Part 7

891 52 18
                                    

Rajveer came out from the car only to find out that the person who was driving the car was none other than Kavya.

Rajveer: I am sorry....aap theek toh hain na?
Kavya: Yeah...I am fine. Sorry....mera dhyaan bhi kahi aur tha toh humari takkar ho gayi.
Suddenly Rajveer saw a small injury on Kavya's hand, which was only due to his mistake, he understood that.
Rajveer: Aapko toh chot lagi hain.......
Kavya: Nahi....zyada nahi hain....koi baat nahi.....
Rajveer: Kya koi baat nahi? Ofcourse baat hain.....aap yahi rukiye....main abhi aata hoon.
Saying this Rajveer took out the first aid kit from his car and did the required treatment while sitting on a bench on the road itself.

Kavya: Thank you...umm..........tumhara naam kya hain?
Rajveer: Rajveer naam hain mera......
Kavya: Aaj se tum na mere bhai hue.
Rajveer: Main aapka bhai kaise?
Kavya: Tumne meri chot par dawa lagayi hain na........aur farz nibhaya ek behen ko duniya ki harr buri bala se bachane ka......isiliye tum aaj se mere chote bhai.
Saying this Kavya hugged Rajveer.

Rajveer(in mind): Inse mil kar aisa kyun lag raha hain jaise ki main inhe barso se jaanti hoon

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Rajveer(in mind): Inse mil kar aisa kyun lag raha hain jaise ki main inhe barso se jaanti hoon.
Kavya(in mind): Ek yeh hain....jiske saath mera dil ka rishta hain aur fir bhi apnapann lag raha hain aur dusri taraf hain vo Shaurya.........jisko rishton ki qadar hi nahi hain.
Kavya broke the hug and then spoke.
Kavya: It was really nice meeting you Rajveer......waise tum rehte kaha ho?
Rajveer: Yaha se thoda dur jo Bungalow hain na.....Preeta niwas.....wahi rehta hoon.
Kavya: Preeta?
Rajveer: Haan vo actually Preeta meri mumma ka naam hain.
Kavya: Oo.....that's great!
Kavya(in mind): Ek yeh hain.....aur dusra hain Shaurya.....kisi kaam ka nahi hain. Na toh use kisi ka khyaal hain aur na hi kisi rishte ki qadar. Kaash yeh mera bhai hota. Scene shifts to Luthra Mansion,
Karan was in his room looking at Preeta's pics and Sameer's words were ringing in his ears. It has been 20 years since Preeta left the Luthra Mansion....leaving a void in Karan's heart which no one could fill till now.

Karan(in mind): Tum sach mein mujhse abhi bhi nafrat karti ho? Karti hi hogi par.......please na....ab bohot ho gaya....ab waapis aa jaao....please mujhe maaf kar do na ab Preeta aur laut aao na mere bete ke saath....please.

"Firse galati kar rahe ho bhai."said Sameer while standing at the door of the room.
Karan didn't said anything.
Sameer came inside the room and then sat down beside Karan.
Sameer: Galati kar rahe ho bhai.....firse......apne present ko bhool kar....apne past mein jeene ki galati.
Karan: Accha? Yeh psychology na yaha mat de.....tu khud apne past mein jee raha hain.....Shrishti ki yaad mein. Toh agar maine Preeta ko yaad kiya toh kya galat kiya?
Sameer: Galat aapne kuch bhi nahi kiya.......par aap bhabi se yeh kyun maang rahe ho ki aapko aapka khoya hua beta bhi mil jaaye?
Karan: Dekh....indirectly agar tu Shaurya ki maafi ki baat mujhse karne aaya hain na toh bhool hi jaa kyunki main use kabhi maaf nahi karne waala hoon.
Sameer: Aap use maaf karne waale hote kaun hain pehle toh mujhe yeh bataiye......
Karan: What? Dimaag kharab ho gaya hain tera? Baap hoon main uska.......
Sameer: Aur baap hone ka kaunsa farz nibhaya hain aapne aaj tak? Hamesha bas apne bete ko akela chod diya hain.....kabhi use samajhne ki kosish ki hain aapne? Kabhi yeh jaan ne ki kosish ki hain aapne ki usko kya chahiye?
Karan: Tu toh samajhta hain na use acche tareeke se? Toh bata...kya chahiye use. Imported cars......bank balance.....farm houses........
Sameer: Pyaar.........aapke bete ko.......aapke Shaurya ko aapse bas pyaar aur aapka thoda sa wakt chahiye bhai jo aap use kabhi nahi de paaye due to some or the other reason. Aap pehle apne chote bete ko samjhiye....use samajhne ki kosish kijiye bhai. Pehle aapke uss bete ko waapis laaiye jo kho gaya hain aapke saath rehne ke bawajud. Uske baad......apne bade bete ke baare mein sochiyega.
Karan didn't said anything trying to understand the depth in Sameer's words.
Sameer: Waise main aadhe raaste se aapko yeh sab batane ke liye nahi aaya hoon waapis......main aapko le kar jaane aaya hoon apne saath......koi new company hain....uske saath deal karne karna hain aaj.......isiliye aapko lene aaya hoon.
Karan still didn't said anything. He was just thinking something very deep and was unable to exit from his world of thoughts.

Scene shifts to Preeta Niwas,
Palki was working in the kitchen when suddenly her phone rang.
Palki's face became pale seeing the caller I'd.
Palki picked up the call and then spoke.
Palki(on call): Hello........
The person(on call): Bohot maze le rahi hain na tu......uss Rajveer ke saath usi ke ghar mein?
Palki(on call): Bakwas mat kar Mahi.......aur saaf saaf bol kyun call kiya hain tu ne mujhe.
Mahi(on call): Maine tujhe isiliye call kiya hain taa ki main tujhe bata saku ki Bittu ki school fees khatam hone ko aayi hain. Tujhe vo Rajveer paise de raha hain ya fir......tera irada waapis se Babban ke paas jaane ka hain?
Palki(on call): Main baat karti hoon Rajveer sir se.........par khabardaar jo uss Babban ko phone kiya hain aur khabardar jo Bittu ko inn sabke baare mein kuch bhi bataya hain toh.
Mahi(on call): Nahi bataungi.......bas tu mujhe harr mahine paise bhejti rahe.
Palki(on call): Okayy.....phone rakh.
Mahi cuts the call.
Palki: Bol toh diya lekin kaise maangu Rajveer sir se paise? Unse pehle se hi maine bohot karza liya hua hain......aur upar se.....ab toh mujh par shaadi ka ehsaan bhi sir kar rahe hain........kaise maangu paise?
"Shaadi ka ehsaan?"asked Shaurya who heard the mysterious conversation between Palki and Mahi and now heard these shocking words from Palki.
Palki: Devar jii.....aap yaha?
Shaurya: Bhabi......aap yeh kya bol rahe the abhi?
Palki: Nahi....kuch nahi......
Shaurya: Bhabi.....agar mujhe dil se apna devar maanti ho na.....toh please batao mujhe ki aap kya soch rahe the.

Will Palki tell Shaurya about her life? What's the mystery behind Rajveer and Palki's marriage? Let's unfold them one by one in the next part.

Scene End.

Precap: Palveer moments.........Rajveer meets Karan and his family.

(Extremely sorry for the late update....I was actually not getting any idea and time as well.....that's why. I hope you all will like this update. Please forgive me for this inconvenience caused.)


Mera bhai tu...meri jaan hain❤ (Completed)Where stories live. Discover now