

Aayushi: (khusurphusur 😁🤭)

Yn: perfect, hum waha jayenge bhi aur dikhenge bhi nahi, wow!

Meanwhile

At Tahaan's room

(Tahaan apne laptop pai kaam kar raha tha kyuki aahana abhi soyi hui thi, toh uske paas time tha

Rất tiếc! Hình ảnh này không tuân theo hướng dẫn nội dung. Để tiếp tục đăng tải, vui lòng xóa hoặc tải lên một hình ảnh khác.

(Tahaan apne laptop pai kaam kar raha tha kyuki aahana abhi soyi hui thi, toh uske paas time tha. Par na jane kyu uska Mann bilkul bhi nahi lag raha tha, usko alag si bechaini feel ho rahi thi. Tabhi Jayaan uske room mai aata hai, tahaan uski taraf dekhta hai)

Tahaan: toh finally tumhe yaad aa gaya ki tumhara ek Bhai bhi hai, haina mr dulhe...

Jayaan: Haan dulhe ko hi yaha aana pada kyuki unke bade bhai toh bohot jyada busy hai ki dulhe ko badhai bhi Dene nahi aaye

Tahaan: abh kya tujhe chipakar din bhar tujhe congratulations karta rahu

Jayaan: ha ha (rolls eyes)

Tahaan: bata kaise aana hua

Jayaan: (sigh) tu toh janta hai n ki abhi meri shadi hone wali hai, par you know what mai n yn ki bohot Miss kar raha hu, kash woh hoti yaha, toh kitna achha hota. Sab aur bhi accha hota

(Tahaan Jayaan ki baate sunkar sad, guilty ho jata hai, aur Jayaan bhi notice karta hai)

Jayaan: par mujhe pata hai ki tu yn ko jald hi yaha le aayenga, aur tab hum ek sweet family bankar rahenge

??: Bilkul sahi, mai bhi ussi din ka intezar kar rahi hu

Tahaan+Jayaan: dadi.

Daya: mujhe pura yakeen hai, tum par mere bacho ki tum jarur yn ko vapas le kar aaonge .

"𝐘𝐨𝐮 𝐀𝐫𝐞 𝐌𝐢𝐧𝐞"Nơi câu chuyện tồn tại. Hãy khám phá bây giờ