Chaahat

406 32 21
                                    

Daya walked slowly in an old garage  looking around tensed with one bag in his hand. He slowly entered inside while he closed shutter of the garage behind him.

Daya:Shreya??

He entered inside a small room where he saw shreya was trying to sit while she lost balance and daya held her in nick of time, she looked at him while he was worried for her. Daya making sure she is fine make her sit with support of wall. He notice that she again losing blood from her wound.

Daya:(bitting his lips)Shreya, tumhri chot gheri ho rahi hain hume hospital jaana hoga.

Shreya:(looking at him with feeling her pain)Nahi sir..abhi nahi (daya looked at her with worry)Abhijeet sir se baat hui..

Daya;(nodding taking out juice from the bag he had)nahi.. uska phone nahi lagra.

He passed a electrolyte drink towards her while she quickly took it.

Daya:(he took some chocolate)technology itni badgaayi hain lekin waqt pe kuch kaam nahi karta

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Daya:(he took some chocolate)technology itni badgaayi hain lekin waqt pe kuch kaam nahi karta..(shreya sipping the drink smiled) nahi Abhijeet ka phone lagra hain aur nahi Ashish ka..

Shreya; Aap pareshan maat hoi hum saath yaha se nikalke...

Daya;(interrupting)nahi shreya wo log kaun hain kyu tumhari jaan ke peeceh pade hain hum kuch bhi to nahi jaante aur inn sab ke beech hum dono ka ek saath yaha se bhar nikalna khatre se khali nahi hain.

Shreya nodded seeing Daya worry while he looked at the scar on her face.

Daya:(he stretched hi hand towards her while she felt his motion and looked at him., he stopped in between)kitni gheri chote lagi hain tumhe..

Shreya;(smiling in her pain)Nahi sir, aap ho to mere saath to ye chote koi maine nahi rakhti,shayad aap yaha ho isliye main abhi tak theek hu warna shayad abhi tak zindi bhi...

Daya:(angrily)kaisi bakwas kar rahi ho..(she glanced at him while he bite his lips closing his eyes)sorry shreya wo... (rubbing his hands)ek pal ke liye mujhe laga maine tumhe khodiya..

Shreya:(sadly)Mujhe bhi aisi hi laga sir(he glanced at her while she kept the drink aside)Dada dadi ko dara hua dekhke main bhi dar gaayi thi lekin kuch(narriowing her eyes)pata hi nahi chala sir. Dada dadi ke saath saath kab main bhi kidnap hogayi samjh hi nahi aaya..(she looked at him while he was staring at her intensely)sir wo log mujhe marne wale the Ahemdabad ke bhar ek jungle hain waha leke jaa rahe the, lekin jaise unhe pata chala aap Ahmedabad aagaye ho wo wapas leke aagaye mujhe... samjh nahi aaya kyu..

Daya:(Keenly thinking)Matlabh untak meri information gaayi hain.(she nodded)tum Ashish se nahi mili right..

Shreya:Haa sir,(trying to remember the incident)uss din aapse baat hone ke baad kuch awaazo se aankeh khuli to kuch gunde ghar mein gusgaaye the aur Dada dadi ki jaan khatre mein thi, humari kuch mutbhed bhi hui lekin kisine mujhe sher pe kuch maara aur main behosh hogayi aur phir sidha gaadi aankeh khuli jab wo mujhe marne ki planning kar rahe the.

Rihaee se Rahaat tak ka safarWhere stories live. Discover now